Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein risk ko kaise avoid karna chahiye?
    Main new hn forex trading mein aur ap sb se ye puchna chahta hn ke forex ek bohat hi risky business hai,to hm kis tarah risk ko avoid kar sakte hain is mien?ya phir risk ko ham kaise minimize kar sakte hain? :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sab se pehly welcome in insta forex bussniss is mai ap ko pta hi hoga k ye saary ka saara hi bussniss risk ka hai ap ager risk ko avoid nahi ker skty ap kkoshish kren k ap lalach ko avoid kren bilkul bhi lalach na kren
    • #3 Collapse

      Forex trading me risk ko avoid karny k liye trader ko chahiye k wo trading ka bakaida knowledge hasil kare or Forex forum se bhi trader risk ko avoid karny k liye kafi knowledge hasil kar sakty hai. Or agar trader apny technical and fundamental analysis ko theek kar k trading kare ga to wo risk ko kam kar k bohat ziada profit hasil kar sakta hai.
      • #4 Collapse

        Forex trading main risk ko avoid karne kay liye apko kia karna chahiye yeh apko behtar pata hota hai aur ap yahan forex trade main kuch bhi karlen risk se nahin bach paate hain kyun kay apko na chahte hue risk to lena hi parta hai
        • #5 Collapse

          dear aap ko trading kertay huay risk to zaroor lena perhta ha .lakin aap behter plaaning se is risk ko manage ker sektay han .aap apnay capital ko zehn me rukhtay huay hi koi trade open kerain ore aik stretegy se trading kerain .is se aap berhay risk ki terf na jaain jis se loss ka hetra ho
          • #6 Collapse

            Kabhi kabhi risk layna main bhi kafi faida hota hai, laikin har wak nhe layna chahye kyonk iss tarha apki aadat ban jaygi aur lalach darmyan main ajayega lehaza apko chahye k trading krty huay apny balance ko achi tarha use kryn aur risk minimum layn tu behtr hai warna apko loss ho gaya tu phr apko kafi zida hoga aur balance khtam ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              ge ha is bat ma to koi sak ni ya ka ya ak reasky business ha is ma p koreas lana hota ha agr ap ko boht pisa kamn ha to is ma p ko demo account ma kamkarn sa forex ka bar ma sab koc pat cal ja ga
               
              • #8 Collapse

                dear jaise k hum janty hain k forex aik risky business hai or jb tk hum risk nhi lein gay hum seekhein gay kaise un mistakes ko sudharein gay kaise jis sy hmein loss hota hai agr hum essy avoid krna chahty hain tu humein phir full knowdge gain krni pary gi
                • #9 Collapse

                  ap na belkul theak kha ha forex such ma bht he rish business ha hum is ko avoid kar skyta ha apni lalach ko khatam kar kforex ko karna k lia ap ko bht he risk lana parta ha forex trading relax ho kar ki jati ha tension ma nai kis din hum ma sabar a gya to smj la ap na forex trading ma acha profit hasil kar lia.
                  • #10 Collapse

                    bear yahan risk bhi hota hai lekin ager aap market ko achi tarah or bar bar watch kartey rahain gay tu aap ko yakenankam risk lena parey ga or aap ka risk kam bhi ho sakta hai. is liye pehley thora experience is main gain karain phir aap achi trading karsaktey hain jis main risk bhi kam ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Aap jab tak risk kay baray mey sochty rhen gey tou problem solve nahee hogaa, is ko is trah sey len k ager aap knowledge based trading kerty hen tou hamesha risk to reward ratio ko mad e nazr rakhty huwey trading kren, phir chhay aap ki 10 mey sey 5 trades loss he may kyn na chali jaen but aap ka ratio aap k hisab sy trading mey set rhey ga.
                      • #12 Collapse

                        Forex main risk free ho kar work karna chiyay. Risk ko kam yah ziyada karnay ap ko bhi loss hota hai. Forex dhayan say baith kar karna chiyay.
                        • #13 Collapse

                          dear risk ko ap avoid nahi kar sakte hen but isko kam kar sakte hen agar apke pas achi stretgy he or apke pas ache indicators hen to ap apne risk ko kafi had tak kam kar sakte hen trading me risk to hota hi he zaroori nahi hota ke apki har trade profit me hi jae so apko dhehan rakhna hota he ke ap jo bhi trading karen usme kam se kam risk ho
                          • #14 Collapse

                            forex trading aik bohat acha business hai is mai ham risk ko is tarha kam kar sakaty hain k ham is mai ziada sy ziada hard working kary or is mai ziada sy ziada knowledege hasil kary ta k ham is mai experience hasil kar saky jab forex trading ka hamary pass knowledege ho ga to ham is mai bina risk k kaam kar sakty hain is mai ham jitna learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ya kam ha he resky sab is ka reak par he kamkart ha sab ko is ma kamkarn ha to is ma p ko pat tie ma he kamkarncahya is ma p ko tab he fida ha jab apo is ma pat timne am karo ga ya ak pat tie businessha sab klogg is ka pat tinehe is ma kamkart ha
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X