Trading Sessions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Sessions
    Dosto, waisay to bohat saray trading sessions hotay hain, aur har session ka time alag hay, lakin teen sessions aisay hain jo mostly use kiay jatay hain, un may say aik session tokyo session kehlata hay, dosra london session aur teesra new york session kehlata hay, lakin in sessions k elawa bhi sessions hotay hain, jaisa k sydney session, Korean session, China session etc. isi waja say forex market 24 ghantay open rehti hay, kyo keh jab aik session khatam hota hay to dosra session start ho jata hay.

    Sunday night ko jab market open hoti hay to asian session start hota hay, aur is asian session may china, korea, india, indonesia aur japan k sessions hotay hain, aur Pakistan k waqt k mutabiq yeh session raat ko 2:00 bajay say start hota hay, aur din k 1:00 khatam hota hay, is k baad london session start hota hay, aur yeh session sham ko 6 bjay tak chalta hay, lakin new york session 5 bajay start hota hay, is tara say 2 sessions aik sath chaltay hain.
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Later in the trading day, just before the Asian trading hours come t a close, the European session takes over in keeping the currency market active. This is FX time ...
    • #3 Collapse

      there are some trading session for forex trading you can trade all the day but some session is very good for trading in forex i like new york trading session for trading
      • #4 Collapse

        G haan bilkul.agar hum in sessions main trading karty hain to hum zyaada earn kar sakty hain.is time main market zyaada move karti hai.jis time london or newyork session overlap karty hain.us time trading kar kay hum zyaada earn kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          different trading sessions main differently move karti hai,mery khyaal say agar hum london or newyork session main kaam karty hain to hum is main zyaada earn kar sakty hain.is time market fast move karti hai or hum kamm time main zyaada pips gain kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
            Dosto, waisay to bohat saray trading sessions hotay hain, aur har session ka time alag hay, lakin teen sessions aisay hain jo mostly use kiay jatay hain, un may say aik session tokyo session kehlata hay, dosra london session aur teesra new york session kehlata hay, lakin in sessions k elawa bhi sessions hotay hain, jaisa k sydney session, Korean session, China session etc. isi waja say forex market 24 ghantay open rehti hay, kyo keh jab aik session khatam hota hay to dosra session start ho jata hay.

            Sunday night ko jab market open hoti hay to asian session start hota hay, aur is asian session may china, korea, india, indonesia aur japan k sessions hotay hain, aur Pakistan k waqt k mutabiq yeh session raat ko 2:00 bajay say start hota hay, aur din k 1:00 khatam hota hay, is k baad london session start hota hay, aur yeh session sham ko 6 bjay tak chalta hay, lakin new york session 5 bajay start hota hay, is tara say 2 sessions aik sath chaltay hain.
            Trading session just 4 hotay hain or trader pay depend karta hai k woh kis session mai acha work kar sakta hai bhout say trader Asia session pay achi trade karty hain or bhout se trade New York session pay achi trading kar skaty hain.Behtar hai trader ko jis session ka zaida experience ho woh us mai trading kar k profit earn kar sakt ahai
            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
            • #7 Collapse

              well;;;;;;;;;;;;;;;;;;;; ap ki post achi hai r is main bhut knowledge hai new comer k liye,r main ap ki bat se agree ho k isi wejha se forex ki market 24 hours open rehti hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                Trading session just 4 hotay hain or trader pay depend karta hai k woh kis session mai acha work kar sakta hai bhout say trader Asia session pay achi trade karty hain or bhout se trade New York session pay achi trading kar skaty hain.Behtar hai trader ko jis session ka zaida experience ho woh us mai trading kar k profit earn kar sakt ahai
                Lagta hay shayed ap ko ziada pata hay k sirf 4 hi trading session hotay hain, kia ap please un 4 sessions ka name bata saktay hain? kyo keh meray khayal say 4 major sessions hotay hain, lakin normal sessions us say ziada hi hain, jaisa is thread opener nay bataya.
                 
                • #9 Collapse

                  Bhaiyon waise to kaafi sare trading session hame forex main dekhne ko milte hai lekin maine jyada tar kaam jo hai London session main hi kiya hua hai iske alava main thoda bhot U.S session ko bhi dekh leta hu uske baad to mere sone ka time rehta ha raat ko market bhi slow hi rehti hai
                  • #10 Collapse

                    kya humaye kam k liya koi help chahiya ho to kesa mil sakti ha
                    • #11 Collapse

                      boohat sary traders different trading sessions ko mind main rakhty.ye boohat important hai.main moslty newyork or london session main kaam karta hun.is time market zyaada move karti hai.
                      • #12 Collapse

                        boht achi informations d hain bhai aap ny is sy har naay aany vaaly trader ko boht madad mily ki trading ko seekhny k liy or is mian seson wise kam krny mian
                        • #13 Collapse

                          my friend i know about the four big session the london, the newyork ,the sedny and at the end the tokyo i think these are the big forum trading session and if we will trade in these forum session then the success is the possible and the most important all of them are the two london and the newyork
                          • #14 Collapse

                            kya aap ne har session me traeding ki han ure kya aap kamyab howe han , ya kabhi fall b howe han , luck is importnat or not , please tekll me
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading session say ham ko bohat he faida hasill ho ga iss liye forex bohat he best hai is sliye forex bohat he best hai iss llye ham ko bohat he faida ahsill hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X