Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

    Forex Robot :

    Forex robot aik software ya coding ki aik ais file hoti hay jis main robot ka bananay wala code kay zarye us ko us ki trading limit aur asool bata deta hay. aur phir on honay kay bad robot un limit aur asoolon kay motabiq kam kerta rehta hay jab tak usay off na kia jaye.

    Forex Robot kaisy kam kerta hay :

    Forex robot ko banay kay liye kuch indicators uar trading tools ko istamaal kia jata hay. is main SMA, RSI, Support aur resistance kay level, Febonacci aur is trah kay indicators ko istamaal kia jata hay. aur us kay bad us main kuch coding set ki jati hay jesay kay ager SMA cross ker rahi hain aur RSI above 80 hay aur resistance level hay to entry leni hay.
    Isi trah forex robot ko coding kay zariye aik khas lot size per set kia jata hay. Take profit aur stop loss kay pip ki limit bhi enter ki jati hay. aur risk ko bhi manage kia jata hay jis ki waja say robot sirf wohi lot say trade kerta hy jo account size kay mutabiq ho gi. isi trah robot main maximum draw down aur limit of total trades har day kay mutabiq set kia jata hay.

    Forex Robot Chalana :

    Forex robot ko chalanay kay liye computer ka on hona boht zarori hay. aur Meta trader 4 ya 5 ka bhi chalna boht zarori hay. ager kisi wajay say koe bhi cheez nahi chalti chahye pc ay trading software to robot kam nahi kerta. aur jo trade lagi hoti hain wo khud bakhud apnay tp aur sl kay mutabiq close ho jati hain lakin aur trade nahi lag sakti.

    Virtual Server :

    Ajkal computer aur meta trader 4 ya 5 ko 24 ghantay chalanay kay liye boht c companies aik vertual server kay nam say internet kay zarye kuch har maha fees kay badlay main sarif ko online computer day rahi hian jo kay sarif anpay kisi bhi computer kay zarye website say apnay us computer (virtual server) ka address likh kay enter karay ga to wo apnay computer (virtual server) main chala jaye ga. is main ap jo bhi cheez isntall karu gay wo aisay hi safe ho gi jesay ap kay computer per lakin us ka back up us company ka server ho ga. is say data loss nahi hota. aur ager lite chali bhi jati hay to ap ka robot ap kay meta trader kay software per kam kerta rehta hay chahye ap apnay computer jisay ap nay apnay computer (virtual server) main access li ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
      dear robots k use ka jab naam leaya jta hai to aik question ye zahin main ata hai k jab hum robot use kerty hain to wo khud kaam default setting pay kerta hai ya us ki kerni parti hain dosto app ko btata chaloun k us main humean khud apni marze k mutabik setting kerna hoti hai jes main lot size take profit our stop loss ki setting kitnay pips pay hona chahy ye sab hum kerty hain our dosara dosto us main humean aik VPN purchase kerna parta hai mean aik server hum lety hian jes say humera account log in na bhe mean system humera computer off bhe ho to us leay robot trades open our close us server ki wja say kerta rheta hai to robot k use ka ye faida bhe hai k app ko full time system k oper beithna nahe parta hai
      Dear mujhe nahi pata ke robots khizer working karte hain Kyunki Main trading karte huye kabhi bhi robots used nahi kiya jaye robots ko use Karke aapko Koi Khaas fayda bhi nahi hota Kyunki robots ko use Karke bhi traders core loss Ho Sakta Hai Is liye Khud trading karna sikhe hai wo sabse Jyada best Hai is se aap permanent acche traders Ban sakte hain robots aapko Jyada time profit nahi Dalwa Sakte Unse bhi loss ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

        jb hum robot trading krty hain tw Robot unhi asoolo p kam krta ha jo usky software mn likhi hti hain aurr unhi p amal krta rhta ha jo usmy likha hta ha k asi condition mn trade ko asy manage krna ha wo asy e krta ha isklie pc ka on hona zruri ha q k yh pc k through qork krta ha tw agr pc on nhi hoga tw yh trade manage b nahi kr payga siklie jb trade lgi ho tw pc ka aujr net ka hona bhot zruri ha isky bgaer robot trade manage ni krskta islie yh bht dangerous kam ha.Robot k through trading krny mn bht risk ha q k hmy ota nahi hta k light ka kb msla bn jaye pc khrb hjaye ya internet naa ho tw asi conditions mn robots sy trade krna khatry ka kam ha bhtr yehi ha k itny mehngy robots khreed kr b loss mn rhny sy bhtr ha bnda khud apni skills paki kry aur trading mn munafa kamyae q k robots sirf aik limit tak profit dyty hain aur asy b hskata h k robot jo trade loss mn closekry wo kch dair mn profit mn chli jayeaur agr hum hty tw wait krty aur close na krty aur hmy profit hjata aur robot ki wjha sy loss hua islie yh zruri ha k hum khud apni skills paki krien aur robots use na krien.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum robot trading be kar sakty hain lakin is ky liye hamara expert hona zarore hain hamy amount be zada deposit karne hote hain pher he forex hamy ache earning deta hain forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain or hum isy apna life time career be bana sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

