Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?
    dear forex members jessa ky hum janty hia ky forex main loss ki boht si wajoohat hai jis main sy main newbies ky liye share kar raha hoon aor jo reh jaye to baki seniors sy request hai ky apni raye share karin

    lack of knowledge

    dear members sab sy pehly to humry pass aitana knowledge nahin hoota jis si hum achi earning kar sakien ao hum real account main trading karna shooroo kar laty hia

    market ki judgement ka time

    dear jab hum apna koi order open karny lagty hia to aik mint bhi nahin lagaty aor hum apna order place kar daity hai jis main hum boht si cheezoon ko ignoor kar daity hai ye bhi loss ki bari waja hai ais liye humin market ko kuch time daina chahyee

    bar baar market ko deekhna

    ais kty ilwa acha analysis na hoony ki waja sy market ko baar baar deekhna bhi loss ki waja hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Slam bro . your question is very good. Sab sa brri wajah ya hy k jb b log forex use krty hain to zyada focus ni krty .jis ki wajah sa unhain bht zyada loss ho jata hy. R kch log jab trade lgaty hain to choti lga dyty hain. To ham sab ko chaheye k hamain aik axi r bri trade lgani chaheye jiss sa hamain kaafi zyada faida mattlab k proffit ho. R markeet ko baar baad daikhny sa i think loss ni hota balky axa confidence hasill hotta hy. R knowledge main izaffa hota hy .r rahee baat order ki to ya ap na tkh kaha . k ham just 1 mints lgaty hain .r jo cheezain ham ignore krty hain wo hamari bht kaam ki hotin hain. Thanks
    • #3 Collapse

      bhai ap ny boht achi post ki hai or kafi informative bhi hai forex trading main loss hony ki boht se wajoaht hain jis ki base par hmain loss hota hai or har trador ko chahye k apni trading main loss hony k factor ko avoide karna chahye q k jub ap trading main mistakes karty hain tu apko loss yakini ho jata hai or loss kbhi bhi apni wjah se na ho yah try karni chahye es liye hmain chahye k hum apni trading main loss k chances ko kam karny k liye apny expiernce ko gain karen or apni leraning ki traf focus karen jub ap apni leraning or knowledge ko enhance kar k trading karty hain tu hmain loss hony k chances bhi kam hoty hain es liye loss ko kam karny k liye apni leraning ko achi karen
      • #4 Collapse

        Forex business me loss ki wajoohat ki agar bat ki jaye to bahot hi kam traders es bat se agree karen gey key loss hony ka sab se main reason traders ki weak trading planing aur market ki ghalat analyzing hi ho sakti hay, me ne esy bahot se kam trader ko deka hay jo key market ki proper analysis kar paty hey, koch traders ka expernice kam hota hay to kesi trader key knowledge me kami hoti hay, loss se agar bachna hay to traders ko es had tak expernice hasil karna ho ga key wo confidence key sath profit earn karny me kamyab ho saken.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
          dear forex members jessa ky hum janty hia ky forex main loss ki boht si wajoohat hai jis main sy main newbies ky liye share kar raha hoon aor jo reh jaye to baki seniors sy request hai ky apni raye share karin

          lack of knowledge

          dear members sab sy pehly to humry pass aitana knowledge nahin hoota jis si hum achi earning kar sakien ao hum real account main trading karna shooroo kar laty hia

          market ki judgement ka time

          dear jab hum apna koi order open karny lagty hia to aik mint bhi nahin lagaty aor hum apna order place kar daity hai jis main hum boht si cheezoon ko ignoor kar daity hai ye bhi loss ki bari waja hai ais liye humin market ko kuch time daina chahyee

          bar baar market ko deekhna

          ais kty ilwa acha analysis na hoony ki waja sy market ko baar baar deekhna bhi loss ki waja hota hai
          Forex trading main loss hone ki Bahut Si Baje baat ho sakti hai traders call AWS is wajah se bhi hota hai Kyonki Jab Woh Bina knowledge or experience ke trade Karte Hain To Inko loss ho jata hai Iske ilawa traders co loss money management or risk management na karne ke wajah se bhi Hota Hai sometimes trading trading Karke profit ko Bana Lete Hain lekin kidding Mein successful nahi ho sakta Kyunki wo money management nahi karte
          • #6 Collapse

