App ko kitni bar margin call aa chuki hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    App ko kitni bar margin call aa chuki hay?
    yaar men srif zara servey kerna chah ta hon app men say kitni ney ab tak account wash kerwaya hay or kitni baar ? mujay 3 months ho gain hen account chala tey hoai or just 34$ say shoro kia tha or abhi tak ton Allah kay karam say bacha howa hon app ki kia position hay?:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mjay nahi yad k mjhay kitni bar margin call a chuki hai han lekin ye zror yad hai k her trade me he margin call a jati hai.is ki bari waja hamaray balance ka kam hona hai.
    • #3 Collapse

      bhai jan margin call tab hi aati hai jab leverage kam ho ya broker ki taraf se stop out level ki %age thori ho otherwise margin call nahi aati mostly bari leverage waly accounts per. Mera account leverage ziada hony ki waja se big volume lagaya tha loss me hai filhaal tu
      • #4 Collapse

        margin call us insan ko aty he jis ka account balance boht zada kam hota he me to abi trading nhi kar rha ho is liye muj ko abi tak margin call ni aye hen me abi leraing kar rha ho boht jald trading ko sero kar do ga.
        • #5 Collapse

          ge muj toh abi tak ak bar be nahe aye ha jsi ka vaje sa muj yah lagta ha kah agar ahmy aysa kam mah bohot achi kam karn aparta ha yasa kam ka bara ma ahmy aysa kuch karna hota ha.
          • #6 Collapse

            Dear jab b apjka account risk mein hota hai to apko margin call a jati hai tab ap koi b new lot place nahi kar sakty almost apka account wash hony k kareeb hota hai. mujy 5 baar margin call a chuki hai 3 dafa mera account wash ho chuka hai.
            • #7 Collapse

              jab main ne start main forex trading ko suruh kya tha to main ne kai bar margin call se apone account ka loss kya tha liken bad main ne achi learning ker ke apne ap koo iss lanat se bach lya hi ab main achi earning ker leta hon
              • #8 Collapse

                main ne 75$ se acct start kiya tha or ab meri equity 2297$ ki hai mujhy kabhi margin call ka samna nahi krna parda mera khayal main jo banda laluch na kry or trade size kam rakhy or ic ko forex knowledge ka pata ho tu wo margin call se bacha rahy ga
                 
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #9 Collapse

                  Main is kam main maya naya chal kar maya hun isi wajase main yeh nahin keh sakta kay margin kis cheez ko kehte hain aur mujhe abhi tak aik bar bhi nahin ayi hai till now
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muneer khan پيغام ديکھيے
                    yaar men srif zara servey kerna chah ta hon app men say kitni ney ab tak account wash kerwaya hay or kitni baar ? mujay 3 months ho gain hen account chala tey hoai or just 34$ say shoro kia tha or abhi tak ton Allah kay karam say bacha howa hon app ki kia position hay?:cool:
                    Meray Bhai main nay january Main forex Trading Ko Sekhnaa Shoro kiyaa Tha forum K behalf par mujhe Feb Tak 167 $ bonus milaa jo K Meri Choti si ghalti Ki Waja Say lost ho Gyaa :( baaz Dafa Traders buhaat choti Choti batain Bhol jatay hain meray Sath bhi kuch Aisaa he huaa...main Samajhtaa hon k Forex trading ek intehai hazir damagh banday Ka Kaam hai aap halkay sy idhar udhar huye tou Ap Ka Account bhi blow ho Saktaa hai..specialy Tab Tou aap Ko MArket Main hazir rehna chahiye Jab koi high impact news Anay Wali ho or trading Kartay waqt Stop loss laganaa Kabhi Mat bholain
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #11 Collapse

                      App nee bohat acha topic select kiya hai, Trader koo hamesha margin call kaa pata hona chaiyee, Margin call jub ati hai jub aap kaa balance bohat kaam reh jata hai aur market aap ke against bohat zyada move hoo jati hai aur esss per aksar aap kaa pura account bhi finish hoo jata hai
                      • #12 Collapse

                        mere baat ap ne wesay achi ki ha lakin mere kehyal se aesa nahi karna chahye boaht se new trader jin ko abi trading ka pata nahi hota ha wo big lot size lagaty ha tu un ko margin call ati ha aur un ka account wash ho jata ha ma ne tu kabi is tara kabi nahi kiya ha ma tu apny trading plan k mutabik trade karta ho aur money management k mutabik lot size lagata ho
                        • #13 Collapse

                          me tu new hoon mujhay isk baray me koi idea ny ha k margin call ku ati hain but me try rro gi jb learn kr lon tb he trade lagaon ta k in se bachi rahoon
                          • #14 Collapse

                            Mei ne 20$ se start ki hai trading and Allah ka shukar hai abi tak chal raha hai mujy bhi koi margin call nahi ai or agy bhi na ae taky mei acha profit gain kar sakon or mera account wash hony se bach jae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Base on me as a trader iw ills ay that it is very good for you to concentrate at all times so when you are trading you will be able to follow the trend so that your account will not wipe from one level to the other at any given time

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X