Jaiza: Liquidity aur Volatility.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Liquidity aur Volatility.
    Forex market ko liquid market kaha jata ha lekin liquidity ka kiya matlab ha? Liquidity market ki activity ko kehtay hain kay market kitni active ha. Market ki activity 2 baton par depend karti ha, 1 traders ki tadad kitni ha? 2 Trading volume kitna ha? Forex market is liye liquid market ha kay ye wahid financial place ha jo 24 hours open hoti ha, liquidity ka andaza is baat se lagaya ja sakta ha kay forex mein rozana $6 trillion ka business hota ha.
    Volatility market ki liquidity par depend karti ha. Agar aik market mein liquidity kam ha, to us mein prices bari tezi se change honay kay imkaan hotay hain (sudden liquidity ki waja se, jab high volume ka space ho), isi tarhan high liquid market mein changes itni tezi se nahi atay kyun kay traders aur volume bohot hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jaha tak baat hai Volatility ki to ais mai market kitna zayda move kar rahe hai ais mai market kafi zayda up chali jati hai kabi kafi zayda down aa jata hai ais ko kehty hai market volatile hoi pari hai ais mai trade ni lagani chaye warna ap ko ais mai loss ho sakta hai, ais mai aksar logo k account wash hoty hai aor mai agar ap ko profit ho to thory se time mai kafi zayda profit ho sakta hai ais liay agar market volatile ho to aus time risk soch samjh k lena chaye, baqi jo ap ne baat ki hai Liquidity ki to jitny bhi broker hai ain k sath bank hoty hai jo ain ki Liquidity provider hoty hai wo ain k zamin hoty hai mean jitni trades lag rahe hoti hai aus k badly aun ka paisa use ho raha hota hai.
    • #3 Collapse

      Liquidity : humery pass forex maen liquidity ki definition khuch maen yoon karoun ga k jo order flow aa raha hota hy us ko khety haen us k do reasons hoty haen aik to ye liquidity bamks ki traf say aa rahe hoti hae our wo musalsal hedge strategy ko use ker k order flow market maen jare rakhty haen our traders un orders ko fill kerty haen to pher bhe liquidity increase ker rahe hote hy our ye nemaz 5 working days jo market open rhete hy us maen jare rheta hy
      Volatility : market maen jab order flow ki situation bharte hy mean traders mazeed enter hoty haen market ka hujam arhta hy to js maen teze ate hae koin k liquidity bharte hy app deikhty haen Tokyo session maen market slow hote hy jesay he London session ka time kareeb ata hy oir wo open hota hy to market votality barh jate hy fast move kerna shuro ho jate hy
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum bhai aapne bahut achi baat kr ha main aapki baat hai bilkul agree karta hoon Mere Khayal mein market maen jab order flow ki situation bharte hy mean traders mazeed enter hoty haen market ka hujam arhta hy to js maen teze ate hae koin k liquidity bharte hy app deikhty haen Tokyo session maen market slow hote hy jesay he London session ka time kareeb ata hy oir wo open hota hy to market votality barh jate hy fast move kerna shuro ho jate hy
        Pakistan zindabad
        • #5 Collapse

          Agar Hum logo ko sex market Mein Se Achha profit banana Hai To Phir uske liye Hum logo ko demo account mein jyada Se Jyada practice karne chahiye Phir Hum Logon Ko is account mein kamyabi milti hai aur hum log ka Ch apna bana sakte hain
          • #6 Collapse

            Jo liquidity or volatility ki term hai wo market ki ek qism ki vibration ki tarah hoti hai. Market ka andaza bta rha hota hai. Market me asal liquidity ati hai banks or baaz zarai se jonwo different strategy dek ker dete hai. Onhee per traders trade krte hai. Zyada traders ane se volume marjetki barh jati hai. Or zyada moqa milta hai trade ka. Iske saat sat volatility ik qism ki market ki movement hai. Jo time to time change ho rhe hoty hai. Volatility or liquidity ko samajhna hee market se behter tareeqy se istefada ho skta hai.
            • #7 Collapse

              Hum jab bhe forex main buy ya sell ki trade open karty hian to app nay diekha ho ga k foraan open ho jati hai our kabhe ap nay soucha hai k easa koin hota hai main app ko btati hoon ye dosto us wja say hota hai k market main Liquidity available hoti hai jo k banks provide ker rahy hoty hain ya other traders ki wja say hoti hai us k oper app sell ya buy k orders fill hoty hain oru phr ap loss ya profit apnay analysis k mutabik kerty hain
              our forex main volatility wo hoti hai jo market fast move krte hai specially jab koi news ati hai our pher ap us main trade ker k profit kert hain to humean us main un dono main difference ka pta hona chahy ta k koi confusion na ho our us main liquidity ka janana mean order flow kai hai pher he app ko market move ki samjh eay gee
              • #8 Collapse

                Liquidity:
                Liquidity sy murad hai market flow k market kitna move karti hai or market ki movement us me majood traders or jo wo invest karty hai us par depend karti hai or forex market me trader ka andaza ap is bat sy lga skty hai hai k rozana 4.98 trillion dollars ka taqreebn business hota hai daily.
                Volatility:
                is ka matlab hai k market din me total kitna move ki hai ya kitny percent move ki hai agar ap check karna chahty hai hai to ap
                Volatility = ( day’s high - day’s low)*100 / day’s low
                Ye formula use kar sakty hai. is sy ap k pas percentage me Volatility ajaye gi.
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum bhai main aap ke Sawar ke baare mein dekhna chahta Hoon ke hum logo ko chahiye ke Hum Log market ki hattrick information Rakhe Agar Agar Main Market ki achi information Nahi Hai To Hum Logon Ko Agar Hame market ki achi information nahi hai tu how much is wedding day nahi kar how much is trading day nahi kar Sakenge aur iske liye bahut zaroori hai aap Hamesha market ki information check cart Rahe
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Liquidity aur Volatility.

                    hamy acha knowledge or experience hasial kar ky liquidity or volatility ko dahk kar kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apen zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Liquidity aur Volatility.

                      Liquidity aur volatility forex market ki do terminology hain jo kay marke ki condition ko bayan kernay kay liye use ki jati hain. jesay ap nay boht asan andaz main bayan kia hay kay ager market main liquidity ka andaza lagana ho to market main majood traders aur jo valume market main trade ki ja raha hota hay us ka pata ho to market ki liquidity ka andaza lagaya ja sakta hay.
                      volatility forex market main achanak change ko kehtay hain kay market kitna zayada fast aur sudden change ho rahi hay. jab market ki liquidity kam ho to volatility zayada ho gi aur jab liquidity zayada ho to volatility kam hoti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Liquidity aur Volatility.

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai liquidity or volatility ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Liquidity aur Volatility.

                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main market bazdafa both tazi ati ha or bazdafa market slow move karti ha or ye market total traders ki tadat or un ki trade value pe hota ha kabi ktni hoti Han kabi ktni hoti ha is ley jab bi trading karny to analysis karny technical analysis or fundamental analysis both zarori han ta k ap ko samj aa sakey market Kya kar rehe ha forex trading main trading karny sy pehly learning karny ki zarort ha jab ap market ko seekeny gy knowledge or experience hasil krny gy to ap ko market ki movement samj aay ge or easily trading kar saken gy or successful ho saken gy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X