            Forex me loss ki bahot si wajoohat ho sakti hey, me agar apni bat karon to mujy hamesha loss meri weak trading planing aur weak money management ki waja se hi hota hay, trading ka kam expernice aur knowledge ki waja se na to me achi trading planing kar sakta hon aur na hi money management kar sakta hon, koch traders ko market analysis karny me ghalti ya siraf indicators par depend karny ki ghalti ki waja se loss ka samna karna pardta hay, traders ne agar loss se bachna ho to us ko har tarha hi learning karni ho gi.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
              dear forex members jessa ky hum janty hia ky forex main loss ki boht si wajoohat hai jis main sy main newbies ky liye share kar raha hoon aor jo reh jaye to baki seniors sy request hai ky apni raye share karin

              lack of knowledge

              dear members sab sy pehly to humry pass aitana knowledge nahin hoota jis si hum achi earning kar sakien ao hum real account main trading karna shooroo kar laty hia

              market ki judgement ka time

              dear jab hum apna koi order open karny lagty hia to aik mint bhi nahin lagaty aor hum apna order place kar daity hai jis main hum boht si cheezoon ko ignoor kar daity hai ye bhi loss ki bari waja hai ais liye humin market ko kuch time daina chahyee

              bar baar market ko deekhna

              ais kty ilwa acha analysis na hoony ki waja sy market ko baar baar deekhna bhi loss ki waja hota hai


              off course my trading fellow forex market main loss ki yahi wajohaat hain hum forex market main isi bana pay loss kerty hain koin k kafi new traders yahi sammjh rahy hoty hain k jesay demo main buy our sell ker k wo profit easily ker rahy thy same esi tarha wo us main real account main bhe trade ker k easily profit ker lain gay but dosto easa bilkul nahe hai is ki khuch reason hai
              aik to hum demo account ko serious nahe lay rahy hoty hain js ki wja say hum us account ko kae din diekhty bhe nahe hai our jab diethy hain wo profit main hota hai
              other way us main us main humry trading say related koi emotions humery sath nahe hoti hai profit loss ki koi tension nahe hoti hai koin k virtual money hoti hai
              third humery pass capital demo main kafi hota hai jab k real main us k ult hota hai
              to fourth k us main humery pas forex say related knowledge bhe kum hota hai our pher humean us man loss he kerty hain

              us ka behtareen hal yahi hai k hum us main mehnat karen phelay complete forex ko learn karein our pher us k bad practice demo main serious ho k karean pher he us say hum ache earning ker sagty hian
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                dear forex members jessa ky hum janty hia ky forex main loss ki boht si wajoohat hai jis main sy main newbies ky liye share kar raha hoon aor jo reh jaye to baki seniors sy request hai ky apni raye share karin

                lack of knowledge

                dear members sab sy pehly to humry pass aitana knowledge nahin hoota jis si hum achi earning kar sakien ao hum real account main trading karna shooroo kar laty hia

                market ki judgement ka time

                dear jab hum apna koi order open karny lagty hia to aik mint bhi nahin lagaty aor hum apna order place kar daity hai jis main hum boht si cheezoon ko ignoor kar daity hai ye bhi loss ki bari waja hai ais liye humin market ko kuch time daina chahyee

                bar baar market ko deekhna

                ais kty ilwa acha analysis na hoony ki waja sy market ko baar baar deekhna bhi loss ki waja hota hai
                Salam alaikum bhai jaan aapne bilkul theek Kaha aapne kal bataunga Jigar kiya hai agar Hum in cheezon Ka Khayal Rakh Le Tu hai jaldi Forex trading ke kaam kar sakte hain trading ke knowledge ko kaise kar sakte hain Hame chahiye ki hum is knowledge ko acche tarike se you utilise kare aur Forex trading sikhe Kyunki Forex trading Ek Bahut He critical business hai agar Hum isme Apne seniors ko follow nahi karenge to hum Jyada jaldi trading Ko Nahi seekh Sakenge aur Hame chahiye ke hum Apne Seene Ki usko respect day
                Last edited by ; 07-12-2018, 07:51 AM.
                • #9 Collapse

                  Forex main loss ya profit ki bahut c wajoohaat hain lekin fil hal hum sirf loss ki wajohaat ki bat kr rahay hain. Meray nazdek loss ki darj zail wajoobat hain.

