Safar sy apni yadhain banain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Safar sy apni yadhain banain.
    Dear Friends

    Jab ap apni life main kuch time nikal kay safar ka irada rahkty hain tu ap ko cheye un areas ka visit karain jin mai ap kabi gye na ho. ap jab new jaga pay safar karty hain tu ap ko new jaga ka environment daikhain kaisa hai or waha kay logo kay kiya kiyalat hai or kaisy woh apni life ko manage kar rahy hain

    Ap jab safar karty hain waha daikhain pollution kitni hai or kitna acha waha ka mahool hai tu ap ko waha pay kuch time guzarna cheye or ap apni life ko kuch time waha spend karain or compare karain ap ki life style kaisa hai or kaisy waha kay log manage karty hain


    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X