Jaiza: Short term trading key benefits
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Short term trading Benefits

    Short term ki trading fast aur short time method ki trading hoti hay jes me investors ko limited time me bahot zeyda profit ka advantage mil jata hay, beginners ko short term ki trading beneficial ho sakta hay risk ko reduce kia jaye aur positions ki timing ko limited kar dia jaye, scalping trading ko kabi be ham short term ki trading nahi keh sakty, short term ki trading wo hoti hay jes me traders ka har order plan key mutabeq open aur close ho ye orders 1 hours tak be open reh sakty hey 1 day ki time limit key sath close be ho sakty hey.
    short term trading new traders ke liye bahut acchi Hoti Hai new trailers short unpaid trading Karke small profit Bana kar apne friend ko add kar sakte hain lekin Mere Pyar Mein short term trading Shahzada long term trading aapko Jyada profit de sakti hai Kyunki jawab long term trading karne lagenge to 8 Pro phone karke trading Karenge jisse aapko profit Jyada Hoga aur aap ki haddi Lambe time tak Chalegi
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai ap ny boht acha swal kiya hai forex trading mai two terms ki trading hoti hai jis main aik long term trading hai or dosri shrt term trading hai es main har trador apni trading ability par he depend karta hai q k jis term main trading ka expiernce ho is main karty hain laken na tu long term bura hai or na he short term trdaing main koi masla hai yan par hum short term trading k faidy discus karty hain
      forex trading main shrt term trading main risk kam hota hai q k yah shrt time period main hoti hai or har tador apny exact profot ko eran karny k bad apni market ko chorr jaty hain es main loss hony k chances bhi kam hoty hain or es k sath sath accunt bhi wash hony ka dar nahi hota hai es trading method wo new tradors zeda use karty hain q k wo kam risk k sath apni trading ka start lety hain jo k aik acha faisla ho skta hai har tador k liye jo new aty hain
      • #18 Collapse

        Short term trading kay boht saray fiday aur nuksanat bhi hain. Forex trading har insan ko us kay time table kay mutabiq suite kerti hay. aur is main ager koe short term ko like kerta hay to wo long term ko may be like na kerta ho aur ager koe long term ko like kerta hay to ho sakta hay wo short term ko like na kerta hay. isi trah say har trader ki kuch apni priorities hoti hain. kuch trader rat ko tension free ho ker sona zayda like kertay hain aur kuch long trader apnay long tp ko hit kerwaany kay liye long wait kerna zayda like kertay hian. jahan short term trading kay fiday hian wahan long term kay bhi boht saray fiday hain. ager ko trader forex ko kam time day sakta hay to wo long trade ko like kray ga aur ager koe short term trade kerta hay to wo forex ko maximum time day skta hay. is liye har trah ki trading kay benefits hain chahye wo jis term ki bhi ho. ye benefit lenay walay per depend kerta hay kay wo kia chahta hay.
        • #19 Collapse

          Short term trading k benefits:---
          Friends ap sab jantay hain forex mei 2 tarah ki trading hoti ha aik short term base ki hoti ha aur dusri trading long term trading hoti ha aur reality ye ha dono k faiday apni apni jaga bohat ziada hain lekin new traders daily traders learners sabhi log short term trading he kartay hain aor ye ap ko maloom hona chaiye k wo short trading k faida kya hain aik to ap ki trades risk mei nahi jati ap ki trades jaldi close hojati hain short term ka faida ye ha ap ki tp short hojati ha trade mei long pips ka wait he nahi karna parta ap jaldi side pe hojatay profit le kar aur trading ko ap zyada time de saktay ho short term mei mazeed trades ko bhi dekhtay rehtay ho isliye sabhi ko short term trading ka he kahunga.
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Short term trading key benefits

