Time ki pabandi in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ki pabandi in forex
    Dear friends main Janna chah raha hnu ke kiya forex main punctual hona zarori hai ya jab bhi time milay es main spend kar dain
    1
    A
    0%
    1
    B
    0%
    0
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai jaan main time ki pabandy ho na zarory hai q k jo bhi time ki pabandy nahi kare ga woh kabhi bhi kamyab nahi ho sakta hai ok
     
    • #3 Collapse

      Ji bilkul hum logo ko chaaye ke hum trading main ek proper time management karke kaam karen and jab bhi hum logo ko time milta hai faarikh time mile to hum us main trading ki learning karen and daily basis pe trading main ka ek proper time set karke rakh len jis se ye hoga ap apne kaam se punctual rehte ho and trading ki daily basis pe learning bhi hoti rahegi and daily ek cheez jab mind se guzarti hai to hum us ko easily understand bhi kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Mujhy lagat hai aap forex trading mein new member ho,mery bhai forex trading mein waqt ki koi pabandi nahi hai yeh forum 24 hours open hai aap kisi waqt kisi bhi jagah trading ker sakty hein.
        • #5 Collapse

          dear forex koi aam business nai hay jis main ham time bhi guzarain aur hamain money bhi milay is forex ko kisi ki zarurat nai hay us main jo bhi enter hota hay apna hisaab kitaab day kar he farigh hota hay is main jo achi learning wala hota hay usay yeh profit say nawazta hay aur jo time pass karta hay usay yeh lose say nawazta hay so hamain ab khud decide karna hay k hamain is main time waste karna hay ya earning karni hay ,maiary khayal say hamain agar isay join karna hay to is ka jitna time hota hay usay pooray ka poora dainay say hamari success hay.
          • #6 Collapse

            G dear aap nay teak kaha hai demo is the best learning for every one Forex trading main time ke koi pabandi nhe hai aik trader jab chahaiy es ko use kr sakta hai aur trade kr sakta hai jo trader forex trading ko bar bar nhe daikh sakty hoo long term trade krty hain aur jo trader time daiy saky hain wo short term trade krty hain
            • #7 Collapse

              Bhai ap ny sawal to bahut dilchasp kiya hai. Bhai ji baat is trah hai k time ki pabandi to zaroori nai hai. Lakin ap ko rozana ki bunyad per aik makhsoos time forex trading ko dena ho ga. Wo time ap kisi bhi waqt mein de sakty hain. Lakin time dena lazmi hai
              • #8 Collapse

                forex market 24 gnty open hoti hy ap ksi b time trading kr skty hn lkn ye ap pr depend krta hy k apka stragty kia signal dy rhi hy kb trade krni hy ya apny kis time trade krni or ye to hr insan jnta hy ky ksi b kam pr jitna time do gy utna e fada hy
                • #9 Collapse

                  assalmo laikum !G bilkul time ki pabndii bht zroori cheez h . ag koi bnd atime ki pabndii ni krta to wh koi bhi kmm sii triqy sy nii kr sktaa .so you should be very carefull for your time . kam az kam jo time iss web per kam krny kly nikala hwa hta h wh to acahi trah spent krna chaee. "Time ik bhty pani ki maanind h jo wapiss kbhii bhi nii ata "
                  • #10 Collapse

                    G dears forex bhai gg forex mai koe time ki pabandi ni hai jub bhii ap ka dill chaye kam kar sakty hai par is ko phly samjhy time dy pher he kuch hasil ho gaaa
                    • #11 Collapse

                      Time is the key of success Agar Hum Yahan Par time ke saath kaam nahi karenge to hame time be running karne ka time nahi Dega proper method Kabhi Hame Milega Jab Hum time ke sabse business constable cut Jayenge is paining or space learning bahut zyada Karenge yeh sab cheezen marriage karne ke baad hum market Mein proper ideas ke saath kaam kar sakte hain market Mein kaam karne ke liye Hamare Paas bahut acche level ke signals PR Jaate Hain Yeh signal shaam ko kam karne mein bahut jyada help provide Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        jee haan bhai jan ham ko ansata forex main time ki pabandy karne chiy hai q k ham sab ko dunyn main bhoat se kam hote hain as liy time ka paband hona zarory hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Pakistan forex foram ne koi role ni bnaye correct kisse time post kary balky aap Pakistan forex foram ne aisa koi role ni bhaya ke ku ke Pakistan forex aik online business hai iss me kabhi bhi join ho sakty ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Time ki pabandi in forex

                            forex trading main agar hum ziada say ziada trading ko time dain gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay kyun keh ziada time dai kar hum theak say market ko follow kar sakty hay aur hum es trha esman profit bhi bna sakty hay har chance ko avail kar kay esmain humay mehnat karni chahiye esi main he faida hota hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Time ki pabandi in forex

                              g haan bhi aap ko baat bilkul theek hay aap ko baband hona party hen, aap discipline ka muzahira karen gay or ic ko time den gay ic mn dil lagaen gay tou he kuch milay ga or ic mn jo jitna zayada time invest karta hy utna he zayada earn karta hay , mera tou yahi kehna hy aap ab kya sochen gay ya time den gay uc pr aik behas talab ki jaa sakti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X