Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

    Ham Logon Ko market Mein laalach Nahin Karni chahie lalach karne se Ham Logon Ko nuksan hota hai isliye Ham Logon Ko lalach Nahin Karni chahie lalach Buri Bala Hai isase Bachke hi Rahana chahie Itni Jyada ham log lalach kar Rakh Karenge itna hi jyada Ham Logon Ko nuksan Hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
      Dear members forex trading main kafe traders fail hoty haen our us maen failure ki ratio 90% hy our jo successful traders haen un ki ratio 10% hy our us k pechy kafi factors haen liken maen jo maen reason app k sath discuss kerny ja raha hoon wo sb khuch forex say app ka khatm ker dete hy
      Greed : dosto meri nazar maen forex maen fail hony ki reason maen aik trader ka greed main reason hy koin k jb app lalauch maen aa k trade kerty haen to app kin kin rules ko break ker rahy hoty haen
      Money management break hota hy
      Strategy destroy hoti hai
      Capital ka loss hota hy
      App ka confidence khatm ho jata hy

      Ager deikha jaey to market itni against humery itna nahe jate hy lekin hum jaldi loss k dar say trade close ker detay haen to humean dosto us maen sirf greed ko khatm ker dain to humean us maen easily success mil sagte hy our hum 10% traders ki door maen shamil ho jaen gy
      App log apna experience share karean main ny theek tajzeaya kia hy ya wrong.....
      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jab bi ap lalich karty han to us sy ap ko loss hota ha jis ki waja sy ap ka account balance khatam hota jata ha or ap ka apna loss hota jata ha jis ki waja sy ap ka confidence khatam hota jata ha or ap ko dar lagata ha or mazeed trading karny sy is ley humy proper money management sy trading karni chae ha or bilkal bi lalich ni karni chae ha ta k humy ziada sy ziada profit ho or loss k chance kam sy kam hon gy jtni ache management karny gy to humy utna he ziada profit hota ha is ley humy apny account k mutabiq trading karni chae ha or proper money management sy ache trading karni chae ha har trade k sath stop loss or take profit istamal kar k apny account ko safe rakh sakty han
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

        ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha agar hamen forex mein kam karna hai to hamen ismein Lal ke sath Kam nahin kar sakte aur na hi motion ke sath kam kar sakte hain hamen ismein lalach ko control karna chahie kyunki jitna Dada Ham breed karenge utna hi hamen nuksan hone ke chances jyada hai isliye hamen chahie ki Ham greeed ke bagair kam Karen aur is mein jyada se jyada time spend Karen kyunki jitna jyada Ham time spent karenge itna jyada hamare pass knowledge hoga utna hi yahan iske bare mein Jane gair market panelized karte hue chalenge aur ham lalach ke fair trade karengeagar hamen 48 mein kamyab hona hai to Indore baton ko dhyan mein rakhna hoga ki Ham Bismillah Lage Na Karen na hi motion ke sath trade Karen agar hamen ismein kam karna hai to hamen daily basis per market ko analyse karna hoga jitna jyada Ham daily basis per market to analyse karenge utna hi behtar tarike se kam 20 ko control kaise karenge aur achcha profit se karenge isiliye hamen ismein kam karne ke liye lalach nahin karni agar Ham lalit karenge to hamara account bhi ho sakta hai
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

          greed say bachne kay liye humain khud lo learning ki tarf ziyda focus karne may interest lagna chahye ke bagair learning Ke Hum Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen chahie ki Ham lalach se bachte Hue koshish karen ki Forex trading business ko Samjha Jaaye aur samajhte hue trade order Laga Ke profit ka vate kiya jaaye greed Hamari investment ko Saya karta hai aur Hamari strategies ko destroy karta hai Hamen apni greed ko control karte hue koshish Karni chahie strategies aur money management ko Dekhte Hue Ek Waqt Mein Ek trade order laga kay profit ka wait karna chahye greed se Ham Hamesha loss hote hain aur Aisa lost isko recover karna bahut Mushkil hota hai sometimes Ham apni Bar Bar loss ki vajah se for Chhod Dete Hain Forex trading business Mein earning ki Kamyab hone ke liye Hamen apni greed ko control karte hue kam profit mein khush Rahana chahie aur koshish Karni chahie ki Ham Apna Jyada Se Jyada focus learning pe Rakhenge Itna Jyada Ham learning Karenge utna Jyada Ham apni greed Se Bachkar profitable trade Laga sakte hain Shukriya
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