            Short Term Trading Kay Benefits:
            Short term trading aur long term trading ko sab traders achi tara janty aur samajhty hain main chez ye meter karti hai kay hamary liye kon si trading beneift ho sakti hai ap achy trader hain long term trading kay expert hain to ap long term trading kar sakty hain but agar ap achi trading kar sakty hain to main ye suggest karun ga hamain short term trading karni chahiye kiyun kay long term trading kay liye long time big capital account and strong analysis ki zarorat hoti hai us par trade hmesha perfect karni hoti hai kiyun kay loss hony par ap ko big loss hota hai jahan tak short term trading ki bat hai is main ap ko long time wait nahi karna parta trades jaldi close ho jati hain ap easily achy analysis kar sakty ho long term trading kay chakr main ap lalach kar kay loss bhi kar sakty ho is liye main sab ko short term trading he prefer karun ga ye sab traders kay liye best trading hai.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Short term trading key benefits

              forex trading main short terms trading k boht se benifits hain jo k hmain mil jaty hain sub se pahly tu main apki yah batna chahta hun k forex trading main short term trading wo trador karty hain jo forex main new hoty hain or un k pass trading ka knowledge nahi hota hai or wo chahty hain k hum kam time main rtrading kar k market se nikal aen short term trading ka sub se bara yah faida hota hai k hmain apni trading main loss hony k chances kam ho jaty hain or hum apni trading main risk ko bhi mange kar paty hain short term trading main lot size bhi small rakhni hoti hai jis main boht kam level par profot eran karny se hum market se nikal aty hain tu jo new tradors hoty hain wo es term main trading karty hain jub un i trading ability incraese ho jati hai tu wo apni trading main long term trading bhi karny lagty hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                Short term trading : forex trading bohat best ha meri nazar mei short term trading best ha achi trading apko bohat he acha profit dilwa sakti ha or is lye ap forex formet mein work kar kay agar short term trading mein expert ho jayen to bohat he achi earning hasil kar sakty hein kiyon kay forexx mein apki long term trading say bhe achi earning kar sakty hein lekin uskay liye bohat wait bhe karna parh sakta ha pura week bhi trade lagi reh sakti ha short term trade say aap kafi acha profit lay sakty hai aur kam time main short term trade poory din kay liye bhi hoo skati hai 15 mints and 1 hour ya 4 hour ky lie bhi hoo skati hai likin ais ky liye aap ka market analysis acha hoona chahiye tab he aap achi earning kar sakaty hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                  Short trading k faieday len : long term trading mey ap ko jana nahe chaye hamaisha apna focus small trading aor short trading pe rakho bara faeda ye ha moka mil jaye ga mazed achi trades mil rahi hongi wo lag sakti ha hamaray acount mey magar already koi trades hongi wo hamaray lye rukawat ho sakti hain islye ap lazman koshish karen short trading karaeyn h1 time frame pe trade k analysis kren jo short term mei kuch pips positive mil saktey hain wo khasil karen lambey chakar mey janey sey ap baray loss mey na chalay jao koshish karen hamesha asi trading se avoid karen jis mei risk ho aor trading profit wohi best bhi milta ha jis mei lambi soch na ho jaldi se jaldi profit le li jay so short trading best ha hamay apni trades ko jaldi close karna chaye
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                    Jaiza: Short term trading key benefits :

