Ap k khayal men take profit aur stop loss lgana chaheay ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap k khayal men take profit aur stop loss lgana chaheay ya nai?
    Salam to all of you. Mujhay itna ziyada arsa nai hua ha trading men lekin jitna bhi 6 say 8 mah ka experience ha us k hisab say ap logo say pochna chahta hun k take profit aur stop loss lgana chaheay ya nai. Kuch logo k khayal men yeh abhut acha tool ha aur lazmi lagnay chaheay jb k kuch log is k against hain.

    Meray khayal men to take profit aur stop loss bahut achay tools hain aur zarur lgnay chaheay kyun k har wqt banda market ko daikh nai skta bana TP ya SL set kr k skoon say apnay kaam krta rahay jb bhi farig ho k time milay to check kr lay market jb bhi market us point ko touch ki ho gi us doran apko profit ya loss ho chuka ho ga. So meray khayal men to behtar chez ha SL and TP.
    Ap log kia kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bro w/ slam. G bilkul bhai jan hamary khiyal main jaisa k ap na sawal kiya hy. K take proffit and siltop loss lagana chaheye k nahee .to mery bhai main apko us k baary main just yahee kahta hoon. K ya bahot zyada lazmi hotta hy. Ya hain laazmi lgana chaeye. Jaisa k ap na kaha k kuch log is sa agree kafty hain. Mattllab k isko lgana chaheye. Jab k kuvh log is sa bilkul agree nhi karty. To mery khiyal mai doston. Jo bhi is sa agree hity hain. Mattllab k jo bhi iska insataamaal karty wo yakeenan is main bahit aagy tak jaty hain . r traders main expert banty hain. R jin logo k khiyal.k mutaabik ya teekh nahee hy wo zyada success nahee hoty r big loss k sath fail ho jaty hain. And jaisa k ap na bhi kaha k its very good . so hamain inka order zaroor place karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Dost mery khyal men Take Profit ko istemal karna chahye lekin Stop Loss ko istemal nahin karna chahye. Uski waja ye hai k aksar market ap k Stop Loss ko hit karny k kuch dair recerse ho jati hai to is surat men apko afsos hota hai k SL na he lagatay to acha hota.
      Aesi surat se bachny k lye ap pehly he SL set na karen
       
      • #4 Collapse

        Dost mery khyal men Take Profit ko istemal karna chahye lekin Stop Loss ko istemal nahin karna chahye. Uski waja ye hai k aksar market ap k Stop Loss ko hit karny k kuch dair recerse ho jati hai to is surat men apko afsos hota hai k SL na he lagatay to acha hota.
        Aesi surat se bachny k lye ap pehly he SL set na karen
         
        • #5 Collapse

          Forex market risk/reward ka tanasaab bahot hi zeyda hota hay es ley agar without take profit ya without any stop loss key orders place kar dey jaty hey to hamara account balance kabi be mehfooz nahi hota, take profit aur stop loss orders place kar deny se risk/reward ka ratio kesi had tak control ho sakta hay, many professional traders be take profit aur stop loss key baghir kabi trading karna zarori nahi samjty, me samjta hon key take profit aur stop loss orders place karna kayab aur successful trading key ley bahot hi zarori ho sakty hey, risk ko agar manage kia ja sakta hay to stop loss tools key base par es ko control kia ja sakta hy esi tarha take profit hamary trades hony waly profit ki management kar sakta hay.
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum bhai yaar Main Ek bahut accha question Pucha Hai Mere Khayal Mein take profit or stop loss large me Lagana chahiye Ishq Bada trading Hame aise hi Jaise Hum Log loss accept kar rahe ho
            • #7 Collapse

              Haan jee ye toforex businesd ka sab say basic our important rule hy jobhe member agar as a real business forex ko bnana chahta hy to pher us ko apni her trade maen proper stop loss our take profitk sath trade kerni ho ge pher he app aik planning k oper forex maen profit loss maen profit ratio nikal k to us maen aik successful trader banpaen gy
              App ager sl kisi aik trade maen bhe use nahe kertay haen to meray dost ho sagta hh wohi trade app k profot ko bhe loss main convert ker day pur yahan tak app ka account bhe wash ker day
              Maen ny kage traders easay deikhy haen our jin maen maen khud bhe shamil hoon jo k sl nahe dity haen over trading ker k account wash ker detay haen our pher aik din sab khuch luta beithy hsen
              • #8 Collapse

                Dear agar take profit aur stop loss ko use kia jaye to traders ko 2 advantages mil sakty hey,

                1. agar take profit hit ho jaye to market ki next jo be movement ho traders ko apny order profit me close ho jata hay aur ye without take profit order se bahot hi best hay.

