-
01-13-2019, 07:35 PM
#11
-
Double Grid strategy Forex men kia hy
Asalam.o.alikum aaj hm phren ga
Double Grid stratgey double ya dhoree hikmat amlee hy jhaan aik trader aik waqt men 2 mukhtlif qism k grid idtamal krta hy. Aam tor pr yh Directional grid hy jis men aik simt k sath milta hy
Doble grid is astrategy for choppy . volatile markets jhaan koi clear simt neh hote
a. Double grid configration
b. The grid in action
c.How to control risk
d.Testing the Double grid
e.Demo spread sheat
Aesee cheezoon me se jo traders ko is hikmat amlee ki trah hy . wo yh kh yh market gher janibdar hy . is ka mtlb yh hy kh is trah ke pesh hoi ke koi zaroort neh hy jis men market muntqil ho jaye ge yh id grid k ahm benifits hain is aor Hedged grid k drmiyan aik ahm farq hy . neach 2 ya nechy k ooper aik mazboot reale ki soott men double grid k nizam ko nuqsan pounchy ga
اگرچہ مالی مارکیٹس میں ٹریڈنگ میں بہت زیادہ خطرہ ہوتا ہے، پھر بھی یہ اس شرط پر اضافی کمائی بناتی ہے اگر آپ صحیح حکمتِ عملی اختیار کریں۔ ایک قابلِ اعتماد بروکر جیسا کہ انسٹا فاریکس، کا انتخاب کر کے آپ بین الاقوامی مالی مارکیٹس تک رسائی حاصل کر سکتے ہیں اور مالی آزادی کی طرف اپنے راستے ہموار کریں۔ آپ یہاں سائن اپ کر سکتے ہیں۔
Pehli Post kay neechy thanks ko inamat ki takseem karnay kay maqsad kay leye nazar andaz kar diya jaye ga.
- Forex Spain
-
05-30-2020, 12:34 PM
#12
-
Re: Double Grid strategy Forex men kia hy
Forex trading mai double grid trading strategy ka Matlab yeh hota hai kay traders aik he waqt mai long aur short dono he trading strategies ko apply ker rahey hotay hain iss strategy ko double grid ya dual grid strategy bhi kaha Jata hai jiss mai trader directional up grid ya directional down grid ko long aur short term mai use ya apply kerta hai. Ab mai aap ko isay simple ker kay samjhata hu. Pehli baat tou yeh kay him sub normal traders hain aur hum sub he bohat si aisi techniques ko pehlay say apply bhi ker rahey hotay hain laikin unn kay technical naamoo ya terms say waaqif nahi hotay hain iss liye naam he sun kay pareshan ho jatey hain. Double grid ka asaan alfaaz mai Matlab yeh hota hai kay aik trade lagai gai ho aur woh sell ki trade ho. Uss mai trade profit mai bhi jaa rahi ho aik jagah pay profit kay anay kay baad hamain mazeed profit bhi uss mai nazar araha ho laikin market reverse ker jaey tou hum pehlay waali trade ko close nahi kertay bulkay waha pay him aik buy ki trade bhi laga laitay hain aur uss say hi market kay dobara apnay actual trend ya movement pay reversal say pehlay he kuch profit uss mai bhi lay laitay hain aur apni pehlay sell waali trade mai mazeed profits gai ker kay usay bhi close ker laitay hain. Hum yeh her roz he kertay hain aur isay he double grid ya dual grid strategy kaha Jata hai
اگرچہ مالی مارکیٹس میں ٹریڈنگ میں بہت زیادہ خطرہ ہوتا ہے، پھر بھی یہ اس شرط پر اضافی کمائی بناتی ہے اگر آپ صحیح حکمتِ عملی اختیار کریں۔ ایک قابلِ اعتماد بروکر جیسا کہ انسٹا فاریکس، کا انتخاب کر کے آپ بین الاقوامی مالی مارکیٹس تک رسائی حاصل کر سکتے ہیں اور مالی آزادی کی طرف اپنے راستے ہموار کریں۔ آپ یہاں سائن اپ کر سکتے ہیں۔
-
The Following 0 Users Say Thank You to anwaarz For This Useful Post:
-
11-28-2020, 04:49 PM
#13
-
Re: Double Grid strategy Forex men kia hy
Mere Pyare bhaijaan dubli 3K kar aur plan aapke pass Jaruri hone chahie aapko market Mein Jab confusion ho to aap apni trade open to kar de lekin Jab aapko Lage ke market Mein Kuchh Gadbad Hai vah ja rahi hai to ja sake pound banae nahin kar rahe hain to aapko Aisi Surat mein time Police SI use Karni chahie to auto close ko dikhaya kar use kar lo ISI Tarah bhitar aapke isko option Nahin Hota main bhi aapko Yahi kahunga ke Forex trading main aapko multiply aur approach honi chahie kam se kam aap ko share karna hota hai technical support aur technical resistance hone chahie Taake aapka knowledge or experience Achcha ho aur aap Jyada Se Jyada Kamyab Ho Sabko isliye Mere Bhai aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada mehnat Karen acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake