Scalping karni chahy ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Acha sawal ha apka dear yeh to apnay apnay mind ki bat ha kuch log kehtay hain k Scalping krni chaheay jb k kuch ic k mukhalif hain. Dono k pas apnay apnay logics hain me unko explain krnay ki koshish krta hun. Scalping ic lehaz say krni chaheay kyun k market ki movement hoti rehti ha jb bhi thora sa profit ay trade ko close kr dena chaheay ta k thora sa jo bhi profit ho account men add ho jaye. Ic tarha thora thora kr k overal acha profit ho jata ha lekin scapling ziyada tar wahan kamyab rehti ha jahan spread thora ho.
    Dosri trf agr daikhin to Scapling nai krni chaheay aik trade lganay k bad jb ap thoray say profit pay close krtay ho to market kafi favour men mazid move krti ha aur apko phir afsos hota ha so ic es lehaz say agr thora sbr kea jaye to kafi acha profit hasil jaye lekin Scalping ki vja say profit say mehroom ho jatay hain. So finally yeh kahu ga k Scapling k faiday bhi hain aur nuqsan bhi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading main munafa kamany kay liye hamen apni trading strategies develop karni parti hain. Scalping asal main boht he short term trading ko kehty hain. is main traders market maain jaldi say enter hoty aur scalping ke hikmat.e.amli say apna profit kama kar side pay ho jaty hain.mery zati tajruby ke bunyad par main sab ko yahi mashwara don ga kay scalping sirf aur sirf professional traders ko karni chahye aur sath un traders ko jin ka account balance boht ziada hadd tak mazboot ho aur un k pas wasee knowledge ho aur market par un ke gehri nazar ho aur wo market ka nihayat he darust andaz main analysis karny ka experience rakhty hon. Naye traders agar scalping ke koshis karen gy to aksar nakam he hoty hain aur phir gila forex ko dety hain.
      • #18 Collapse

        Ye ap per depend karta hai Scalping kary ya long term trading. Wesy to mery kheyla sy forum par majood traders me sy maximum trades scalping hi karty hai Q k long term trading k liye ap k pas balance zeyada hona chahiye or analysis b achy hony chahiye phir hi ap long trading kar sakty hai or scalping me apko analysis karny hoty hai thory sy time frame k liye jis k liye apko thory sy tools chahiye hoty hai or apko pata chal jata hai k ap ko kaha trading karni hai or long term me sab dekhna prta hai or andaza lgaya jata hai k is me koi news nahi aye gi jo trend change kary. Is liye me to apko ye hi mashwra du ga k ap scalping hi kary Q k agar ap scalping kary gy to bonus k lehaz sy zeyada earning kary gy q k monthly bonus itna nahi hota k ap scalping kar saky.
        • #19 Collapse

          Kuch trader short trading k scalping kehtay hain. yahan ye bat waza kerni chahye kay short trading main lot size normal aur take profit aur sl boht short hotay hain. aur scalping main lot size boht bara hota hay aur kuch trader is main stop loss ya tp use nahi kertay aur trade per focus rakhtay hain aur manually close ya exit kertay hian.
          Scalping per kuch logo ki strategy bani hoti hain aur wo us per trade bhi kertay hain. lakin ye strategy boht risky hoti hay. kuch log news kay tim per bhi scalping kertay hian. Scalping kay liye aik practice aur tajurba boht zarori hay. is liye jab tak scalping ki skill na ho scalping aik risky cheez sabit ho sakti hay. Is liye meray khayal main new traders ko to bilkul bhi scalping kay pass nahi jana chahaye.
          • #20 Collapse

            bhai aghr ap sclaping ki bat karty hain tu ayh technique method best hai jis main hum apny target jitna profit earn kar k market se nikal jaty hain or ayh zeyda tar trading method new trador use karty hain q k scalping main hmain small account k sath trading ki jati hai jis main account smal hoat hai or jis main lot size bhi smal he set karni hoi hai tu mera khyal hai k es trading method main risk kam hota hai jis main har trador kam profit k bad apni trade close kar deta hai es method main jo trador trading karty hain un main greed ka effect kam hota hai or wo apni trading main risk ko kam rakhty howe trading karta hai or os main apna profit ly kar market se bahar a jata hai tu hmain aghr es method main trading karna chahty hain tu karny main koi kabaht nahi hai meri nazar main
            • #21 Collapse

              Bhai Mere Khayal Mein scalping aik instant earning strategy hai lknis ma apko market ma present rehna prta hai zeyada time dena prta hai apko scalping krni chye lkn fully understandind ky bad. agr apko candlesticks ko smjhna aor study krna ata hai to apko scalping krni chye apka Internet bhi fast ho device bhi fast ho aor battery bhi fully charg ho Phir Hum Log is Mein Kafi accha profit bana sakte hain aur Kamyabi Hamare Kadam chume ki aur hum log Kasi kuch hassil kar sakte hain is business Mein sy
              Pakistan zindabad
              • #22 Collapse

                Re: Scalping karni chahy ya nai?

