Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

    Assalamu Alaikum dear friend Forex Mein loss ki bosi Fauji baat ho sakti hai Main Agar apni baat Karun to mujhe Hamesha loss meri bhi trading planning aur bich money management ki vajah se hi hota hai trading ka kaam experience on knowledge ki vajah Se Na To Main trading planning kar sakta hun aur na hi money management kar sakta hun Kuchh trade Co market analysis karne mein Galti yah sirf indicator per depend karne ki galti ki vajah se loss ka Samna karna padta hai Lo Se Bachana ho to ko Har Taraf hi learning Karni Hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

      Asalam o Alikum umeed ha kay ap sab dost theek hon gay jesa kay ham sab jantee han kay forex kay plate fourm pa kaam kar rahy hen is ko samjhany kay leye hammy bahut he mehnat ki zarorat haforex main loss honey ki bari waja ye ha kay is kay barry main hammy achi taleem nhi hotii or jab ham markit main entry lety han to apna loos kar bethty han is ki markit ko samjhany kay leye hammy bahut he achii mehnat kay sath sath parectice ki bhi zarorat hotii ha los ki dosrii waja ye ha kay ham apni trade pa stop loss nai lagaty or agr lagatee bhi han to is ko increase kart rehty han kay shayed markit wapas entry ly ley lakin ye karety karty hammy bahut bra loss ho jataa ha jo hamary leye parshanii ka sabab ban jataa ha
      • #33 Collapse

        Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

        Forex trading business Mein loss ki sabse Jyada Badi vajah Hamara kam knowledge aur Hamara kam experience hai jo log market mein without knowledge or experience Forex trading business Mein trading karte hain unko Hamesha loss ka Samna hi karna padta hai aise traders ko chahie ki vah Apne experience ko increase Karen aur apni learning power Ko song karte hue hi trading Karen bahut se new members Forex trading business main market ko Dekhte hi trade Laga Dete Hain aur best entry ka vate Nahin Karte koshish Karni chahie ki Hamen market ka analysis karte hue hi market mein enter Ho per Achcha profit Hasil Karen iske sath Ham Apne senior traders ki guidelines ko follow Karen bahut se traders Apne money management Ka Khyal Nahin Karte aur money management ko ignore karte hue Jyada trading lete hain aur Jyada risk Lete Hain Aise traders De Los ka Samna karte hain Hamen money management Ka Khyal karna chahie aur trading ke liye market ka analysis money management experience learning power per focus karna chahie Shukriya
        • #34 Collapse

          Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

          Yah bilkul dear friend aapane bahut acchi Tarah Se guide Kiya Hai Forex trading Mein loss ki vajud hi Banti Hai Jab aapke pass Achcha experience maujud Nahin Hota of Forex trading Mein kam start kar dete Hain To yah Sabse Badi aapki Galti Hoti Hai Kyunki Forex trading Aisa business hai jismein aapke pass acche experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki koi bhi business ko start karne se pahle Uske related Achcha experience Hona bahut Jaruri Hai Tabhi aap usmein Kamyab ho sakte hain ISI Tarah Forex trading to bahut hi Bada aur Baithe business hai lekin yah risky business hai isliye ismein sabse pahle acche experience Hona chahie FIR aap Forex trading Mein kam Karen tab aap Kamyab ho sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

            g bhai ap nay jo points oper bataye hain wo yakeenan theek bataye hain aur mostly losses inhin wajohat ki bina per hotay hain lakin main in main thora sa apna experience bhi share karna chahon ga aur wo yeh kai knowledge kai ilawa is market main demo account per agar ap ki practice nai ho gi tu ap ki knowledge bhi shayad ap ko loss say na bacha sakay because agar humaray pass financial market ki knowledge ho lakin humay manually platforum per practice na ho aur achanak say market main volatility ajati hai tu mostly aisay traders panic ho jatay hain halankay un ko knowledge hota hai kai kiya karna hai lakin due to lack of practice wo timely action nai lai patay aur panic ho kar galat per galat trade laga daitay hain jiss ki waja say account wash ho jata hai. is kai ilawa aik aur waja maray mutabiq hai is main loss karwanay ki kai jab bhi hum market main trade open krtay hain tu hum kabhi bhi aik proper target set kar kai enter nai hotay jis ka nuksaan yeh hota hai kai jab humay achanak movement ki waja say profit show hota hai tu hum aur zaida profit ki lalach main wait kartay rehtay hain kiyon kai koi target tu set kiya nai hota aur achanak say market kisi bari news ki waja say reversal mar daiti hai aur ap ki positive trade bhi negative trade main convert ho jati hai.
            • #36 Collapse

              Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

              g bhai jan forex aik asa business ha jis ma hamy siraf or siraf mehnat ki zarort hoti or esi mehnat sa hamy sab khuch hasl hota a jab hamra pass mehnat sa aik acha knowledge hota ha or expirence bi a jata ha to ham aik kamyab trader ban jaty ha es liya ham zarori ha ka ham apna kam ko mehnat sa karan zyada tar forex ma kam karna walo ko losse hota ha os ki waja just wo khud hota han en ma sa khuch wo hota han jo forex tarading ma new aty han jin ka pass abi na to knowledge hota ha or nna hi exprence jis ki waja sa wo markit ki movement ko analysis ko samjnai paty or khuch wo hota hanjin ka pas is kadr knowledge hony ka bad bi wo apni trading ma mehnat karna chod data han on ko bi bohat losse hota ha ya asa business nai jis ma bas aik bar mehnat karni parti ha jab tak ap mehnat karta han kamyab rahn ga or jab es ko chod da ga to phr ap losse hi hasl karan ga
              • #37 Collapse

                Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                bhai ap ny boht achi post ki hai or kafi informative bhi hai forex trading main loss hony ki boht se wajoaht hain jis ki base par hmain loss hota hai or har trador ko chahye k apni trading main loss hony k factor ko avoide karna chahye q k jub ap trading main mistakes karty hain tu apko loss yakini ho jata hai or loss kbhi bhi apni wjah se na ho yah try karni chahye es liye hmain chahye k hum apni trading main loss k chances ko kam karny k liye apny expiernce ko gain karen or apni leraning ki traf focus karen jub ap apni leraning or knowledge ko enhance kar k trading karty hain tu hmain loss hony k chances bhi kam hoty hain es liye loss ko kam karny k liye apni leraning ko achi karenkaren
                 
                • #38 Collapse

                  Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                  Forex main loss ya profit ki bahut c wajoohaat hain lekin fil hal hum sirf loss ki wajohaat ki bat kr rahay hain. Meray nazdek loss ki darj zail wajoobat hain.

                  1. Baghir analysis k trade lga dena mtlb m aisay he andzay say trder open krna aur tukka lgana k ab market jahan say move kray gi.
                  2. News k baray kam awareness hona aksar log jo trading kr rahay hain unko pta nai hota k forex k related news kahan say ati hain aur kitna impact hot ha forex ki market pay so agr news ko nazar anzdaz kr k trade open ki jaye to bhi loss k chance barh jatay hain.
                  3. Economic calender k baray agaahi na hona forex main jb bhi trade lganay ka irada ho to event jo atay hain uska kitni currency jis pay trade lgani ho uska kitna asar ha so event ko daikh k trade lgani chaheay agr economic calender ko nazar andaz kr k trade lgai jaye to bhi loss ki vja bantay hain.
                  Meray mind main ko loss ki wajoohaat thi me nay biyan kr di hain
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                    Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein loss Ki Sabse Badi vajah yahi hai kya aap lalach karte hain Kyunki Forex trading Ek bahut hi professional aur International work hai to ismein aap Agar kam karna chahte hain aur achi Ami Hasil karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap acchi Tarah Se market ko read Karen market Mein Xperia se Karen lekin aap jaldbaji karte hain aap Forex trading Khush learn kiye bagair ismein Apna Kam start kar dete Hain Jiski vajah se aap apne account ko wash krwa Baithe Hain To isliye hard work Karen mehnat Karen jisse aapka Main Aur Mr profit
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex main loss ki wajoohaat kiya hia?

                      Dear member Forex trading mein loss ki bahut sari aisi vajohaat hoti hain jinki vajah se a ek trader nuksan uthata hai lekin unmen se kuchh aisi hai jo bahut ziada effect rakhti Hain.
                      Knowledge ki kami.
                      trading mein nakam hone ki sabse badi vajah yah hoti hai ki ek trader ke pass knowledge mukammal Nahin hota aur vah trading start kar deta hai ISI vajah se yahi vajah hai jo sabse jyada ahmiyat ki han mil hoti hai.
                      Money management.
                      trading mein money management bahut ahmiyat ki han mil hoti hai agar aap trading mein money management Ko invite karte hue badi lot size lagaenge to bahut jyada chances hote hain ki aap ko bade loss ke sath sath Bada nuksan uthana parta hai.
                      Fundamental issues.
                      fundamental issues ko avoid karne se bhi aapko bahut rapid nuksan ho sakta hai isliye aapko chahiye ki technical analysis ke sath sath fundamental issues ko bhi consider karte hue trading Karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X