Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroori
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

    Forex trading mai traders Agar apnay emotions pay control kerna seekh lain aur control ker lain tou bohat say masaael khatam ho jaen gay. Laalach, greed, jald baazi, bay Sabri, over trading waghaira sub emotions ki he paidawaar hain. Agar Tarders sirf emotions pay qaabu rakh lain tou inn sub cheezoo say Bach saktay hain aur inn say bachnay ka Matlab he success hai. Ye baat bilkul sahi hai kay Tarders sirf apni money management ko theek ker lain tou emotions control ho saktay hain. Money management ki misaal aisay hai kay Agar aik tarder ye baat samajh key kay 100$ say daily 5$ profit bohat kaafi hai tou emotions pay bhi control rakh sakey ga laikin Agar aik tarder ye so hay kay 100$ say daily 100 ya 50$ he earn kernay hain tou woh apnay emotions pay bhi control nahi rakh sakta hai. Money management he emotions pay control ki chaabi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

      g han bhai jan ap ny bikul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum trading katy hain tu hmain apny emotions par control rkhna hoga q k jub hum apny emotons par control rakh kar trading karty hain tu hmain loss hony k chnaces kam ho jaty hain or hum apni trading ko bhi achi trha se kar skty hain es liye hmain chahye k aghr hum chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni trading main achi trha se palnning kar k trading karni hogi jitni hum achi tradng karengy otna e hum apni trading main kamyab ho skty hain or hmain otna he kam loss hota hai es liye apny kam ko manage kar k ap trdaing karen jis se ap kamyab trading kar skty hain or achi earning kar skty hain forex main jitni hum achi earning kar skty hain otna he hmain mahnat or lagan ki zarort hoti hai jis se hum kamyab ho skty hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

        Dear friend ap ki bt drust hy hamy forex trading main apny emotions ko control main rakh kr trading karni ho gi tbi ham achi or kamyab trading kar sakty han q k forex trading main emotional trader's ki koi b jga ni na hi emotions sy wo faida utha sakty han hamy apny emotions ko control karny k leay proper money management k sath sath achy targets b bnany hon gy hamy emotions sy bachna k leay daily ka aik target set karna krna ho ga jis k mutabiq ham apni trade sy daily target ka profit hasil kar k usy close kar dan ta k emotions sy bach saken or lalich na karen isi tahra hamy proper money management k sath trading karni ho gi jis m hamy lot size ka khyal rakhna ho ga agr ham big lot size ka istamal karty han to humy loss hi hoty han ham emotional ho kr zyada trades open karty han or ziada kmana chahty han jis chakr m apna nuqsan kr lyty han
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: trading kay doran apny emotions per control ke liye money management zaroo

          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
          Maire khayal say traders ko chaiye ke woh trading kay doran ager apny emotions per control behtaqr karna chatay hon tu phir iss ke liye sab say best technique yah ho sakti hai ke who apni trading mai proper money zaroor Karin.

          Ager trading mai achi money management ke jiye tu traders ke iss kay aur b bohot sy advantages hasil ho satky hain lakin yeh b aik bohot bara advantage hai ke money management ke waja say traders bary aur risky lot size mai trading nai kar sakty hain jis ke waja say in ka apny emotions per kafi acha control b rehta hai . iss liye traders ko chaiye ke woh apni trading mai money management ko aik lazmi hisab bana kar he trading kiya Karin tu trading mai emotions ke involvement kam say kam ho jiye ge.
          Apne emotions ko control karne ke liye mere pyar mein sabse Jyada important aapki thinking Hai Jab aap professional hokar sochte ho to aap Achcha kam kar sakte ho traders ko chahie Ke Jab Bhi kam karen to professional mind ke sath trading Karen traders ko yah Baat Apne mind Mein rakhni chahie ke emotional hokar kam karne se profit Kabhi Nahin Hota lekin loss Jarur Ho Sakta Hai agar traders Ne losses Se Bachana Hai To unko emotions ko apni trade Mein Nahin Aane Dena Hoga Jab emotional hokar kam Kiya Jaega To trading ka koi fayda nahin sirf aur sirf loss hi hoga isliye Apne emotions per Kabu Rakhna sikhen
          FRD 07 TRADING JOURNAL

          اب آن لائن

          Working...
          X