EA k zareye say trading karna?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai kisi bhi zariye se trading karo lakin lalach se bach kar raho or achi tarah right way se kam karo agar ap wrong way se kam karo ge yani lalach karo ge or zayada se zayada profit hasil karne ki koshish karo ge to ap ko bohat bara loss ho sakta he jis ka ap idea bhi nai laga sakte ho agar ap chahte ho k ap achi earning karo or achi profit hasil karo to ap lalach se bach kar raho thanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bohat say log trading main robot ko use kar rahy hay humay ye baat mind main rakhni chahiye keh robot kay chakr main agar hum pary gay to es trha hum market main kamany ki bijaye ulta nuqsan kar sakty hay aur robot say behtar hum khud trading achi aur behtreen kar sakty hay humay robot kay chakar main nahi ana chahiye
      • #18 Collapse

        G bhai suna to huwa hy ea k bary ma lekn as say trading nai ki hy aur ea say suna hy k export trading karty hain jab un ko market ki kisi move ka pata chlta hy to wo apna pair ea par adjust kar dety hain. Aur wasy ma rebort trading ko Acha na samja as ma risk b kafi hy q k agr Ap ea laga k kam ma lag gay aur market sudden move kar gai to rebort us ko samj nai saky ga aur Ap ko loss ho Jay ga.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          g haan bhai jaan as ka mujhe pata nahi hai q k as main mene kabhi bhi trade nahi kya hai as liy mujhe as ka pata nahi hai agar ham ne jo kam kya hi nahi ham tu ham ko au ka pata kese lage ga as liy mujhe as ka pata nahi hai

          اب آن لائن

          Working...
          X