what is spread and Leverage in forex Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is spread and Leverage in forex Market
    Assalam.o.alikum
    jesy kh forex market me boht se alaah istamal hotey magr hm aaj sirf soo ki bat keeay ga
    SPREAD Kia hy .?
    agr aap apney tijartee plate form pr forex ki qemtoon pr nazr dalen aap dekhen ga hr currency ke joree k ley 2 qemteen hain jis pr ap khreed sakty hain " Qemat pochwn " k tor pr hawal dety hain aor doaree qeemt jis me ap hawal dety hain aor dosree qemat jo ap firokht krty hain hamesh poch qeemt boole ke qeemt se zayda hy
    LEVERAGE kia hy
    Agr ap k Forex broker ap ko pesh krta hy 100:1 ap apney jamh krdah raqm me se100 se zayda peasy kamty hain is ka matlb yh hy kj agr ap khreden 000 100/USD UREUO to apnsirf 000 1 asaal UREUO hona zaroori hy is trah ka faayda uthana k sath sath ap is qadr positipn hasil kr sakty hain kh qemat 100 gunna baraa munafh ya nuqsaan tawqh rakht hy lihza ap kiw tijrat ko narqrar rakhney k ley boht acha khayel hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Spread

    Forex market me spread simple words me agar samjny ki koshish ki jaye to ye broker ki fees hoti hay jo key per trade key hisab se investors se charge ki jati hay, har pair ka spread fix hota hay agar USD/CHF ki Bit price jes ko buying price be kaha jata hay 0.9810 aur ask price jes ko selling price ka name dia jata hay 0.9813 ho to ye 3 pips es pair ka spread hay jo key per trade open karny key sath hi account se charge ho jata hay.

    Leverage

    Leverage broker ki taraf se investor ko es ley provide ki jati hay key wo trade me kam investment par buying ya selling kar sakty, leverage 1 tarha ka loan hota hay jo key trading me use hota hay, low capital par trades leverage ki waja se hi open hoty hey.
    • #3 Collapse

      spread:
      currency k buy or sell main jo frak hota hai wo spred hota hai or yah broker apko deta hai trading k liye yah aik khas qisam ki qeemat hoti hai jo pips par mushtamil hoti hai jo compnay ki traf se pairs oty hain un ki qeemton ko yah zahar kati hai jo qeemten hmain di jati hain un ko hum ask or bid kahty hain for example: aghr tu ask main price 1100.00 or bid main 1160.00 tu un pairs main jitni price diffrence hain wo es pair ka spread hai
      leverage:
      forex trading main lverae ka baisic amal yah hota hai k hum apny business main thory paisun k sath yah k thori pasun se kisi bari currency ko buy karty hain yah sell karty hain levaere ka trading main yah asar hota hai k hum es ko pahly he set karty hain jis k bad esi ko he use kar k apni trading karty hain
      • #4 Collapse

        Bhai Jaan Le Brij ki wajah se hum log kam Baras Ke Sath baje train Laga sakte hain Hum logo ko leverage kam se kam rakhni chahiye Kyunki ka fayda hota hai aur hum logo ko bhi fayda hota hai aur hum logo ko kamyabi milti hai ki hoke hum logo ko bhi fayda hota hai aur hum log WhatsApp profile bana sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          ​ Assalamualaikum Aap Ne Jo Kaam Kiya Hai Uske baare mein hi karna chahata hoon logo ko chahiye kya Hum Log leverage kam Rakhe aur trading co kam se threading ko kam se kam leverage mein kare is Se Hum logo ko kam lost Hoga is Se Hum Logon Ko kam launch Hoga aur Hamari knowledge mein bheja hoga
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Humery pass forex main spread and leverage do important terms use hoti hain lekin us main aksar traders ko nahe pata hota hai k un ka maksad kia hai our kes leay use hoti haen our aksar new members us main confuse hoty hian
            Spread : Dear humery pass her pairs main ap k pass chart k oper do values show ho rahi hoti hain jsay k eurusd ki 1.1403 and 1.1406 ho sagti hai to us main us k last digit main jo difference hai wo 3 digit ka hai us ko hum spread khety hain our us spread k oper app ki lot size k mutabik broker apna commission chart kerta hai jab app sell ya buy ki trade lety hain same ap ko kisi pair main 7 ka spread milay ga kisi bhe 12 ka milay ga jin ki move zeada hote hai jo cross pairs hain un main spread zeadaa hia to app ko low spread walay major currency pairs main trade kerni chahy koin k us main trading asaan ho us main risk kum hota hia
            Leverage : humery pass leverage dosto broker humean allow kerta hai leverage ki shakal main aik ratio day k hum apnay account k oper kitna risk lay k trade our kitni trades open ker sagty hain jesay k insta nay phleay bonus accounts pay leverage 1:50 ki hoi to hum 200 dollar pay 1 lot currency trading ker sagty hain jo k abhe leverage 1:1000 hai to hum 20 dollar k oper bhe 1 lot kheel sagty hain to leverage zeada ho gee to ap k account main lot say risk bhe barh jeay ga
            • #7 Collapse

