Robot Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot Trading
    Mujy senior member guide kary ya robot trading kia huti hy or iska kia fiyda or nuksaan hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading me khud trading karne ko manual trading kehty han aur robot se trading karne ko auto trading kehty han aur forex trading me Jo log new trader han un ko robot se trading nhi karni cahaiye kiok robot se agr profit ziada hota hy tu loss bhi ziada hi hota hy aur new trader ko learning ki zaroorat hoti hy aur robot se kuch learning nhi hoti
    • #3 Collapse

      gee bhai robot trading automated system hota he jo hm apne trading account mein laga dete hein aur mein to is ko istemal nhe krte hon aur mein smjhte hon keh hm apne trading mein khod acha kam krein aur apne trading mein experience se apne trading kia krein phr hmein acha profit milta he
      • #4 Collapse

        Robot trading jesa k naam say zahir hy us main hum apny account pay robot laga dity hai our wo khud say trading kerta hy our pher hum us say jo earning hoti hy wo withdraw kertay hain
        • #5 Collapse

          Dear rebot trading m aik software hota ha jis ko ap instruction daty han wo us k mutabiq trading karta ha or ap n jtna target set kea hota ha wasy he trading karta ha or is m loss ho ya profit WO ap ki qismat q k rebot m both ziada loss b hota ha
          Be safe .its a dangerous market out there...:D
          • #6 Collapse

            rebot trading say ap ko koi faida nhe hota jab ap rebot say yrade lgaty ho to on ko sub pta ho ta ha kay kia banda kr rha ha jab bhe ap rebot say trade kro gay wo ap ko loos ki traf la kr jata ha
            • #7 Collapse

              robot trading ik automatic setting hai jo khud be khud order place krta rhta hai lakin wo ap pr hai apna kya setting set ki hai market kuch waqt hiper ho jti hai or is sa hum hedge ka rule lgta hn idr so hedging he asal ma robot trading hai
              • #8 Collapse

                dear jaisy kehty hai na k her cheaz k kuch faidy hoty hai aor kuch nuqsan hoty hai aisy hi robort k bhi kuch faidy hai aor kuch nuqsan hai agar ap ye kahe k ais k sirf faidy hai to ye bat ghalt hai kun ais se faida nhi hota hai magar ye ni pata k robort kon sa kis time lagana chaye.
                • #9 Collapse

                  Roboot trading k buhat faida hain aur hume uss k liye just instal krna chhiye aur uss k liye hume himat aur thory paison ki zarort huti hai jo k sahi hai so hume himat se kaam lena chahiye and thanks
                  • #10 Collapse

                    The best robot that does not depend on indicators, news and important events, which does not use martingale or grid

                    Click image for larger version

Name:	StrategyTester.gif
Views:	1
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12321066 Click image for larger version

Name:	1234.png
Views:	2
Size:	68.9 کلوبائٹ
ID:	12321067
                    • #11 Collapse

                      Well Robot trading mai ja kar ap apney career ka nuqsan karny lag jaty hain ap just phir robot pay depend karain gay ap ko jo theek karny wala lagy ga ap nay woh b nahi karna hai ap just Robot ko he follow karain gay or result yeh aye ga k akhir mai ap ko loss ho jaye ga es leye mera mashwara hai Robot se behtar hai ap kudh experience gain karain;
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zubair100 پيغام ديکھيے
                        Mujy senior member guide kary ya robot trading kia huti hy or iska kia fiyda or nuksaan hy
                        assalamu alaikum bhai jaan Mere Haal Mein Forex trading Mein robot Kisne use Kiya Jata Hai Taake aapko trading close or automatically open ho jaye aur mere haath mein Yeh Ek accha Tarika nahi hai agar aap main bhi kaam Karenge toh Woh Jyada achha hoga
                        • #13 Collapse

                          Meray hisab se auto trading ya robot trading mai app ko loss hay qk app ko khud ko manually trading nahi karna parti aur ye kisi bhi successful trader k lye suit able nahi hay k wo robot trading karay aisay to isko kuch samajh nahi aye gi trading ko samjhnay ki I think it's wrong to trading
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot Trading

                            Robot trading ka fiada ap ko tab hoga jab ap robot mian apni values experience k mutabiq set karain. har bar robot same strategy use karta hai jis se ap ky trading account ko loss hoga. Ager ap robot ki strategy ko same rahk k chlain gy ap ko los he hoga us main. esleye behtar hai robot ki jaga ap manual trading karain gy tu ap ka experience b zaida hoga or ap ko pata b chalay ga ky trade kis tarah ki jati hai
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot Trading

                              Trading do tarha se ki jati hai ek manually hoti hai aur dosri Automated. Manual trading main hum khud market ka tajzia kar ke trade lagate hai aur automated trading Forex robot ke sath ki jati hai. Forex robot ek computer program hota hai jo ke forex signal ki base pe bana hua hota hai jo ke help karta hai ke pair mein konsi point pe buy ki trade lagani chahiye ya sell ki.
                              Last edited by ; 20-05-2019, 07:31 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X