Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Remember success ka graph khabi b straight line ni hota !
    Business karne say pehaly ap ye bat mind mai rakhen k success k liye loss aik must cheez hai .. success k graph mai hamesha ups and down ate hain .. hume har difficulty ko tackle karna chahiye nd mistakes say learn karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan main Samajhtaa hon forex bhi Ek physcological buisness hai,market main jaisay utaar Charhao ataay hain Waisay he Buisness main Bhi utaar charhao atay rehtaay hain,Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya nahi,forex Main Kamyabi k liye hameshaa Apni Ghaltioyn say Sabak hasil karnaa Chahiyee unhain theek kar k Wapis Market Main enter honaa Chaiyee
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      tu woh jab posting kary ga tu ap ko uss ki posting ka half bonous mily ga matlab kay aik post ka apko 0.10 cents milty hain so yehi bonoup ko yeh conform karnay ki zarorat hi nahi hai ik tu free may ik benifit ap ko mil raha hai brother shukar karo jo milta hai acha hai brother
      • #4 Collapse

        ji bilkuk sahi kaha hai app ny k sidhi line hoti hai successful bany ki es liey humen bht kch krna parta hai bht kch dekhna parta hai kafi nuksaan hony k bd humen experience milta hai or tab ja k hum kahen ek successful insan banty hain
        • #5 Collapse

          forex main kabhi bhi success ka graph kabhi bhi straight nahi hota hai woh is liye keh ap ko kahin per zada success milti hai aur kahin per kam milti hai aur kahin per nuksan hota hai is liye yeh uper neechay hota rahta hai.
          • #6 Collapse

            yes you say right my brother and i agree with you because, apne success ka graph humesha up and down hota rehta hai jis se apki knowledge or experience ka pata chahlta hai or success mai loss bohot important hai mistake k bagair apko kabi bhi experience complete nh mil sakti hai.
            • #7 Collapse

              sahi baat hai humain loss hi sahi se sikha ta hai ke hum profit kese earn kar sakte hain or loss ko face karne se hi humain sahi trading samaj main aaye gi es se pehle hum success nahi ho sakte hain
              • #8 Collapse

                forex Main Kamyabi k liye hameshaa Apni Ghaltioyn say Sabak hasil karnaa Chahiyee unhain theek kar k Wapis Market Main enter honaa Chaiyee.success ka graph humesha up and down hota rehta hai jis se apki knowledge or experience ka pata chahlta hai or success mai loss bohot important hai.
                • #9 Collapse

                  Aslam O Alaikum to all dear forex mein ho ya or koi business ups and down life ka hisa hain hum agar success chahtey hain to zindagi mein yeah sab kuch bardasht karna ana chahiye
                  • #10 Collapse

                    g bhai jan bilkul thik kaha ha pany k forex mai hm kabi b direct kamyab nahi ho sakty han q k forex mai kamyabi hasil karna bht he mushkil ha or forex bht he risky bussiness ha is lai jaldi kamyab nahi hoa ja sakta ha
                    • #11 Collapse

                      i think mery khayl se forex businees is a nic businees es businees me ham kisi time b kam kar sakty hai......
                      • #12 Collapse

                        bilkul iss ka graph hamesha straight line nahi rahta ku k sirf iss ma nahi balka har aik business ma uttar charhao aata ha iss liya iss ma bhi uttar charhao aata ha iss liya hame aaram sa trading karni chayai app ki kia rai ha iss k bara ma.
                        • #13 Collapse

                          well i do not accept the saying that nobody can be perfect in this business because any trader who can avoid their weaknesses like greed and impatience and focus on setting small reasonable targets will be able to trade successfully trade forex.
                          • #14 Collapse

                            ee haan main Samajhtaa hon forex bhi Ek physcological buisness hai,market main jaisay utaar Charhao ataay hain Waisay he Buisness main Bhi utaar charhao atay rehtaay hain,Forex Main Shoro main har Acha Trader Apna Account ek baar zaroor blow karwataa hai... laikin ye us par depend Kartaa hai k Apni ghalti say Sekhtaa bhi hai ya
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sucess ka graph kabhi bhe ek line per nahi chalta hai is me up aur down zaror ata hai aur log forex trading me loss aur profit dono hasal kr tey hai phir he wo achey traders bantey hai aur ap ko bhe yeh sekh lena chahye ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X