                ​ Assalamualaikum mai apne bahut achi baat hai uske baare mein mai aap ne bahut achi baat hai uske baare mein dekhna Chahte Agar hum log scalping Karte Hain Waise Hum logo Karte Hain Waise Hum logo ko bahut fayda Hoga aur Humko chahiye Ke Hum Karte Hain Waise Hum logo ko bahut fayda Hoga aur Humko chahiye Ke Hum Aur achi se achi trading Karenge hum bahut accha profit Karte Hain Waise Hum logo ko bahut fayda Hoga aur Humko chahiye Ke Hum Aur achi se achi trading Karenge hum bahut accha profit bana sakte
                Removed by Moderator.
                • #23 Collapse

                  Re: Scalping karni chahy ya nai?

                  Scalping kerni chaiye kiyu kay scalping say achi earnings ho jati hain. Instaforex pay trading kernay waley traders jab bonus say trading kertay hain ya 100 200 500 $ balance say trading ker rahey hotay hain tou woh scalping he ker rahey hotay hain. Iss mai long term trading nahi ho rahi hoti hai. Agar daikha jaey tou 2,4,5,8,10 $ kay profits kay saath trades close kerna scalping he hoti hai aur traders iss mai lot size bhi issi tarah kay rakhay jatey hain. Iss trading ko long term trading nahi kaha jaa sakta hai kiyu kay long term trading mai traders ko aik aik trade kay liye weekly aur monthly strategies banatay hain aur trades kay volume bhi ziada rakhay jatey hain aur issi tarah profits bhi marginally bohat ziada hotay hain. Long term trading mai account balances bohat achay honay zaruri hotay hain.

                  Scalping trading strategies kay saath small individual traders ko bohat faida hota hai aur traders ko apnay analysis bhi issi hisaab say kernay chaiye jo unhain jaldi aur ziada earnings day sakain
                  • #24 Collapse

                    Re: Scalping karni chahy ya nai?

                    Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath learning aur information ki zarorat hoti hay aur jab haum forex trading may information aur knowledge ki base pay trading kertay hoay trading tolls aur Indicators ko istamaal kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur scalping bhi ake behtareen moka hota hay jiss ko trader's avail Kartay hoye successful trading kartay hay aur forex trading may instant earning hasal kartay hay scalping Kartay hoye trading may haumay zayada time market may present rehna parta hay phir market ki currunt situations aur economical development ko analysis kartay hoye trading kartay hay aur uss may scalping kertay hay to haumay thoray time may earnings hasal hoti hay forex trading may scalping karna long term trading nai hoti hay Kyu Kay scalping kartay hoye traders short time Kay liye market may enter hotay hay aor ake set kiye hoye Profit ko achieve Kar Kay chalay jatay hay.

                    Agar long term may Trading ko haum dekhty hay tou haumay pata hoga Kay long term trading zayada din tak chalti rehti hay aur phir uss Kay mutabiq hi traders apni trading strategy aur planning aur analaysis kartay hoye trading kartay hay jabkay scalping trading kartay hoye haum thoray time Kay liye market may entery kartay hay aur instant earning hasal kartay hay aur chalay jatay hay forex trading may Agar dekha Jaye to bonus account say haum scalping Trading hi Kar rahay hotay hay Kyu Kay hamaray account may balance ki ratio thori Kam hoti hay aur haum uss Kay hisaab say thoray time Kay liye market may enter hotay hay haumary liye 3,5,6$ tak Profit bhi too much hota hay to haum bonus account say scalping Trading hi Kar rahay hotay hay.

                    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye jo bhi technics ka istamaal karna hota hay uss Kay liye bohat zayada important hota hay Kay aopko mukamal aur proper information aur knowledge hona chahiye phir hi app trading may kisi bhi technics ko easily istamaal Kar saktay hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Scalping karni chahy ya nai?

                      bhot he amazing threads ki hain aapne haar tradrs ko forex trading main work karna hain tu hard work karna hain forex trading main scalping karne wale traders loss kr k apne account ko wash kar dete hain haar traders ko forex trading join karne say phly achi tara forex ko learn karna must hain demo account main learning he ek trader ko kamyab bana skte hain forex ka busniess karne say phly forex trading main haar tool ko learn karna b must hota hain agar forex trading main regular work kiya jata hain tu ek trader forex trading ko bhot he achi tara learn kar achi earning kar skte hian tu is main scalping karne say account wash hone k ziyda say ziyda chances hote hain
                      ​Sadaf Khan
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Scalping karni chahy ya nai?

                        Mere Bhai scalping trading bahut hi short time ki trade hai is trade ko karne ke liye hamare pass bahut hi jyada experience Ka Hona zaroori hai Aise members Jinke pass scalping trading ka experience na ho vah ismein kabhi bhi trade na Karen aur vah member Jinke pass Achcha experience hai vah market ke trend ko Dekhte Hue aur time frame per market ki movement Ko Dekhkar is per Agar karna Chahe to scalping trade Aaj bhi kar sakte hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X