Ic Tarah Trading Nah Karo Kay Kal Market Hogi E nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ic Tarah Trading Nah Karo Kay Kal Market Hogi E nahi
    Dosto aj mein ap logo ko batana chahta hou kay pichlay doo mahinoo mein jo meine sab sy eham chz dekhi woh yeh hy kay jab bhi hm market mein aik entry miss kr detay hein misal kay torr par hm 50 pip late hogaye market mein dakhil honay sy pehly tou ab hmraa jou stoploss hogaa woh do guna ho jaye gaaur tbhi merket thraa oper jaati hy aur stoploss ko hit kar de tou hmraa ziadaa nuqsan hjata hy hmein chahye kay merket ka intezaar karein aur jbb kabhi entry miss hjaye tou hmein aglay din ka intezaar karnaa chahye ic ki wajah yeh hy kay merket har roz aik nayaa moa deti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Dear ye bat sahi hai ham aksar apni feelings ko control main nahi rakh sakte aur bina soche samjhe trade laga dete hain forex main soch samjh kar he market main enter hona asal kamyaabi hai aur thora thora kar k roz profit lena he asal kamyabi hai aese exited ho kar bina soch k trading nahi karni chahiye kabi b warna sirf loss hoga
    • #3 Collapse

      dear ham sab jantay hain k forex markeet main bahut munaffa hay agar is main thora bahut hamain lose hota hay to sath is main profit is kadar hay k hamari life sanwar sakti hay so is profit ko daikh kar hamain is main is kadar bhi trust nai karna chaye k ham blined ho kar is main lalach he karna start kar dain aisa karnay say ham is busienss main kabhi bhi success nai pa sakaingay.
      • #4 Collapse

        Waqiay hamain is tara trading nahi karni chiay kay market may be kal na ho.
        Means kay money management karain bigger lot size use na karain.
        Basic maqsad hai market main survive bhi larna.
        Jab tak ham apnay emotional feelings ko control nahi kar saktay bonus insta forex account per acha income nahi mil sakta.
        Hamain chiay kay ham long term trading karain or hamain chiay pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or hamain chiay kay ham jab bhi trading karain.
        Trading longer term. Karain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          G Bhai Asal men trading lgaty huy bht achi trah soch lain ar us doran kisi kisam ka lalich na karen. Ye aik sumandar is se thora sa profit lain zyda ka lalich bilkul na karen.zyda ki umeed rakho mgr bht he tahammal se

          اب آن لائن

          Working...
          X