Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
    Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
    Members your comments are most welcome :D:cool:
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost meray khyal main ye baat bilkul teek ha kay forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya aur zaida lalich nahi karna chaiya aur over confidence nahi hona chaiya warna bara loss ho sakta ha
    • #3 Collapse

      g han ap thek keh rhy ho, forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko b.
      • #4 Collapse

        Yah jo sara kaam ha woh depend karta ha trader kay uper kay us ko kitna pata ha apny kaam kay bary main aur phr woh iss lehaz say trade bi lagay ga aur kaam bi kary ga iss liiiiiye zarori ha kay hum apna focus rakhain apny kaam kay uper aur iss mutabik kaam bi karain
        • #5 Collapse

          yeah trader ko apny experience k mutabik trading krni chahiye . smtimes to ye trader py hi depend krta hai k wo kasi trading krna hai. ek acha trader ban,ny k liay , knowledge and experience hona bht hi zarori hai. trading krty huay trader ko fully concentrate sy trade krna bht important hai
          • #6 Collapse

            g aap nai theek kaha mai aap ki baat sai agree karta ho jab ham apna target apny experience or apny balance sai jo invest kiya hai uss sai zayada raukh latay hai to loss kai chances zayada ho jatay hai iss liye phly forex ko achi tarha sai read kar kai demo account par practice kar kai apny target banay chahye.
            :rolleyes:!!! PEACE FOR ALL !!!:cool:
            • #7 Collapse

              g han her trader apny experience and knowledge kay mutabiq hi is
              say earning krty hain jis kay pass jitna tjarba ho ga wo itna hi earn
              kary ga aur main abi is field main new hon so meri earning wbi kafi
              low hay
              • #8 Collapse

                Bhai lekin mere khayal mai humay koi target nahi rakhna chaiye lekin uski ek waja hai or wo ye hai k agar hum apna target set karlaite hain to hum usi mai stuck or bound hojate hain means phir hum ko lazmi wo acheive karna hai or agar hum without target chalte hain to ziada successful rehte hain.
                • #9 Collapse

                  dear mery zehen kay motabiq forex business main trader ko ap nay zehen kay motabiq karna chahye trader karny kay liy expeirence knowledge ki bohat zarorat hai warna bohat hi noksan ho sakya ha yehi hmary liy bhetar hai
                  • #10 Collapse

                    G ha jnab mere khiyal say ap nay bilkul thek kaha hy aik trader ko apne experience and knowledge kay mutabik hi earning karni chahiye ta kay us ko loss kay chances bohat km hu and wo acha profit earn kar kay acha trader ban sake.
                    • #11 Collapse

                      if we want to be a forex trader and if we want to be a good trader here we have to learn forex trading you tell the real thing that we should trade here with our experience on market we should avoid the greedy trade
                      • #12 Collapse

                        yes traders ko apney exprience k mutabiq kam karna cheye, nehito traders ko loss ka samna karna parega, agar app ka knowledge jitna ho utna kam kare to app success jarur kar sakte hay..so app ka apney knowledge ki daire may rahke hi kam karna cheye...
                        • #13 Collapse

                          jee bilkul trader ko apnay experience k mutabiq earn karna chahiye may to yehi kaho ga k agar traders nay apnay experience say ziada earn karnay ki koshish kari to un k sath lose bhi ho sakta hai warna experience trader to khud jantay hay k wo kya faisla kar rahay hain.
                          • #14 Collapse

                            ya bat sahi hay.kay trader ko is business main jitna experience ho.us ko us hisab say hi is business main trade karni cahiya.ager to us ka knowledge and experience is business main buhat acha hay.tab to us ko is business main bari trade kerna cahiya.or ager us ka knowledge zayada nahi hay.to us ko kabhi bari trade ka risk nahi layna cahiya..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              tarder agar apny experince sy barh kar trade karyen gay to un ka loss hona ka zada kharta hota hay kun ky experience sy hi profit or loss banya jata hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X