Useing paid Indicators ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Useing paid Indicators ?
    assalam o alikum dear friends , trading me jab be ham koi strategy bnaty hn to indicators ka use b karty hn ,,, indicators hmari buhat had tak help karty hn markrt ko smjhny k liy ,, aj kal hamy paid indicatoers mill rhy hn jo k hamy apny rael money se khrisny hoty hn ,, me ap ko advise du ga k ap ko paid indicators khridny ki zrorat nhi ha agr ap just Demo acount pr ros precyce kary or just insta k free indicators ka use kary to b ap buaht achi earning le skty ho bs ap apni strategy me ek se zyada indicators ka use karo or sab ki reding k mutabiq kamko to ap ko paid indicators ki zrorat nhi pary g
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes main na bi paid indicator dakhe hain jo kuch trade sale karte hain but main forex trade main already jo broker main add hain indicator wo used ker raha ho jaysa ka mera favrite indicator moving avarges hain aur ja indicator bohat acha hain is sa trade main kafi help mil jayti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Useing paid Indicators ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
      Bhai aj kal bht se paid indicators ae hwe han jo apki trading mein help krte Han. But mere experience ke mutabik ap ko ye indicator nhi useel krne chahiye blke apne analysis ki base pr trade krna chahiye.
      Dear ap paid istamal karain gy tu us mai setting un logo nay set ki howi hoti hai jab kay mery experience kay mutabiq ap ko builtin in itny ahy indicator mil jaty hain ap ki thori c mehnat cheye hoti hai. jab ap thori c mehnat kar kay apni trades ko sahi se manage karty hain tu ap asani se apni trade ko active kar skaty hain or un ko acha price pay stop loss or take profit dunu set kar sakty hian.

      اب آن لائن

      Working...
      X