Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha
    Duniya me shok to bohat sary hen. Par jo maza Allah ki yad me ha wo kisi shok me nhi. Allah se aik bar dill lga k to dekho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikum dost apny tick ✅ bola hai Allah ki yaad mai zayida sakoon hai. Bulkul sweet friend apka bat kafi acha hai. Tasali dil ko Allah ka yaad say hoti. Sub kuch Allah k taraf say hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

      Yes dil ka sakoon ALLAH ki had main hi hy hamen har waqt zikar karty rehna chahy ALLAH ki neemton ka shukar ada karna chahy. Aur apny kamon main behtri k leay dua bhi karni chahy.ALLAH shukr ada karny walon ko aur zead atta farmaty hen.
      • #4 Collapse

        Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

        Zahir hai . ALLAH k zikar mai or us ko yad karny mai jo sakon hai ap ko kahi nahi milay ga. Dunia Fani hai yaha sub kuch Fani hai . bus woh ALLAH he hai jis ki raza k leye humain woh kam be karny cheye jis ka hukam us ne diya hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

          MASHALLAH g kia bt share ki hai ap n hum se wse to beshak ix mein koi shak nahi k ALLAH k zikar mein bohat sakon hai lekn ye sirf unk lye sakon hai jo ix duniya k fazol kamo ko chor kr ALLAH ki muhabat mein lgy hwe hain aj kal bohat c technologies nay insan ko ALLAH se door kr dia hai jix mein m bhi shamil hn lekn sach mein jb kabi bhi mein dil se apny ALLAH k pass jata hn ya us PAK ZAAT ka zikar karta hn bohat sakoon milta hai or her tension khtm ho jti h lekn duniya ki ye rangeeniyan bht insan ko apni tarf bula leti hain k insan aj kal apny ALLAH se bohat door chla gya hai MASHALLAH g bohat acha shook hai g apka
          • #6 Collapse

            Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

            Yar is dunya ma bohat zayada shook pay jata lakin Jo maza Allah ka ziyar ma at a ha vo kise or chez ma kaha ata ha. Allah na hi him sab ki pada kiya ha vohi vo hasti Jo hama satar Mao sa zayada oayar karta ha
            • #7 Collapse

              Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

              Yes i do...
              • #8 Collapse

                Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                Masha Allah bahut achy bhai as m koi shak nai ya bahut bara shok ha k jb Allah pak ki yad m Allah pak k kam m ak insan k dil lag jata ha tu usy jo sakoon milta wo kisi or kam m nai milta...
                Jo. Log koi or kam kerty waqt Allah ko yad rakhty hain un ka kam acha bhi ho jtat ha or wo kamyab bhi ho jaty hain hamsha Allah pak. Ko. Yad rakha kero.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                  Masha Allah bahut achy bhai as m koi shak nai ya bahut bara shok ha k jb Allah pak ki yad m Allah pak k kam m ak insan k dil lag jata ha tu usy jo sakoon milta wo kisi or kam m nai milta...
                  Jo. Log koi or kam kerty waqt Allah ko yad rakhty hain un ka kam acha bhi ho jtat ha or wo kamyab bhi ho jaty hain hamsha Allah pak. Ko. Yad rakha kero.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                    G ha muja Allah ka zikar ma bohat maza ata ha Jo maza Allah ka zikar ma ha vo dunya ki kise cheez ma. Nahi ha Allah ka zikar ma dil ko bohat sakun milta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                      my dears friends
                      umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat tjk ha or ma bot hi app par proud feel kar rha ho kay app nay asa question kia ha kyu kkay ham apny allah par yaqeen zroor karty ha kyu kay jo bi insan ha jo muslim ha or sath hi apny allah par belive karty ha who sab apny rab ki ibadat karty ha or har waqat apny allah ko hi yad karty ha or ham ko din ma apna rab 5 bar apny pass bolata ha or ham bot hi kush naseeb ha kyu kay ham din ma 5 bar apny allah say klam karty ha or apny allah kar zikar karty ha or ham apny kaam ko starts karnay kay lyia allah par chord daty ha or is kay name say hi starts karty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                        g bhai jan ya bohat acha swal kiya ka allha ka zikar karna har kisi ko pasand huta ha agr ham asi markit ma kam karta han jis ma hamra pas time nai huta es ka zikar karna ka liya to ham es ma aik achi kamyabi ko kasy hasl kar sakta han aik achi kamyabi ka liya hamy apna khuda ko yad karta rahna chahiya taky aik achi kamyabi ki umeed lgai ja saky forex ma kam karna ka liya hamy me ki panandi nai huti jab namaz ka wakt huta ha ham es ma pna time ko baasni nikal sakta han or apna khuda ko yad kar sakta han es m hamra pass bohat time huta ha or allha ka zikar karna wala bohta jald kamyab huta ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya ap logo Allah ka zikr krna pasand ha

                          Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay zikar karnay say hamary dil ko bhi sakoon milta ha dear ham is ko jitna serious lety han is ko ham utna he achy say enjoy kar sakeey gay Allah kay zikar say mominoo kay dil dar jaty han dear Allah apny zikar ki jis ko tofeeq deta ha wohi Allah ka zikar kar saktas ha dear hammy is ko dil say karna chaeyee jis say hamari rooh ko sakoon hota ha
                          Allah ka zikar hammy dil laga kay karna chaeyee
                          Allah kay zikar say momin par khoof tari ho jata ha
                          Allah ka zikar karny say hamary dil saaf ho jaty han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X