spread kya hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread kya hai
    buy price or sell price ke dermiyan jitna farq hota hai usse spread kehte hain forex markete ma spread aik hakeekt hai
    ager hum foriegn exchange ke dealer ke pass 1$ buy krne jayen to woh humien 99.50 ma de ga agaer hum wohi 1$ sell krne jae to woh homen 99 rs de ga iss tareh woh hum se 50 paisa profit kama raha hai
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear spread ko ap nay define theak kia hay basically spread he wo money hay jes ki waja say broker hamary sath kam karta hay means spread is a brokers money .. hmay profit ho ya loss but broker spread say earn kar layta han
    • #3 Collapse

      Spread dear Buy or Sell k rate k darmyna mein jo difference hota hai osko kehty hain or jab b ap koi lot place karty ho jo start mein apko loss show hota hai apki lot minus mein jati hai wo spread ki waja sy he hota hai ye market ki nature hai,,
      • #4 Collapse

        yes dear spread ko ap nay define theak kia hay basically spread he wo money hay jes ki waja say broker hamary sath kam karta hay means spread is a brokers money .. hmay profit ho ya loss but broker spread say earn kar layta han
        • #5 Collapse

          Difference between ask and bid price is called spread. Spread for different currency pairs is different. EUR/USD has 3 pips spread and in some pairs there is 20 pips spread. Always check the spread before opening a trade in live market.
          • #6 Collapse

            yes dear buying or selling trade lagaty waqt jb spread hota hai to forex broker her trade mein is k zarye paisa kamaty hain baz currency per spread zyada hota hai or baz per kam hota hai lakin buy ki bajaye sell pr spread zyada hota hai jis ki wajha say akser sell trade mein trader ko nuqsan bhe uthana perta hai
            • #7 Collapse

              Yes, spread forex market main aik bohat eham chez hai kio k issi main broker apna profit kamata hai aik achay broker ka spread hmesha munasib or acha hota hai is liye hmain kissi achay broker ko chose krna chahye jis ka spread kam ho
              • #8 Collapse

                spread Broker ki fees hoti hai,simply currency exchanger k pas Bhi hum Agar koi currency purchase Kartay ya sell KArtay hain Tou Wo bhi hum Say kuch commision ya fees charge Kartaa hai jo k bid or Ask k darmyaan ka fark hotaa hai,instaforex main Sab Say Achi baat ye hai K yahan har chez par fix spread hai
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #9 Collapse

                  : spread kya hai
                  • #10 Collapse

                    G han bhai main ap se agre krta hn .q k sell aur buy k drmian jo difrenc hota hy is ku spread kehte hain. Aur spread totly broker k pas jati hy. Agar ap ne kuch sell r buy kia to ap ku chahe faida hu ya loss bt broker ku faida hu ga.
                    • #11 Collapse

                      jab b ap koi lot place karty ho jo start mein apko loss show hota hai apki lot minus mein jati hai wo spread ki waja sy he hota hai ye market ki nature hai.Difference between ask and bid price is called spread. Spread for different currency pairs is different. EUR/USD has 3 pips spread
                      • #12 Collapse

                        ha jab aap bid aur aks prise ko dekhenge to aapko un dono raye me kafi fark dikhai deta hai aur use aapko pata chalega ki kis currency pairs ka spread kya hai aapko dono prace me 0.3 se kafi bada fark dikhai dega jo us pairs ka spread kaha jayega aur sabhi ka ye alag alag hota hai kam se kam eo 0.3 hota hi hai
                        • #13 Collapse

                          jnab asal ma spread aik commission ha jo aik broker jo a[p ko apna software de raha hota ha our jis k through ap trading kar rahe hote hen wo leta ha.
                          • #14 Collapse

                            assalamo alaikum dear mai forex mai abhi new ho aur abhi join kya huwa hai mai es bare mai nahi janta because mai ne trading start nahi kya hai balke demo account bi start nahi ki hai mai abhi posting kar raha ho aur learning kar raha ho .............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mery pyare bhaio mry mutabiq buying or selling trade lagaty waqt jb spread hota hai to forex broker her trade mein is k zarye paisa kamaty hain baz currency per spread zyada hota hai or baz per kam hota hai lakin buy ki bajaye sell pr spread zyada hota hai jis ki wajha say akser sell trade mein trader ko nuqsan bhe uthana perta hai...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X