                  1. Baghir analysis k trade lga dena mtlb m aisay he andzay say trder open krna aur tukka lgana k ab market jahan say move kray gi.
                  2. News k baray kam awareness hona aksar log jo trading kr rahay hain unko pta nai hota k forex k related news kahan say ati hain aur kitna impact hot ha forex ki market pay so agr news ko nazar anzdaz kr k trade open ki jaye to bhi loss k chance barh jatay hain.
                  3. Economic calender k baray agaahi na hona forex main jb bhi trade lganay ka irada ho to event jo atay hain uska kitni currency jis pay trade lgani ho uska kitna asar ha so event ko daikh k trade lgani chaheay agr economic calender ko nazar andaz kr k trade lgai jaye to bhi loss ki vja bantay hain.
                  Meray mind main ko loss ki wajoohaat thi me nay biyan kr di hain.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main loss boht se baton se hota hai un main kuj tu loss hmari apni wjah se hota hai jis main hmain apni trading main profot hoty hoty loss ho jata hai es liye sub se zeyda jo loss hony ki wjohat hain wo yahi hoti hai k hmary pass forex ka knowledge nahi hota hai q k jub hmary apss acha knoeledge hota hai tu hum apni trading ko bahtr bna ksty hain or loss ko mange kar skty hain es k ilwa kuj tradors yah karty hain k apny profot k level ko he itna set kar dety hain k market os tak jati he nahi hai matlb yah hai unrealistic target set kar dety hain ase karny se bhi hmain loss ho jata hai es liye apny expiernce ko gain akrny k bad trading karen ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko achi traha se kar k acha profot eran kars kaen har trador ko chahye k loss hony k sub he factors ko avoide kiya jay tu loss ko cover kiya ja skta hai
                    • #11 Collapse

                      Forex trading ma ma ny dekha hai ko j9 bhi jo8n krta hai uska mind set he yeh bna hota hai ky yahan py bahot paisa hai bs ap trading strat kro to paisa he paisa ajay ga apky pas rat o rat
                      jis ki waja sy jo bhi new trader markt ma trading start krta hai bs full risk ly ky trades open kr deta hai log amjhty hain ky yahan py sy hum bahot jald double kr len gay maal apna lkn unain andaza nhi hota ky yeh kitna risk wala kam hai
                      yahan py jub wo apna sara balan5 wash kr lety ha8n tb unko is business ma risk ki smjh ati hai is leay apko sub log yahan py aik serious aor guide ky sath plan bna ky targets set kr ky ain aor kam start kren
                      • #12 Collapse

                        app ki baat theek hai main nay jab say forex trading start ki hai meri first periority yahi hai k main phelay us ki learning achy say karoun our pher he us main mujhey pata hai k main ache earning ker paoun gee our yahi hum Asian traders ka issue bhe hai k aik to humery pass us ka knowledge oru experience kum hota hai our pher hum choty account k sath trade main enter hoty hain mean us forex market main tading shuro kerty hian our pher humean us main huge loss ka samna hota hai our us main hum kamyaab honay ki bjaey nakaam ho jata hain us main jab tak app her step ko time pay nahe kren gay tab tak app ko us main ache earning nahe hoo gee our us main loss ki sab say bare wja app ka lalauch hai jab tak us ko khatm nahe kerty hain app ko kamyaabi nahe mlay ge app ka plan our strategy her cheez ko ye destroy ker day ga
                        • #13 Collapse

                          G ha dear ye to hai k humry pass ais market ka knowledge ni hota hai aor hum ais market mai kaam start kar dety hai magar jab hum ais mai loss karty hai to aus k baad hum ais mai learning start karty hai agar hum ais mai kaam karna chaty hai to hum ko chaye k humm ais mai sab se phly learning kary aor aus k baad hum ais mai kaam start kary aor dosri apne jo baat ki hai aus k hisab se agar hum ais mai kaam kary to ais mai ye hai k hum ko agar ais mai kaam karna hai to hum ko ais mai bar bar market ko ni dekhna chaye kun k jab humri trade loss mai hoti hai to aus time aor zayda ghaltian karty hai aor koi bari lot laga k loss recover k checker mai zayda loss kar lety hai ais liay bar bar market ko ni dekhna chaye.
                          • #14 Collapse

                            Dear ap nay ak aschi thread open ki new member ka lay derasl pakistan main jab bai koi new business shoro karta hai to us ka khal ya hota hai wo rato rat ameer ho jay jas ki waja say us ka business dob jata hai aur asi trah forex main bi hai jab koi new forex ko join karta hai to rato rat to kay wo samja hai main ak ganty main ameer hon jao aur ya hai waja hoti hai sub say bardi loss hai hum bagher knowledge ka trading shoro kar daty hai humry pass koi knowledge nai hota ka hum nay market ko kas trah analysis karna hai aur kas wqt trade open karni hai agher hum proper forex ka knowledge hasl karny aur apny jazbat par control kar ka trade karny to mary khal main ap ko kabi bi loss nai ho ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear markte mein loosss honay ka sab sy bari wja ha kam experience or knowledge forex mein apka bohat kam experience apko hamesha loss ki taraf lay kar jata ha is liye forex mein acha or kamyab work tabhi possible ha jab ap k pass acha epperience hoga is liye forex mein zyada sy zyada equity ka hona bhe bohat he zarori ha then he ap market mein kamyab business man ki trha work kar sakty hein kiyon k jab tak account ki euqity zyada nahi hogi ap loss he kareen gay or kamyab earning nahi kar payeen gay is liye hard work or acha experience zarori ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X