Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?
    Forex market me risk to bahot hi high limit ka involve hota hay perfect trading karny key ley jes me loss zeyada face karny se ham bach jaye es key ley ham kesy perfect lot size ka use kar sakty hey, kia always minimum lot size ka use teek hay ye per es ko ham planing aur market satiation key sath increase be karna ho ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

    Lot size aapke reading main bahut hi important role play karta hai hi aapki trading Mein sabse main cheaz lot size ka Sahi use karna hai Kyunki lot size hi hai jo aapke account ko wash kar sakta hai lot size hi hai jo ki aapke account ko saaf Rakhta hai agar market ka trend aapki trade ke against chala bhi Jata Hai To small lot size aapke account ko Kafi had Tak safe Rakhta hai aur usko wash hone se bacha hota hai isliye always small lot ke sath hi trade open Karen and a lot size aapane Apne account balance ki hisab se set karna Hoti Hai Jitna aapka account balance Ho Usi hisab se lot size ko select karna Hota Hai Iske elawa baki currency pairs pr Ham ya lot size big bhi use kar sakte hain lekin gold aur Koyal Jaisi dangerous commodities per Hamen lot size ka bahut Soch Samajh Kar Khayal karna Hota Hai Kyunki yah donon commodities bahut fast move Karte Hain aur agar aap ine per Big Lot size ka use karte hain to ismein Aapka account Khatre Mein a jata hai isliye CL per trading ke liye lot size always 0.1 ka use kiya jaaye and yeah lot size aap apne balance ke hisab se big bhi kar sakte hain lekin iske liye aapka account capital bahut strong Hona zaruri hai
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

      dear forex markeet main kamyaabi hasil karnay k liye hamko kisi kaam ko kisi knowledge bhi adhoora nai karna chaye balk har aik method ko agar ham perfect tareekay say use kartay hain tab he ham is makreet main success hain,is liye lot size ko agar ham apnay account k hisab say aur money managmnt k hisaab say use kartay hain to hamaray liye yeh perfect tareeka hay.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

        Lot size ka perfect use ham es tarha se kar sakty hey key sab se pehly to ham risk aur reward ratio ko determine karna ho ga aur ye decide karny ki be zarorat hay key single trade me kenta risk hamara account afford kar sakta hay, agar lot size account balance key mutabeq leya jaye aur market me risk aur reward ration ki conformation be hamy ho jati hay to ham asani se ye fisla kar sakty hey key har trade me hamy ketna lot size use karna chaye, andazy se bilkul be hamy lot size ko set karny ki ghalti nahi karni chaye es ghalti ka natija hi big loss hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

          G han forex trading men lot size ki bahut ziyada importance hey kiun k iss men apnay balance k hisab se lot size ki achi selection kar lena hi asal money management hoti hey iss liay trade lagatay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur phir apnay experience k mutabik small lot size ko use karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen aur safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

            g han dear ap ki baat thek hy forex business min treading kaney ka lia lot size hamry account min balance ka mutabik rakhi jaty hy q k jab hum treading karty hainn to hamin forex min markeet ko aynalize karny ka lia more sy more mhenat kar hum achi experience hasil kar skaty hain to hum forex min best treeky perfet ho ka treading min lot ka istamaal kar acha kar sakty hain jab lot hamry account ka mutabik rakhi ho to hamin treading min koi preshani nahin ho hi balke hum easy ho ka treading kar ka acha profit haial.kar sakty hain..
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

              Lot size ko aap Hamesha perfect use Karen Agar aapke pass Agar bahut kam balance Hai To fir aap Jyada Se Jyada lot size na rakhen Jyada Se Jyada lot size Awas Yojana Karen Is Tarah aapke liye dangerous Hoga isliye aapko acchi kamyabi Nahin Hogi lot size ko bahut kam Rakha Karen Kyunki aapke paas Jyada balance nahin Hota isliye aap ghabra Jaate Hain aur tension hoti hai isliye lot size ko ek acchi management se aap use karen to hi aapke liye acchi kamyabi Hogi
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                lots size ka perfect use ap ko kerna cheye ager ap ne demo account ke practice ke hoge to ap kilye bhot asan ho jata hy trade mein lots size ka use kerna ager balance bhe zeyda ho phir bhe hamain lots size kam use kerne cheye apna account ko safe rakhne kilye sari mumkin koshesh kerne cheye then acha zror kama sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                  G han forex trading mein risk ki involvement hr waqt hoti hai is mein over trading ya big lot use krna mtlb apna account wash krny jaisa hai perfect trading krni hai aur balance ko long time use krna hai tu small lot use krein aik waqt meun aik trade open ki jaye risk leny se avoid krengy tu successful trading possible hogi aur account bhi increase hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                    lot size hm ko money management k lihaz sy set krna chahiy agr hamara balnc zada h to hmy lot b zara bara kar lana chahiy agar hm loss ko afod kar skaty hy to ni to hmy smal normal lot rakna chahiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                      Ap apne account k hisab say he lot size use kya krn. Meri suggestion yehi hy 50% free margin tak hi lot use krni chahe. Ap us say ziada krn ge to wo ziada risky hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                        Ji han aap ko lot size ka use karna chahie agar aap ko use kar rahe hain to aapko usmein acchi tarah se samajh jaega ke lot size kaise use karne hote hain aapko chahie ke jyada se jyada demo per practice Karen tab hi ap real account mein acchi tarah trade kar sakte hain aur achi tarah lot size use kar sakte hain agar aapane lot size account ke mutabik rakhi hai to Koi pareshani nahin hamare pass jitna balance hoga uske mutabik hi hamen lot size lagani chahie tab hi Ham acchi tarah prapt Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                          dear friends Assalamu Alaikum friends trade open karte hue Hamen lot size ka Sahi istemal kaise karna hai iska jawab hai k Jab Hamen market ke bare mein Maloom ho jaaye aur Hamen exact signal mil rahe ho tab Humen Bari lot size use karne chahie aur jab signals Hamen sahe se confirm na ho pher Hamen lot size kam use karna chahie lot size ka depend aapke market ko samajhne per hai aur aapke account per bhi depend karta hai k aapke account mein kitne balance hai lihaza Jab apko confirm signal milane to pher Bari lot size use Karen Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                            dear hamain forex main lo size ko manage kar kay pher he hamain trad karni ho ge pher he hum is main kamyab hon gay forex main planing kar kay he kam karain gay to he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam he kamyabi hasil karnay ka zaria hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ka perfect use kesy kia jata hay?

                              hamen cahiye ke hum money managment karen or apne account ke mutabiq he lot size use kiya karen hamen utna lot size lagane cahiye ke hmen agar loss ho ae to zayad loss na ho balek kam se kam loss ho jo hum asani se recover bhe kar saken is ke liye tamam logon ko cahiye ke wo is main is yun karen ke forex main agar apka 500$ ka account hae real account to us main ap 0.5 ke zayada ke trade open he na karen q ke phir risky ho jae ga yeh aik mayari lot size hae jis par acount wash nhe hota hae or isi tarah se agar apka 200$ ka account ae to us main ap 0.2 se zayada ke trade open na kiya karen yeh bahut zayada riksy ho jate hae isi ko follow karte howe trading karen apko bahut he acha profit hasil ho jaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X