Jaiza: Purchasing aur selling price me defference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Purchasing aur selling price me defference
    Forex market me pairs key purchasing aur selling me deference paya jata hay jes ko spread kaha jata hay aur ye spread har currency pairs ka fix hi hota hay, currency pairs me ye spread 2 to 4 points ka hi hota hay es se zeyda nahi, jab key CFD pairs ka market me spread 1 to 5 point hota hay, yahi purchasing aur selling price key deference brokers ki fees hoti hay, otherwise brokers koi aur fees traders se charge nahi karta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear broker mein purchasing or selling k sath he is mein work kiya jata ha jesy k koi bhe ap pairs mein purchase karty hein to is mein spread mein faraq hota ha wo is liye kiyon k wo broker ka commission hota ha jo k broker khud leta ha tak wo banks or trader kay bech mein work karwa saky or apny worker jo is mein kam karty hein unki jobs k sailry day sakeen simple world mein wo broker ka commission hota ha or us mein pais mein faraq hota ha jesy k gold ka spread zyada ha or us mein earning bhe euro usd ki jga fast ha is liye ye best ha ap is mein bohat he acha business kar sakty hein
    • #3 Collapse

      Forex market me currency me jo difference paya jata hay wo spread ko zahir karta hay, aur esi spread key base par purchasing aur selling price ko determine kia jata hay, USD/JPY 113.37 es pair ki bid price aur 113.44 ask price hay to es pair ka spread 7 pip hay ye broker ki charging fees hay jo har trade me lot size ki selection par trading account se charge ho jati hay, purchasing aur selling price ko ham shortcut words me spread ka name be de sakty hey, currency pairs me trades open karny se pehly spread ki maloomat honi bahot zarori hay aur spread key kam ya zeyda hony par hi lot size ko reduce ya increase karna chaye.
      • #4 Collapse

        Dear jaisy ap ne suna ho ga k kuch broker hai jo commsion lety hai agar ap aun broker par kaam kary to ap ko pata chaly ga k ais market mai jab ap koi bhi order open karo gy to aus mai selling price aor buy price mai diffrence ni ho ga magar aus mai ap ko her trade k sath commision dena parta hai aor jaha tak baat hai ain k damian diffrence ki to ye spread hota hai jo broker ko jata hai aor ais ki waja se hum ko broker atna zayda faida dy raha hota hai k humri trades lagwa raha hota hai aor hum jo bhi kam kar rahy hoty hai aus k liay wo server laga k betha hota hai kun k aus ko her trade se spread ja raha hota hai aor hum ko wo sahuliat dy raha hota hai ais k badly mai.
        • #5 Collapse

          Nahe forex maen ap say broker our bhe fee charge kerta hy sirf spread commission nahe hota hy ye to wo normal ap say her trade maen leta he hy lekin sath maen our charges maen app k sath share kerte hoon jo k hoty haen but instaforex maen itnay zeada nahe khuch koo ap khud bhe khatm ker sagty haen
          1 aik to broker fee bid our ask price maen difference maen paeya jata hy us pay app ki lot size k mutabik charge kerta hy
          2 jab be app apna profit withdraw kerty haen to us k k oper bhe withdraw amount k mutabik broker ki apni service fee hota hy jo k charge hoti hy
          3 pher ager ap nay apny account ko swap free nahe bnaeya hoa to jo trades app ki rollover k bad next day maen jate hain un k oper commission charge hota hy jes ko ap ko swap free bnana chahy agr nahe bneaya to abhe bna sagtay haen koin k ye sood k zamrey maen ata hy
          • #6 Collapse

            Hum day purchasing our selling price main sirf instaforex he fee charge nahe kerta hai balkay us market main her broker free charge kerta hai app forex main insta to fix spread k oper kum fee leta hai lekin other brokers ki fee kafi hoti hai jo k news time spread variation say barh jati hai but insta main easa nahe hota hia us main our bhe fees hain jesa k app k payment pay bhe depend kerti hai us main app ager band wire lety hain to pher 25 $ minimum hoti hai our ager app E payment method use kerty hian to us main payment processor k oper depend kerti hae second app ki withdraw amount pay depend ker rahi hoti hai forex main app ko ager fee charges nahe pay karean gay to chahy wo spread pay hoon ya withdraw pay to broker u main apna commission kesay lay ga our aik broker ko bhe to apny company main kaam kernay waloun ko payment dina hoti hai to un k leay charges kahean to laganay hoty hain to wo sab fee lety hain oiur ye aik legal broker k leay zarori hai
            • #7 Collapse

              Brothers purchasing price ko ham log ask price kehtay hain
              Selling price ko ham loh bid price kehtay hain
              Purchasing(ask) price or selling(bid) price kay dermiyaan kuch pips ka fark hota hay jiss ko spread kay naam saay jaana jaata hay ab spread hay kyaa or iss ka maqsad kiyaa hay spread rekhnay ka pehlay maqsad to yeh hay kay Ultra high volume ki scalping ko rokna yaani yeh kay iss cheez ko rokna kay aap 10.0 ki lot laggain aik pip lain or 10 dollar profit say close ker dain iss tarah market ko loootna band kernay kay liye spread lagaaya gaya hay doosra yeh kay aap ko [profit ho yah phir loss ho broker beech main apna aik commision rekhta hay jo kay yeh spread kay zariye poora kerta hay spread broker apni merzi say set kerta hay
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum bhai Agar Hum logo ko forex market Mein Se Accha profit banana Hai To Phir uske liye Hum logo ko hardwork karna chahiye practice karne Phir Kahin jahan ke hum log achha profit Banane Ke Kabil hote hain unke Is Tarah Humari experience mein izafa ho jata hai aur hum trading Ke Kabil Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein Apne bahut achi baat ki hai mai aap ki baat hai bilkul agri karta hoon Agar Hum Log achha profit banana Chahte Hain To Phir Hum logo ko buying or selling. Ka Pata hona chahiye Phir Hum logo ka future profit bana sakte hain
                  Pakistan zindabad
                  • #10 Collapse

                    Forex trading members market Mein independent without broker trading karna impossible hai if you trade without any broker then you can trade at the same price are you can trade with zero speed with any best broker is ke Alawa aapko spread pe Karni hoti hai Jiski wajah se selling and purchasing from price main difference hota hai market movement due to liquid t provider instabill rehti hai currency strength continuesly and decrease or increase over he Hoti Hai due to Forex trading liquidity principle these are some laws of strength of buyers and sellers agar tu bas Kare Shor celeb Ki Rasoi Se Jyada Ho Jaye to market by Ho Jati Hai aur Agar sellers strength main hoon bhaiya SBI khoje to market sell Ho Jati Hai so you have to do better market analysis understand market technically and fundamentally after that you can trade without risk and manage your account accordingly strong support and resistance can be observed by you dear Forex trading members additional Baat main aap se Yahi kahunga ke Forex trading mai quick decision power bahut zaroori hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Purchasing aur selling price me defference

                      ​ Assalamualaikum Apne bahut accha Sawal Kya Main aapko Uske baare Apne bahut accha Sawal Kya Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke price main differences Apne bahut accha Sawal Kya Main aapko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke price main differences to hote hain Humari purchasing price aur Hoti Hai Hamari selling price profit Apne bahut accha Sawal kya main aap ko Uske baare mein dekhna chahta Hoon ke price main differences to hote hain Hamari purchasing price aur Hoti Hai Hamari selling price profit bana sakte hai
                      Removed by Moderator.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X