Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Robot trading Islam Main thik hai ya nhi?
    kya robot automated trading ki islam ijazat deta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G yeh baat mere khayal main ghalat hai hud mehenet kerni chahiye or mehnet ka phall allah zaroor deta hai,
     
    • #3 Collapse

      shahkir bhai ap ne 100$ kitne dinon mein earn kiye?
         
      • #4 Collapse

        pata nhi robot trading islam mainthik hai ya nhi but sub log aisa kerte hain,or logon ko is se bohat profit milta hai,mere kai friends robot trading kerte hain,,
         
        • #5 Collapse

          ge robot trading islam main thek hai meri souch k mutabik baki ka muje to pata nai kyue k robot sirf apko sirf profit nai daita balkay loss b daita hai sath sath, kuch log rebot se kafi acha profit b la rahay hai.
          • #6 Collapse

            mary kahyls e agrrobot se tarding akrty hu tu ye jaiz nhai hai kyu k islam kahta hai k kud mahnt karu atrding mia tu apka mind kahrch huta hai jab k robot mai tu ap kuch b ni karty
            • #7 Collapse

              myry khyal say robot kisi b hal main theak nai hai kun k ap jo khud apny hath say krty hain wo hi theak hota hai us main mehnat b hai aur barkat b, aur khud ki trading say ap ziada earning kr skty hain.
              • #8 Collapse

                robot trading ki to pata nahi magar maraya khayal say islam may trading ki hi ijazat nahi hai kyu ki interest say juda hua koi bhi kaam allowed nahi hai aur sari hi currency interest par hi based hai , maray akhayal say sirf GOLD , Silver aur oil will be allowed as per Islam (waisay may khud bohot kum janti hu is barayamay so pls aap log suggest karaya)
                • #9 Collapse

                  g is k barey mai mujhe b toh itni malumat nahi lekin maine kuch mufti sahib se pocha hain toh baaz ne kaha k teek hain baaz ne ka k nahi so mujhe sahi malumat nahi is k barey hope jis ko pta hoo wo commentkar k samjha dengey humein b
                  • #10 Collapse

                    Robot treading system like auto treading system, so i think this is not greant in Islam.
                    • #11 Collapse

                      Dear brother jo maza khud ki mehnat or sooch ma ha wo kisi b chees ma nahi or robo b tu 100% theek nahi kisi b waqt loss da sakta ha s ley market ko khud observe karo or trading karo mushkil tu ha leken impossible nahi.
                       
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mudda24 پيغام ديکھيے
                        kya robot automated trading ki islam ijazat deta hai?
                        Agar ap ko lagta hay keh forex trading ki ijazat hay to phir robot trading may kia problem hay? robot emotionless hotay hain, is waja say yeh ziada bahtar perform kartay hain, bus yehi faraq hay, is k elawa wo bhi loss kartay hain aur ap bhi, wo bhi profit banatay hain aur ap bhi.
                        • #13 Collapse

                          dear i think this is very interesting question mara view is bara ma ya hai k ge robot trading islam main thek hai meri souch k mutabik baki ka muje to pata nai kyue k robot sirf apko sirf profit nai daita balkay loss b daita hai sath so jaha profit lose dono ho wo thik hai
                          • #14 Collapse

                            Mere khayal sai hame forex main khood hi hard work karna chahiye automatic robot bhi to kisi person ka banaya hua ek software hai to aap khood bhi achi trading kar sakte ho or software kahi achi trading manually aap yahan per kar sakte ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex is a currency trading business by online. Here has many trading system. Robot is a that kind of trading system. Robot trading mean trading automatically. So in ISLAM can not support this kind of activity in business. So robot trading is not halal it is fully haram. So we should avoid this system in trade.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X