Loss ka khof
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka khof
    Dears Jb hum ne trade lgai hoti a to jesa k Markeet m hr time seller aur buyer majood hoty hain to is liey Jb movement humari side pr move karti a to hummra moode acha o jata a lekan jhoo he humary opposite movement hoti a aur loss ke tarf jati a to Hum gabra jaty hain aur aksr to trade b close kr dety hain
    So baheoo kbi b gbrana ni chiey aur dr ko zain se nikal dena chiey ni to kbi b Ap agy ni br skhy gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Dear aesa tab hota hai jab ap bina planing k market main in hun aur just signal ya indicator pe trade lagain sab se pehle aap ache se learn karen market k trend ko samjhen phir uske bad trade karen phir khouf nahi aega apko agar ap market ko khud se anylis karne k kabil ho gaye to aur ye risky kam zarooor hai lakin is main mehnat ki zarort hai bahut
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      jab hum trade lagaty hain to humary dil main yahi hota hai k hum earn kary gy lekin jub trade start karty hain to jub lost main jaa raha hota hai to hum confuse ho jaty hain aur isi confusion main hum trade ko delete kar dety hain aisa blkl bhi karna ghalat hota hai.
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal

      اب آن لائن

      Working...
      X