sell at high and buy at low
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: sell at high and buy at low

    Sell at high and buy at low main kafi sari confusion hain jo kay new trader ko thi. umeed hay kay ap ka acha explaing kia gia yeah thread un kay kam aye ga. yeah aik realyl good thing hay. que kay jab main nay khud trading shoro ki thi to mughay join kerwanay walay nay yeahi kaha tha kay yeah boht asan hay. is ko bas jab oper chali jaye to sell ker den aur jab nechay a jaye to bauy ker den. que kay nechay janay kay bad price oper zarori jati hay aur isi trah oper janay kay bad nechay. bat us ki thek thi lakin tab tak account sath nahi dy saka aur loss ho gia. yeah aik aam concept hay jis say trader ka loss ho jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: sell at high and buy at low

      je har trader ki apni strategy hoti ha trading karany ki, is lye jo ap nay strategy share ki ha woh bohat hi best way h trading ka
      == sell at top or high jab market overbought ho
      == buy at low jab market oversold ho
      lakin is strategy ko use karnay k lye hamain chand tools bhi use karna hotay hian jaisy
      == Moving averages ka istemal
      == Stochestic Oscillator jab oversold ho ya overbought ho
      == Daily chart pe support aur resistance level ko check karna
      == Candlestick chart ko use karna bhi is strategy ka hisah hota ha
      to is tarah se ham is strategy ko use kar k asha profit hasil kar saktay hain aur is strategy ma kamyab ho saktay hian
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: sell at high and buy at low

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
        Forex market main traders ki aik boht hi common aur ahm bat aur trading strategy ye hoti hay kay jab market zayda high ho to sell karen aur low move ker jay to buy ker len. Aur new trader asa hi kertay hain jab market koe fifty pip up ya down move kerti hay to sell ya buy ker letay hain. Jo kay bilkul boht bari mistake hay.
        Ye strategy ya trading rule jis nay banaya tha us nay apny analysis aur knowledge ko samnay rakh kay banaya tha. Is liye ye rule un tamam traders ko apply nahi kerna chahye jo us same knowledge per kam nahi ker rahy.
        According to strategy ager support aur resistance ki bat ho gi to ye high and low daily weekly ya monthly chart ki support aur resistance per ho sati hay. aur ager ye elliot wave per ho gi to fifth wave kay ending point ko sell ya buy trend main high ya low keh saktay hain. aur ager koe chart main structure kay knowledge per trade kerta hay to us ki high aur low us structure ki heigh and low ho gi.
        New traders ko ko pehlay in main say ya asa knowledge hasil ker kay phir sell at high and buy at low wala rule follow kerna chahaye.[ATTACH=CONFIG]5916[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]5917[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]5918[/ATTACH]
        Assalamu Alaikum Ji Bhai Dekhne Mein Aata Hai Ke Log bahut jyada Pareshan hote hain apni trading Kolekar Unhe samajh nahi aata keytrade open Kaise karni hai hame sab game kab kya karna hota hai aur Hamein by kab karna Hota Hai tu jo new juniors hai yeh jo new Payal Hai jinhe is bare mein kuch Maloom Nahin Hai unke liye kya kehna chahti Hoon ke dear jab bhi aap trade open karne Lagte Hain Tu sabse pahle aap aap ek ransomware choose karte hain FIR aap Uske Chahat ko Dekhte Hain Uske Chahat ko Dekhte Hue aap kaise Lagate Hain Ki vakancy pear Upar Jayega ya Neeche Jayega Hi Ho Gayaa log Hoga Tu Agar aapko lagta hai ki vacancy Pyar hi hoga to aapko by karna chahiye lekin Agar aapko lagta hai ki vacancy biolog Hoga ya nahi Neeche aayega to uske liye aap ko send karna chahie agar aap Aisa Karte Hain to aap hi keenan 1 profit level trade hi open karte hain Shukriya

        اب آن لائن

        Working...
        X