Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?
    G bilkul risk say kabi be gabrana nahe chaheye balkay risk ko laina he chaheye par khyal rakna chaheye k risk ko liya be jaee aor kuch hasil be kiya jaee agar apko pata ho business terms k baray mai tu ye baat apko zaror pata hogi k buhot say businessman ye baat zaror kartay hai k jo log ziyada risk laitay hai wo ziyada earn be kartay hai lehaza risk humaray leye ik ziyada opportunity ki heseyat rakti hai jes say hum ziyada esrn karnay k chances creat kartay hai so risk say gabrana nahe balkay risk ko leya karay ye apke leye nuqsaan nahe balkay kuch earn kar k daiga ..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

    Forex ke business ke liye Hame kuch na kuch risk to Lena hi padta hai jab tak hum kuch na kuch risk nahin paate hain tab tak ham ye buisness nhi kr sakte hain
    Hamen chahiye k ham koi bhi trade open krne pe penic na hon aur hamen kissi bhi trade k open krne se ghabrana nhi hona chahiye
    Hamen trading k liye thora bahot risk lena hota hai tab hi ham apni trades ko open krte hain
    • #3 Collapse

      Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

      Forex trading business mein hum jtna ziada risk lain gay utna ziada profit earn kar saktay han aur agr loss hota hy wo bhi ziada hi hota hy risk hum ko tab laina cahaiye jab knewledge aur experience ziada ho lakin phr bhi money management zaroori hy agr hum money management kar k knewledge aur experience k hisaab se risk laity han tab hi achi trade kar k profit earn kar saktay han aur Jo achi planning nhi kar saktay aur knewledge aur experience kam hy aur money management ka kuch pata nhi hy un ko kabhi bhi risky trading nhi karni cahaiye agr wo ziada risk se trading karain gay tu is se account hi wash ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

        Risk lena koi achi bt nahi ha q k nahi pata htab k aik trader apna balance ktny din kitni mhnt sy bnata ha aur risk leny sy wo bonus bht e jaldi sy loss hny ka drr hta ha maheny ka kmaya hua balance aik ghnty mn urr skta risk srf tb lien jb apko confirm ho k risk leny sy loss ziada nai hga aur lot size b kam rkhien.
        • #5 Collapse

          Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

          G haan bhai risk lainayy se ghbrana nhee chahiyaiii...q k agar risk nhe lain gyy ti sucessful nhee ho pyaiin gyy pr ....risk wo he lai jo experienced haii wo nhee jOo unexperienced q k dnO k risk lainay mein farqq hai experiences bndaa har condition ko gaii dekh k risk laitaa hai...aur unexperienced bndaa tukka lgata hai jisse nuqsa he hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

            Jis Waqt aapki tradings is bahut acchi hoti hai aapko risk Lene se bilkul bhi gawara nahi chahiye Jab aap ki trading key skills achi nahi hoti aap accha profit karne Ke Kabil nahi hote to iska nahi Lena chahiye tha briscoe avoid karna chahiye otherwise Jab aap ki training skills Bahut Achi Hoti Hai Sau Baras ka lehenga accha analysis where is Kalinga yourself best paper accha trust Karenge to aap bahut accha sakte hain kya hota hai lekin Kabhi Mere Saath time nahi Lena chahiye aik safe way se kaam karna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

              RISK lainy sy ghabrany ki zarorat sirf is soorat me nai hay k ap k pass experience or samajh boojh hona zarori hay yeh chezain honay k bad zaror risk laina chahiay .
              • #8 Collapse

                Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                dear ap koi bi kam kerty hy risk tu us mai bi lazmi ho ga koi bi aisa kam nahi hy jis mai ap ko kisi bi kisam ka risk nahi mily ga lazmi ap ko risk ka samna kerna perta hy lehaza ager yi socha jay ky bina risk ky mai trade ker sako ga tu aisa mumkin nahi hy bas ap ko yi kerna ho ga ky jab bi trade lagani ho ap ko pehly us pair ko achi terha sy analysis kerna ho ga taky ap asani ky sath market mai trade ko open ker saky or asani ky sth apny trade sy profit bi hasil ker saky ager risk ap ny pori knowledge ky sath hasil kiya hy tu mai samjhta hun ky phr koi masla nahi hy ap ko chahiya ky risk ly taky ap ko acha profit bi hasiul ho jay.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  G bilkul risk say kabi be gabrana nahe chaheye balkay risk ko laina he chaheye par khyal rakna chaheye k risk ko liya be jaee aor kuch hasil be kiya jaee agar apko pata ho business terms k baray mai tu ye baat apko zaror pata hogi k buhot say businessman ye baat zaror kartay hai k jo log ziyada risk laitay hai wo ziyada earn be kartay hai lehaza risk humaray leye ik ziyada opportunity ki heseyat rakti hai jes say hum ziyada esrn karnay k chances creat kartay hai so risk say gabrana nahe balkay risk ko leya karay ye apke leye nuqsaan nahe balkay kuch earn kar k daiga ..
                  Yes my dear sir apki bat biklul sahi hai. Aam tor pr risk lena acha nai smjha jata magr ye b haqeeqt hai k Jitna bara risk liya jaey ga utna hi ziada profits bnany k chances b hoty hain. Or utna hi loss hony k b.
                  Lekin hmen apne balance k mutabik hi risk lena chahaye or try kry k risk hm se km le,, Taky agr loss b hoa to wo cover able ho. mery khyal se risk hmensa 100% confirmed signals milny k bad hi lena chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                    forex aik risky business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                      forex aik online or aik risky business hain hamy is main experience or knowledge hasil kar kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain agr ham kam karty waqt koi galti kar dy to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada tense nahi hona chahey balky apni galtio ko avoid kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profot hasil kar ky apni zaroto ko pora kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                        forex mai hamy acha knowledge haisal kar ky high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                          hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar ky acha profit gain kar saky gy lakin hamy risk ly ka gabrana nahi chahey forex aik onlie business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                            forex iak risky business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main risk lena chahey pher hi ham is main loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham yai kabe be band na hony wala real business hain is main hamra koi be boss nahi hota
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk lainay say gabranay ki zarorat nahe?

                              forex aik risky business hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky is main risk lena chahey is main risk leny sy gabranay ki zarorto nahi hain hamy is main expert ho kar best confidence ky sath risk ly kar market main enter hona chahey pher hi ham is main kamyab ho kar acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X