            Forex trading me profit aur loss hony ki limit bahot zeyada aur es condition me agar greed kia jaye to es ka effect be hamari overall trading par hota hay aur greed ki waja se hamara capital be negative me ja sakta hay, profit aur loss ratio bahot zeyada hony ki waja se reasonable risk lena behtar hay aur agar greed na hi kia jaye to es ka result be trading me bahot acha mil sakta hay, Forex market me jab loss hony lagta hay to apny account ko manage karna aur es ko handle karna bahot hi mushkil ho jata hay, greed na kia jaye aur planing key sath trading ki koshish ki jaye to har trade ko mange kia ja sakta hay aur profit target achieve hony me asani be ho saky gi.
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

              Forex trading mai greed ko control kernay kay liye Tarders ko apni over trading pay control kerna chaiye. Jo traders apnay profit ka target set kertay hain unhain chaiye kay jab target poora ho Jaye tou mazeed trading nahi karain aur mazeed profit kay laalach mai Matt parain kiyu kay iss say loss ho sakta hai. Greed kisi bhi business mai bohat nuqsaan daita hai. Greed ko control kernay kay liye apnay emotions pay bhi contr kerna chaiye kiyu kay market ki tez movement mai bhi Tarders ziada profit kay chakkar mai Parr kay laalach mai ajata hain.

              Greed ki wajah say traders kay accounts ko bohat loss hota hai aur traders kay account sub say ziada greed ki wajah say he wash hotay hain. Traders ziada profits kay liye big lot size rakh laitay hain aur trade open kernay mai jald baazi ker kay nuqsaan utha laitay hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                Assalamu alaikum dear friend ji aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai greed ko control karna bahut jaruri hai agar Ham greed mein pad jaenge to fir Ham successful nahin ho sakte kuchh log sochte Hain ki jaise ki unki trade profit mein ja rahi hoti hai lekin vah use close nahin karte ho chahte Hain ki thoda sa aur profit Ho jaaye aur profit ke chakkar mein unka aur loss Ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie hamen chahie jab trade hamari ek acche profit mein ja Rahi Ho to hamen use vahan per close kar dena chahie aur profit ko gain krna chahie kuchh log is tarah likh karte hain k vah badi amount ki loot laga dete Hain jabki unko fully confidence nahin hota ke market ki maut kis tarikh ko jaane wali hai aur vah sirf ek hi train dete Hain aur iski vajah se unko bad mein ek bhari nuksan uthana padta hai aur Kai bar aisa hota hai ki unka account bhi baat ho jata hai to hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie hamen ek aisi karni chahie iske bare mein Ham fully sured ho aur na hi jyada badi amount ki loot lagani chahie jyada risk nahin hona chahie hamen kam se kam risk wali train lagani chahie Taki hamen loss Na Ho iske alava Ham take profit aur stop loss ka use karte safal ho sakte hain ek profit se hamen ek achcha profit earn ho jata hai iske alava stop loss ek bahut hi Kamal ki chij hai jisse hamara lock hone se badhta hai Kai bar hamara account was Ho jata hai to Ham stop loss use karenge to hamara kabhi bhi account was nahin ho sakta kyunki jab bhi hamari trade laws main jaan sakti hai to stop loss usko vahan per close kar deta hai aur ham logon se bachate hain aur yah hamare account ko saaf hota hai to yah ek bahut hi kam ki chij hai hamen ek profit or stop loss donon ko use karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X