                    han bhai trading main short term trading krnay say trader ko short time main profit earn ho jo jata hay aor aor trader ko forex trading main profit ko dakhna hota hay aor jb trader short term trading main trades positions open karty hain aor short time frame main order open kar kay trading krtay hain aksr dakha jata hay woh profit earn kr laty hian aor trading main market kay time frames ko smjhna aor trading main short time frames main trading krna kafi had tak bhtr hay aor trading main small invest waly traders ko to short term trading main hi trading ko like krna chhy aor trading main daily trader profit earn kia kray aor trading main koi limit nhi hoti ha trader daily short term main trades postions open kr kay profit gain krta ha.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                      short term trading benefit : Agar ap khud gor karain achay experience k sath ap khud ye result pao gay k ap ko faida sirf short cut trading mei ha mean short term k liye trade karo short term trading mey ye tou ha na ap k pas mazeed time mil jata ha free margin bhi hota ha k ap mazeed trade kar sako gay to hamesha ap short term trading ko prefer karen jaldi nikal jayen gay apni open position se aor ap ko mazeed profit lenay ka acha chance bhi mil jay ga esliye ma tou sirf short term trading ko he prefer karta hun ap ko trade ka ziada time bilkul wait he nahi karna parta jitna small profit target aur jitni sort term trading ap kartay ho ap trading mey best rehtay ho loss mei janay k bhi chances kam hojatay hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                        Short term trading : mera ye experience kehta hay short term trading zabardast hoti hay baki har aik ka apna experience hota hay apna way hota hay trading ka har trader kay paas apni best plannings hoti hain aur best strategies hoti hain trading ki jinpe chal kar wo success letay hain lakin agar short term trading ko apni trading mei apnaya jaya best hay aap ki trades short hongi aap jaldi apni trades sey profit le kar side pe ho jao gay sometime lambi trades zyada loss mei phansa bhi deti hain aor ussi duraan ap kaafi achi trades ko miss kar jao gay meri nazar mey hamay asi situation sey bachnay k liye bohat behtreen hay ky hum lazman short term trading ko prefer karain gay tou hum best rahain gay
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                          Assalamualaikum bhai kaise hain aap Baat Karti Ho ke Fariyad se Honge by short term trading Ke mutaliq Main Kehna Chahun GK Humery pass forex maen do terms ki trades hum lety haen aik short term our aik long term but us barey maen mera opinion thora differ kerta hy forex maen hum short term trades hoon ha long terms trsdes hoon wo beginners k leay ya old traders k leay tab he profitable ho sagte haen jab hum us maen ache forex education our experience technical analysis news analysis our sentiments k oper rakhty hoon gay forex aik boht he risky business hy our us maen traders aksar short term trades risk zeada lay k kerty haen jin ki wja say un k accounts wash ho jaty haen
                          Hum agar short term trades karean us maen lot size kum rakhean ager intraday trade maen aik traser ko 50 tp 70 pips mil jaty haen our 200 dollar capital bonus ho to .30 ki lot pay 20 plus dollareaening bante hy our ye kafe sufficient eaening aik trader k leay ho sagte hy jo k safe earning ho gee Umeed Karti Hoon ki aap mere is jawab se Ittefaq Karenge Shukriya Allah Hafiz
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Short term trading Benefits

                            Short term ki trading fast aur short time method ki trading hoti hay jes me investors ko limited time me bahot zeyda profit ka advantage mil jata hay, beginners ko short term ki trading beneficial ho sakta hay risk ko reduce kia jaye aur positions ki timing ko limited kar dia jaye, scalping trading ko kabi be ham short term ki trading nahi keh sakty, short term ki trading wo hoti hay jes me traders ka har order plan key mutabeq open aur close ho ye orders 1 hours tak be open reh sakty hey 1 day ki time limit key sath close be ho sakty hey.
                            Main samajhta Hoon ke short term trading ke Jyada benefits new traders ko hi hote hain koun ke woh small trading Kar Ke Saman profit bana sakte hain aur Phir Apni trade close kar dete Hain Jab Ke experienced aur Bade traders ko short term trading ka Jyada fayda nahi hota Kyunki Jab aapko planning Karke trading Kare Toh long term trading Karni chahiye
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                              traders karni ki boht se iqsam hoti hay jis ki help say hum market main kam kar sakty hain agr market main humain kam karny main ziada profit gain karna hay to is kay liye kafi mehnat karna ho gi kun kay is main trading karny ki types kafi help full hoti hay is main scalpiing b ki jati hay or is main day trading b ki jati hay is kay sath saht aik or traing hoti hay jis ko positin trading b kaha jata hay ye long term main hoti hay or sb say best is main swing trading hoti hay jis ko short term trading b kehty hain is main kam karna kafi acha hota hay kun kay market main km time main ziada earning hasil karny ka moka milta hay boht say log market main short term main kam kar rhay hain is main jis time chahiye jis time lagy kay market main achi eraning hasil ho rahi hay hay to order colse kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Short term trading key benefits

                                forex trading main kam karny kay liye is main humain kafi leanring karny ki zrort hoti hay is main tading karny ki kafi types hoty hain jis main short term main kam karny ki sahoolt hoti hay is main ye hota hay kay hum apny account ko acha kar kay acha balance rakh kar kam kar sakty hain jis main humain ziada achi earning mil skti hay ye trading order hum jab dil kar close kar sakty hain ye trading hum aik din kay liye b kar sakty hain or aik din say ziada b kar sakty hain short term trading aik week ki b hoti hay or isi tara hum month tk b kar sakty hain humain agr success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis ki help say market main stay karna or is ko understand karna humary liye kafi asan ho sakta hay or loss b km say km hasil ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X