Threads par comment kartay waqt kia karain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads par comment kartay waqt kia karain?
    Dosto threads may comments kartay waqt ap logo ko is baat ka khayal rakhna chahiyay keh ap log aik dosray ko comments say relate karain, na keh yeh sirf thread k question ko ya first post ko parh kar neechay reply may comment kar dain, dosray k comments may bhi dilchaspi lain, sath may dosro ko bhi quote karain, lakin aik hi dafa may nahi, aik post karnay k baad ap reply ka wait karain, dekhain k dosray kia keh rahay hain, phir us k baad agar ap ko dosray ki baat say ikhtilaf hay ya dosray ki baat may kuch mazeed add karna chahtay ho to us ko quote kar k ap mazeed comment karo, aik thread may aik say ziada comment karna allow hay, lakin sirf usi sorat may jaisay keh oper bayan kia gaya hay, aisa na ho k ap lagatar apni hi posts kiay jao aur dosray ki suno na? Matlab yeh keh learning k lye bhi aur dosray traders say attach rehnay k lye bhi aisa karna zaroori hay, dil karay to maan layna.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul Sir aap thek keh Rahay hain magar Kuch posts itni informative or brief Describe hoti hain k unhi main he jawaaab bhi Mil jatay hain...Sir Main Bhi yehi chahta hon k Apas main Sawaal jawaab bhi Karnay Chahiyeen jo k hamaray liye helpfull Sabit ho Saktay hain
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      main samjhta hoon ke kisi bhi thread per ap jab bhi comment karen tu is baat ka pura khyal rakhna chiya ke ap ka comment osi thread ke mutabic ho aur ap ke pass os question ka answer hona chiya yani os per poche gaye question ki information honi chiya
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
        Dosto threads may comments kartay waqt ap logo ko is baat ka khayal rakhna chahiyay keh ap log aik dosray ko comments say relate karain, na keh yeh sirf thread k question ko ya first post ko parh kar neechay reply may comment kar dain, dosray k comments may bhi dilchaspi lain, sath may dosro ko bhi quote karain, lakin aik hi dafa may nahi, aik post karnay k baad ap reply ka wait karain, dekhain k dosray kia keh rahay hain, phir us k baad agar ap ko dosray ki baat say ikhtilaf hay ya dosray ki baat may kuch mazeed add karna chahtay ho to us ko quote kar k ap mazeed comment karo, aik thread may aik say ziada comment karna allow hay, lakin sirf usi sorat may jaisay keh oper bayan kia gaya hay, aisa na ho k ap lagatar apni hi posts kiay jao aur dosray ki suno na? Matlab yeh keh learning k lye bhi aur dosray traders say attach rehnay k lye bhi aisa karna zaroori hay, dil karay to maan layna.
        g han dear ap nay bilkul theek kaha hai , mai to isi tarha karta hun pehlay sab ki posts ko read karta hun or un say related post karnay ki koshish b karta hun ta k meri ki hui post question say related ho
        • #5 Collapse

          wahh bhai ye tou bohhat achhi or informative post hai.main iss se pehle ye tou nahin jant tha kay ham ek doosray ki posts kou bhi comment mn discuss karr sakttay hain.ye to bohat achhi bat hai iss site ki
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Bht bht shukriya aisa qemti mashvra deny ka.actually m new here or mai yehi smjhta arha tha k bs post k reply me post krdo..but ab mai zrurvap k mashvre pe amal kru ga.r baki sb k comments ka b reply krnybki koshish krunga.yonhi bat se bat niklti chli jato hai.thanku my friend.

            اب آن لائن

            Working...
            X