            forex aik world wide business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai hum robot trading be kar sakty hain lakin is ky liye hamara expert trader hona zarore hain forex mai robot trading hum apne file py set karty hain is mai atumacally trading hote hain forex aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakisan mai be legal ban cuka hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

              jesa k hum sub rebbort trading k name se he andaza lga skty hain k es ko kesy use kiya ja skta hai rebbort trading main hum apni trading ko aik andazy k mutaok set kar dety hain jis se hota yah hai k jo hum ny apna order set kiya hota hai tu jub market apk lagy order tak ati hai tu apka order khud he lag jta hai jis se apki trading open rahti hai laken yah trading ka method otan popular nahi hai jitna hum manual trading se hasil kar skty hain rebort main trading karny k nuksanat bhi hain q k ap jub trading kar rahy hoty hain tu market main jub koi change ata hai tu ap apni trading ko modify nahi kar skty hain jesy hum real trading main karty hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                rebbort trading k liye pc ka on hona zarori hai or yah actual main hota bhi esi liye hai k hum jub market main enter hona hota hai hum tab mojood nahi hoty hain tu hmain rebbort trading se market main enter ho skty hain rebbort main hmain aik andazy k sath market ko anlaysis karna hota hai or dekhhna hota hai k market ab kitna move kary gi or os time main kahan tak jay gi es se hum apna order lga dety hain or jub market os point par jati hai tu humara order lag jta hai jub k aysa bhi hota hai k aghr market os point par nahi jati hai tu hmra order palce nahi hota hai rebbort trading main ap apni trading ko set nahi kar skty hain q k ap es main main apni trading ko modify nahi kar skty hain apko aik he bar order set krna hota hai os k bad ap kuj nahi kar skty
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                  g han bhai ap ny boht achi information hmary sath shre ki hai jis main ap ny rebbort kesy work krta hai os k bary main hmain batya hai jub k rebbort trading ka aik faida yah hota hai k hum computer par majood na bhi ho tu bhi hmara order lga skty hain forex trading main wo mambers rebbort trading karty hain jo k apni other job k sath busy hoty hain or market k trend k accordin g wo tab mojjod nahi hoty hain jub trading karni hoti hai es liye hmary apss trading main rebbort trading ak bhi option hai jis main hum apni trading kar skty hain or earning kar skty hain yah aik boht he zaberdast trading business hai jis main hum apni trading ko boht proffitable bna skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                    dear robots k use ka jab naam leaya jta hai to aik question ye zahin main ata hai k jab hum robot use kerty hain to wo khud kaam default setting pay kerta hai ya us ki kerni parti hain dosto app ko btata chaloun k us main humean khud apni marze k mutabik setting kerna hoti hai jes main lot size take profit our stop loss ki setting kitnay pips pay hona chahy ye sab hum kerty hain our dosara dosto us main humean aik VPN purchase kerna parta hai mean aik server hum lety hian jes say humera account log in na bhe mean system humera computer off bhe ho to us leay robot trades open our close us server ki wja say kerta rheta hai to robot k use ka ye faida bhe hai k app ko full time system k oper beithna nahe parta hai
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main rebot use karny k ley humy kuch seeting karni hoti han kuch zarori chezen dani parti han jin k mutabiq rebot trading karta ha means trade open karta ha or phr trade ko close bi karta ha is main loss ya profit ap ki sat ki ge value pe hota ha jase ap rebot main value setting karny gy to wasy rebot kam karta ha q rebot aik software ha Jo AP ki di ge value pe insar karra ha Jo AP value Dan gy wasy he reboot Kam Kary ga or wasy he reboot trade open ya close kary ga reboot sy ap ko profit bi ho sakta ha or loss bi ho sakta ye sara ap ki reboot ko di ge value pe hota ha rebot kase Kam karta ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X