              Re: what is spread and Leverage in forex Market

              forex market ky rate py end py jo digit hota hain usy pip kahty hain or leverage ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain or hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: what is spread and Leverage in forex Market

                forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy spread ko mady nazer rahkna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai leverage ke bohat ahmeyat hain hamy acha capital invest kar ky ache leverage lagana chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taaze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: what is spread and Leverage in forex Market

                  walikum asalam..
                  bhai ap ny boht achi information hmarya stah shre ki hai jis main ap ny hmain spread or lverage k bary main information di hai forex trading main spraed or lverage ki boht ahmiyat hai q k spraed hmain broker mohaiya karta hai jis se hum apni trading ko achi invest ks ath kar skty hain spraed actual main wo price hoti hai jo donu apirs ki price main show ho rahi hoti hai jis trha bid or ask ko hum dekhty hain tu un main jo farak hota hai wo sparead hota hai jub k lvearge aik ayse qeemat hai jis main ap apni trading ko osi k hisabs e karty hain levearge do dhari talwar ki trha hoti hai jis se hum trading karty hain es liye es ko account main balnce k hisab se set karen kbhi bhi bari lverage set na karen jis se apko apki trading ko mange karny main pareshani ka samna karna parhy
                  • #10 Collapse

                    Re: what is spread and Leverage in forex Market

                    currency k buy or sell main jo frak hota hai osko hum spread kahty hain spread hmain actual main broker faraham krta hai jis se hum apni trading karty hain har pair mains pread alag alalg hoty hain jis main hum trading karty hain jin pairs mains praed kam hoty hain wo spread bhi kam hony se achy paors hoty hain or un pairs main trading se hmain faida milta hai or aghr hum lverage ki bat karen tu lverage wo hota hai jis se hum boht thori invets se trading kar skty hain basic es ka amal yhai hota hai hum boht thory paisun se se bari currency ko buy kar skty hain yah sell kar skty hain trading mains pread or lverage ka kafi amal dkhal hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: what is spread and Leverage in forex Market

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasrullah2018 پيغام ديکھيے
                      Assalam.o.alikum
                      jesy kh forex market me boht se alaah istamal hotey magr hm aaj sirf soo ki bat keeay ga
                      SPREAD Kia hy .?
                      agr aap apney tijartee plate form pr forex ki qemtoon pr nazr dalen aap dekhen ga hr currency ke joree k ley 2 qemteen hain jis pr ap khreed sakty hain " Qemat pochwn " k tor pr hawal dety hain aor doaree qeemt jis me ap hawal dety hain aor dosree qemat jo ap firokht krty hain hamesh poch qeemt boole ke qeemt se zayda hy
                      LEVERAGE kia hy
                      Agr ap k Forex broker ap ko pesh krta hy 100:1 ap apney jamh krdah raqm me se100 se zayda peasy kamty hain is ka matlb yh hy kj agr ap khreden 000 100/USD UREUO to apnsirf 000 1 asaal UREUO hona zaroori hy is trah ka faayda uthana k sath sath ap is qadr positipn hasil kr sakty hain kh qemat 100 gunna baraa munafh ya nuqsaan tawqh rakht hy lihza ap kiw tijrat ko narqrar rakhney k ley boht acha khayel hy
                      Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main spread or leverage donu ki apni apni importance ha is ley in samjny ki zarorat ha
                      Spread
                      Forex trading main koi currency pair la lan in k sell or buy value jtna difference hota ha wo spread kehlata ha jasey gold ya EURUSD la lan gold main 1500.00 sell or 1500.60 buy value ho ge to in ka spread 60 pips ka ha isi tahra EURUSD main sell ki value 1.1200 ha or buy ki value 1.1203 ha to is main spread 3 pips ka ha
                      Leverage
                      Leverage broker ki tarif sy trading k ley de jati ha q k humary pass investment both kam hoti ha jab k forex trading main both ziada investment ki zarorat hoti ha to is k ley humy broker leverage provide karty han jis sy hum small investment sy bi trading Kar sakty han or hum small account sy bi ache trading kar sakty han agr humara account 100 dollars ka ha to humari leverage 100 ha to hum 10000 dollars tak ki trade laga sakty han agr leverage na ho to hum 100 dollars main bilkal bi trading na kar saken q ye both ziada risky business ha
                      • #12 Collapse

                        Re: what is spread and Leverage in forex Market

                        Asslamo alaikum
                        Trade krty wqt apko ye maloom hona chaye k ik hi currency k 2 rate hity hain ik jiss py ap khredty ik wo jis qeemat py ap sale krty ho.
                        Rahi bat leavreg ki to forex sb sy best leverage deta hy jo k 1.100 hy iska.iska mtlb hy agr ap 100dollar ki trade krty hn ty ik point oper jany ki surat mn apko 10000 dollar milty actually hmary pass pesy km hoty to broker apni trf sy hmari trade py leavrge deta hy jis sy hmko faida hota hy isko leavrge kehty hain ye raio 1.10 ,1.100, 1.400 bhi use krty mgr the best 1.100 hy jo forex hmen dy rahi
                        • #13 Collapse

                          Re: what is spread and Leverage in forex Market

                          Spread aur leverage forex trading mai use hony wlai bohot he common term hain. new traders ko inka idea b lazmi toor per hona chaiye kion ke traders ka leverage aur spread say har din he trading kay doran wasta parhta ha.

                          Leverage : Leverage aik trah ka loan hota hi jo broker traders ko provide karty hain. for example 1:50 leverge ke ratio ko tu traders ke apny 1 dollar per traders ko broker 50 dollar tak ke trading ke leverage provide kar rahy hoty hain.

                          Spread: Spread Buying price aur selling price kay darmian ka difference hota . Broker apni services ke charges ke toor per spread traders ko charge karta hai. yeh aik trah say broker ke fee hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: what is spread and Leverage in forex Market

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasrullah2018 پيغام ديکھيے
                            Assalam.o.alikum
                            jesy kh forex market me boht se alaah istamal hotey magr hm aaj sirf soo ki bat keeay ga
                            SPREAD Kia hy .?
                            agr aap apney tijartee plate form pr forex ki qemtoon pr nazr dalen aap dekhen ga hr currency ke joree k ley 2 qemteen hain jis pr ap khreed sakty hain " Qemat pochwn " k tor pr hawal dety hain aor doaree qeemt jis me ap hawal dety hain aor dosree qemat jo ap firokht krty hain hamesh poch qeemt boole ke qeemt se zayda hy
                            LEVERAGE kia hy
                            Agr ap k Forex broker ap ko pesh krta hy 100:1 ap apney jamh krdah raqm me se100 se zayda peasy kamty hain is ka matlb yh hy kj agr ap khreden 000 100/USD UREUO to apnsirf 000 1 asaal UREUO hona zaroori hy is trah ka faayda uthana k sath sath ap is qadr positipn hasil kr sakty hain kh qemat 100 gunna baraa munafh ya nuqsaan tawqh rakht hy lihza ap kiw tijrat ko narqrar rakhney k ley boht acha khayel hy
                            Dear friend forex trading main spread or leverage donu different chezen han spread ka apna kam ha or leverage ka apna kam ha
                            Spread
                            Spread forex trading main har pairs or metals ka hota ha forex trading main hum jin jin main trading karty han in main spread different hota ha farz karty han k gbpjpy main selling value 135.40 ha or buying value jo ha wo 135.80 ha is main jo difference ha wo 40 pips ka ha is tahra is ka spread 40 pips ho ga
                            Leverage
                            Leverage broker ki tarif sy di jati ha ta k hum trading kar sakeny wasy real main dakheny to hum 100 dollars sy trading ni kar sakty han q k 100 dollars main kuch bi ni aata ha jis pairs ko dakheny ya metals ko dakheny is ley humy broker leverage daty han k small account sy bi hum ziada ache or bari trade open kar sakeny agr leverage na ho to humara account 1 minute main wash ho jay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is spread and Leverage in forex Market

                              Spread aur leverage size se related information har esy trader ko hona chaye jo Forex business ko join karny ka sochty hey aur jo new traders hoty hey un ko be spread key bary me maloom hona chaye sath me leverage size key benefits ki information be hona chaye,

                              1. Spread: Jab be koi trade open kia jata hay to fix loss key sath ye order pehly loss me chala jata hay ye spread hota hay, kesi be pair key spread key bary me app asani se maloom kar skaty hey agar 1 pair EUR/USD hay es ki price ko app watch karo to buying price aur selling price me app ko difference nazar aye ga yahi spread hota hay jo key broker apni fees app se wasool karta hay,

                              2. Leverage size: trading account open karo to leverage size ka option be app ko nazar aye ga aur app ko account ka leverage size set karna hota hay, leverage size trading free margin key ley set kia jata hay app kam leverage size set karo gey to app ko free trading margin be kam mil saky ga ye 1 tarha ka trading key ley loan hota hay jes ko app trading me use kar sakty ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X