                2. agar stop loss hit ho jata hay to traders ko apny trade me loss to zaror ho jata hay magar es order me loss ka faida ye ho jata hay key ye loss etna kam hota hay key kesi be other trade me es ki kami pori ki ja sakti hay aur traders ka ye trade stop loss ki waja se big loss me kabi be nahi ja sakta.
                • #9 Collapse

                  Forex trading main take profit aur stop loss nihayat he ziada ahmiyat hay hamil tools hain. Traders agar in 2 tools ko apni trading main regularly itemal karna shuru kar dain to kafi ziada munafa kamany kay sath sath nuqsanat sy bhi kafi mumkina had tak bach sakty hain. Take profit ka sab say bara fayda yehi hota hay kay agar traders trade open kar dain aur kici domestic kam ky silsily main kahin bahir chaly jaen to agar take profit laga hoa ho ga to unhen fikarmand hony ke koe zarurat ni. jab bhi market us makhsoos point ko touch kary ge to trade automatically close ho jay ge aur munafa trader ky account main add ho jay ga. same ici tarah stop loss lagany ka is sy bhi ziada fayda yeh hai ky agar trader kay pas account balance kam hay aur market trend totally negative side pay ja raha hay to agar stop loss laga hoa ga to makhsoos point par ja kar trade close ho jay ge aur trader mazeed kici bary loss say bach jay ga.
                  • #10 Collapse

                    take profit:
                    forex trading main take profit ki bboht ahmiyat hai es k bagair hum apni trading se profit nahi earn akr skty hain es liye hmain apni trading main apny profit ko expected smjhty howe es ko set karna hota hai jis main hum apni trading ko osi hisab se profot eran akrny k bad market se niakl jaty hain
                    stop loss:
                    forex trading main stop loss set karny ka hmain yah fida milta hai k hum apni trading main loss ko lock kar dety hain jis se hmai es bat ki tension nahi hoti hai k hmain es main loss hony se account wash nahi hota hai es liye stop loss se hamara account secure ho jata
                    es liye hmain apni trading main stop loss or take profot ka lazmi use karna chahye ta k hum apni trading main money mnagmnt k sath trading kar skty hain es liye es k sath trading karen
                    • #11 Collapse

                      Yah humean apni her trade main stop loss our take profit use kerna chahy humean forex main apni her trades main sl our tp dina ho ga app ager use nahe kerty hain to pher app ka account risk pay ho ga koin k ager forex main app stop loss use nahe kerty hain to ksi bhe time big news us main app ko kafi loss day jeay jo app recover na kar sgain humean forex main hard work kerna ho ga us main app jitne mehnat kerean gay our us k risk ko jitna kum karein gay to us main ap ko itna acha profit earn ho ga app ko forex k her merits our demarits ko siekhna ho ga hum stop loss our take profit koin lagaty hian us main aik to app capital bonus ko safe kerty hain our dosra app take profit laga k apna tp us leay lagaty hian jes say hum apna profit ko safe kerty hain
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein stop loss aur take profit do ehm option han forex trading business mein take profit ko laga kar trading karne se hum forex trading business mein profit earn kar saktay han aur stop loss ko laga kar trading se hum ziada loss se bach saktay han jtna ziada take profit hy itna hi zaroori stop loss bhi hy agr ap apni trade mein take profit aur stop loss ko laga kar trade open ki ho gi tu agr ap ki trade take profit ko Hit karti hy tu ap ko profit ho ga aur agr stop loss ko Hit karti hy tu is se loss ho ga lakin ap ziada loss se bach saktay han stop loss ka ye faida hy is se account wash nhi hota aur ap ko market mein Kam loss hota hy aur ap market mein majood reh saktay han aur apne loss ko recover kar saktay han aur take profit se ap ki trade take profit ko Hit karti hy tu profit hota hy hum ko take profit aur stop loss apni har trade mein lagana cahaiye aur take profit aur stop loss k baghair koi trade open nhi karni cahaiye
                        • #13 Collapse

                          dear aslam o alikum ap ny jo thread ki ha wo news user kay liye ek munasib or bohat he faida mand post ha agar wo is say learn kareen gay to bohat he acha profit earn kar sakty hein is liye or take profit or stop loss 2no he aysy tools hein jin kay bagair trading behtar ni ki ja sakti jesy kay take profit kay sath ap apna profit asani say auto hasil kar sakty hein or stop loss kay bagair trading aysy ha jesy bin break gari is liye hamesha stop loss lga kar he ap apna maqsad ko kamyab bna sakty hein or apni life change earning kar sakty hein stop loss or take profit kay sath ap easy apny loss ko control kar kay profit mein change kar sakty hein
                          • #14 Collapse

                            bhai forex trading main stop loss or take profit ki boht ahmiyat hai es liye hmain apni trading main har trah ki startgy use karty howe bhi apni trading main stop loss or take proft ko lazi use karna chahye es se hmari trading main loss hony k cahnces kam ho jaty hain or kafi jhad tak risk ka factor kam ho jata hai es liye hmain kbhi bhi take profot or stop loss k baigir trading ahi karni chahye boht se trador apni trading main stop loss ko skip kar jaty hain jis se loss hony par una ka ccount wash ho jata hai jo k har trador k liye boht bari azmaish hoti hai q k daobara trading account ko continue karny main time lag jata hai es liye hmain apni trading main stop loss se apny account ko save rakhty howe trading karni chahye ta k hmain acha profit mily
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Take profit aur stop loss ka istemaal:
                              Take profit aur stop loss ye dono he bohat eham hain hamari trading k liye dekha jay to dono ki ehmiyat apni jaga alag alag ha aur dono ka use he most important ha aor hamay bohat faida hota ha auto trade close hojati ha jab hum trade mei take profit ka use kartay hain ye tou sab he jantay hain take profit kya ha aur stop loss lakin eski ehmiyat aur eska lazman use har trader ko karna chaiye agar ap free nahi apni trades ko dekh nahi rahay stop loss aur take profit set keye huway then ap tension free rehtay hain jis taraf market bhi jay gi ap ki trade secure rahay gi wahan he close hojay gi stop loss ya take profit k mutaabik ap ki trade ka decision hojata ha esliye iss feature ka hamay faida lena chaiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X