Forex market me pairs price se kesi 1 currency ka rate kesy maloom ki ja sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me pairs price se kesi 1 currency ka rate kesy maloom ki ja sakti hay?
    Forex market me pairs se currency rate ka knowledge traders ko hona chaye agar EUR/USD ka current rate Forex market me buying price 1.3470 hay aur selling price 1.3467 hay to es ka matlab hay key 1 EURO ki keemat khareed 1.3470 hay, aur 1 EURO ki keemat farokhat 1.3467 hay agar ham EURO Buy karen gey to hamy 1.3470 rate me 1 EURO mily ga aur es ko ham 1.3467 me sale kar sakty hey, Forex ki market me prices ki esy hi khareed o farokhat se traders profit earn karty hey 1.3470 aur 2.3467 me jo distance hota hay es ko spread ka name dia jata hay jo key har Forex market key pair me majood hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ap ny achi information share ki hai jab b ham trade open karty hai to us me spread hota hai to wo is liye hota hai k price difference hota hai agar ham gold per trading kary to 0.01 ki trade lgaye to 0.60 ka spread hota hai yani 1244.70 ho to ham buy kary gy to 1244.70 me mily gi ham or agar ham ny gold me cell karna hai to ye price kam ho jaye gi yani 1244.10 0.60 ka faraq hota hai jesy k normal markets ka farag hota hai k jb ham khredty hai to tex kat ta hai or jab bechty hai to kam price me bikta hai.
    • #3 Collapse

      G han app ka thread newbies key ley price reading key ley best hay, pairs ko read karna be 1 knowledge hay aur har trader ko pairs se market key currencies rates ki information ho sakti hay, bid price aur ask price se ham asani se pairs key dono currencies key rates maloom kar sakty hey agar GBP/USD ki majooda market price (Bit price 1.2652 hay aur ask price 1.2655) to es pair ka buying rate 1.2652 hay aur ham GBP ko 1.2652 rate me hi purchase kar sakty hey aur selling rate 1.2655 par es ko farokhat kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Dear humean forex main boht deeply work nahe kerna humean ye maloom hona chhay k us k main hum ager EURUSD main sell karen gay to humean kis price k oper sell milay ga humean spread ka nafa our nuksann hai our us k leay humean kon say pairs ko diekhna ho ga ta k humera spread jald say jald recover ho hum forex main jab major piars ki baat kerty hain to humean un main insta forex 3 ka fix spread day raaha hai jo al conditions main same rheta hia to us main GBPUSD ko do price bid and ask main divede kia jata hai jo k humean 1.2653 and 1.2656 hoon to sell humean 1.2653 pay milay ga our buy 1.2656 pay milay ga same other major pairs main bhe ho ga but ager yahan cross ki baat ki jeay to us main maximum humean 12 ka spread bhe milta hai to ye general information hona boht zarori hai
        • #5 Collapse

          gee brother ham log spread kay zariye hi kissi bhi aik currency kay indiviual unit ke price find out ker sektay hain basically spread buying price or selling price kay dermyaan jo difference hota hay uss ko kaha jaata hay or wohi ham logo ko individual unit ke price kay baaray main bhi bataata hay for example ager USD/JPY ki buying price 1500 hay or selling price 1497 hay to iss kay matlab yeh hay kay aik dollar ke price uss waqt 1500 chel rehi hay ager aap aik dollar buy kertay hain to woh aap ko 1500 ka millay ga or sell kertay howay 1497 ka sale hoga issi buying or selling say profit ya loss hota hay or forex business kaam kerta hay kuch ko loss hota hay to baaqion ko profit.
          • #6 Collapse

            Forex ak online business hai aur as main currency ka up aur down hony say humy profit malta hai forex main boht say currency pair hoty hai jan pay hum trading karty hai aur her currency ka price alag alag hoti hai forex ka her broker her currency ka alag alag spread charge karta hai aur ass spread ka fark say humy profit aur loss hota hai ass fark ko dosray lafzo main hum ask aur bit kahty hai aur darmaan value ko spread kahty hai window chart main jo red aur gray line main jo fasla hota hai uss ko bai spread kahty hai aur as price ka hasb say hum currency ko buy and sell karty hai her broker ka pip ka hasb say spread hota hai kuch broker zyda pip charge karty hai aur kuch km assi spread ya pip ko hum price ki tabdeli kahty hai.
            • #7 Collapse

              Assalamualaikum bhai Agar Hum Log currency pair trading Karte Hai To iska Hum Logo Ko Hai fayda hota hai Kyuki currency main market bahut slow mo Chati Hai Aur Hum Log Kafi accha profit banate hain isliye Hum Logon Ko currency trading karne chahiye Phir Hum Log kamyabi se trading kar sakte hain aur bana sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex market me pairs price se kesi 1 currency ka rate kesy maloom ki ja sakti ha

                ​ Assalamualaikum Apne bahut accha Sawal kya hai main aapko Apne bahut accha Sawal kya hai main aapko Uske baare mein Jaana Chahta Hoon Jab Hum Log Forex trading account open aapne bahut accha Sawal kya hai main aapko Uske baare mein Jaana Chahta Hoon Kya Jab Hum Log Forex trading account open Karte Hain So Hum Logo Ko separate Milta Hai Ke Hum Log currency ki Ke Hum Log currency ke baare mein jaan sakte hain
                Removed by Moderator.

                اب آن لائن

                Working...
                X