Forex ko aap halal business kehtay hein islamic point of view sa ya haram?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    muje lagta hai k forex ko halal he khna chye bcz yai aik asa online business hai jis main bohat se log kamyab ho rahy hain is business main earn kar k apni family ko sport karty hain is lehaz se yai haram business nai hai
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      hi there forex main hum bohat khuch sekhty b hain or karty b hain is kam se humain bohat faida hota hai or hum yai kam apni pori mehant se karty hain is lie yai business haram nai hai halal business hai yai
         
      • #33 Collapse

        hi there forex mery khayal se aik halal business hai jis main hum mehnt kartry hain or earn kartry hain is lie yai aik halal business hai
         
        • #34 Collapse

          trading is a very good job for evry one jnab...or is main halal hi smajhty hain kai log jnab/....lekin is main kai nahi bhi samjhty hain jnab....ok jnab
          • #35 Collapse

            Islamik point of say Forex trading ko Halal karrar dea gia hay kun keh iss main bhe profit aur loss hoata hay dossra yeh bhe aik trading hay ko kis karobar main invest karta hay aur koe kissi mai
            • #36 Collapse

              Mery khyal sy WO kam his my mehnt ki jay WO halal hota hy or hum is my mehnt krty hy posting krty hy is my faida ya nuqsan hota hy
              • #37 Collapse

                G bilkul ismain aik mehnat hai proper ios amin hamin kamyab hoany kay liay kam karna hota hai is amin hum bohat jald kamyabho sakty hain
                • #38 Collapse

                  dost jis karobar mein nafa aur naksaan doun hoon wo halal karobar hay bhar hall buhat say log forex ko halal khatay hain aur buhat say haram karobar kahatay hain .main khud bhi confuse hoon.
                  • #39 Collapse

                    lakin forex trading ko aager koi haram kehta hai to uss kai pass koi reason hai ok
                     
                    • #40 Collapse

                      Salaam friends
                      AGR ap ko maloom ho tuo mujai is ka bta do. Ta k mai b is faida ota luo. Thanks
                         
                      • #41 Collapse

                        buhat say haram karobar kahatay hain .main khud bhi confuse hoon. Salaam friends
                         
                        • #42 Collapse

                          ye halal hai aap isko haram nai keh sakte keu ke ismei intrst toh nai le rhay na invest krte hain loss be hota hai aur profit be hota hai toh phir ye haram kis tarha hai let us know plz
                          • #43 Collapse

                            first of all assalam o alikum my dear ap ny yaha ak achi baat ki hai k Forex ko aap halal business kehtay hein islamic point of view sa ya haram? main to is k bary main is tarhaa kahoo ga k is mai koi haram wali to baat hi nahi hai hum is pr mehnat karty hain or humin os kaam k pese milty hain so that is way ye halal hai
                            • #44 Collapse

                              hum is kam me apna pesa bhi lagate hain or mehnat bhi karty hain or phir is trading me sirf faida nahi hota kabhi nuqsan bhi to hota hy is liye mera khayal hy k ye kam jaiz hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bhai g mn apk is swal sy bht khush hon ap ny kafi acha sawal kiya hy :) or ye bht e achi bt hy k ap ek naya business hsuru krne ja rahe hn or ap us k baer mn ap phle confirm krne k wo islamic point sy halal hy ya nahe hy. tu bhai g mn tu yahi samjhta hon k ye halal hy mn ek aalim sy is busines ka pocha bhi tha pr unko is business ki samjh nahe ai thi thk sy k kese hm software k thor sel buy krte curency ki
                                Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                                :) MR. TRADER :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X