Tradding kab karni chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tradding kab karni chaheye?
    Dear friends main tradding main new aya hoon and mujhy theek conferm nahee hy k tradding ham kab Karain. Matllab k hafty ko and itwaar matllab saturfay and sunday ko to nahee kar skty so, aor konsa day hamary liye best hota hy for tradding. Wesy main kuch members sa suna hy k tradding k week end mattlab k friday and week k start matllab k monday ko bhi tradding nahee karni chaheye. So, main thora confious hoon and please senior members mujhy btain k main kab start karoon taa k mujhy faida ho jaisa k har tradders chajta hy k us ko tradding main sa faida ho. Plz help me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tradding kab karni chaheye?

    G bhai jan asslam o alaikum. I hope you will be really good. And dear main apki baton sa agree karta hoon and apko btata chalta hoon k forex aik bahot hi zyada acha online buisness hy. Jiss k through ham currency ko buy and sale kar k un sa earning matllab k proffit hasil karty hain. Main apko aik choti c example dyta hoon jaisy k ham koi cheez 10$ ki buy karty hain and us ko kuch days ya kuch time apny pass rakhty hain and phir ham us cheez ko 15$ or 12$ main sale kar dyty hain to hamain faida hi to hota hy. And ya bhi ho skta hy k ham wo cheez 8$ ya phir 9$ main sale kar dain. Jis sa hamain loss hota hy so isi trha ya forex bhi hy. And ap k sawaal k mutaabik jahan tak.mera khiyal hy to main apko btata hoon k hamain tuesday ko tradding karni chaheye. Wesy jaisa k ap na kaha hy m friday and monday ko tradding mushkil hoti hy to mera khiyal ya hy k ager koi best tradder and expert tradder friday ko ya phir monday ko tradde open kry to wo success ho skta hy. Q k us k pass is k baary main knowledge and experions etc hy. So ya sab batain ap k oopar hi depend karti hain.
    • #3 Collapse

      Re: Tradding kab karni chaheye?

      Ap trading tab kary jab ap k pas time ho trading 24 hours open hoti hai lekin trading har waqt open hai to is ka matlab ye nahi k ap ko har waqt profit hoga agar ap profit lena chahty hai to apko market k analysis karny pary gy us k liye apko dekhna hoga k market ki movement kis tarf hai pehly kis tarf thi or next kis tarf ho sakti hai or ap ko dekhna hoga kis time market ki movement slow hogi or kis time fast ye sab dekh kar hi apko pata lagy ga k kis time trading karni hai or kis time apko ap ki trade mily gi or jab ap trading kary to take profit or stop loss zaroor use kary is sy ap ki trade or account safe rahy gy or time to apko tab hi pata chaly ga jab ap analysis kary gy bgair analysis k apko andaza nahi hoga k kab ap ny trading karni hai or kab nahi is liye analysis zroori hai trading shuru karny sy pehly.
      • #4 Collapse

        Re: Tradding kab karni chaheye?

        yes dear forex members ap ka sawal bilkul thek hy ap nay sahi farmaya k hamen kis waqat karni chahiay trading to main ap ko bata don kay ap wesy to har waqat trading kar sakty hain laikin kuch khayal karna chahiay special us waqat jab market kisi aik point pa na stay karen ya phir jab currency ki qeemat iup aur down ho rahi ho aur apko month kay ends pa khayal karna chahiay trading karty waqat overall movements daikhni chahiay apko wesy to 24 hours market open hi hoti hay laikin ap ko soch samajh kay karni chahiay record check karna chahiay aur daikhna chahiay kay kis waqt ya kis kis din ya days main market up down ho rahi hay aur kin dinu main stay hain ya aik sequence ma ja rahi hay is liay apko ye sab kuch note kar kay tab apko trading karni chahiay is say ap ko loss kay chances bahut kam ho jaty hain aur ap profit ki tarf jatay hain is liay overview daikh kay karni chahiay trading
        • #5 Collapse

          Re: Tradding kab karni chaheye?

          bhai apki bat sahi hai forex main aghr humain trading nahi karny ki bat karen tu hum saturdy or sundy ko trading nahi kar skty hain q k es waqt market close hoti hai jis se hum trading nahi kar skty hain or rahi bat baki days ki jin main market open hoti hai tu hmain un dinu main trading karni chahye or tab trading karni chahye jub market ap k favour main hoti hai q k baz dafa market main momments bht tariz hoti hain es liye hmain tab bhi trading nahi karni chahe q k ase market ki sort e hal main hmain loss ho skta hai tu hmain chahye k market ko jub hum achi traha se analsis karty hain tab he trading karni chahye a k hmain loss hony k chances kam se kam hun or asani se trading kar saken or acha profit bhi eran kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Tradding kab karni chaheye?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan95 پيغام ديکھيے
            Dear friends main tradding main new aya hoon and mujhy theek conferm nahee hy k tradding ham kab Karain. Matllab k hafty ko and itwaar matllab saturfay and sunday ko to nahee kar skty so, aor konsa day hamary liye best hota hy for tradding. Wesy main kuch members sa suna hy k tradding k week end mattlab k friday and week k start matllab k monday ko bhi tradding nahee karni chaheye. So, main thora confious hoon and please senior members mujhy btain k main kab start karoon taa k mujhy faida ho jaisa k har tradders chajta hy k us ko tradding main sa faida ho. Plz help me.
            Hame trading kab Karni chahiye Jab Hame hundred percent Yakeen Ho ke Hamare trading profit Mein Hai Jayegi Hame Aise time pe trading nahi karni chahiye Jab market bahut risky hoti hai qk us time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders ko trading Karke loss bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chances Hota trading kare
            • #7 Collapse

              Re: Tradding kab karni chaheye?

              Market jab close ho to trading nahi ho sakti ye to traders janty hi hon gey trading 5 days karni chaye aur market ki movement every day different ho sakti hay ham ye nahi keh sakty hey Friday ko ya Monday ko hamy zeyda profit ho sakta hay aur ye din hamari trading key ley acha hay, traders ko days ka nahi sochna chaye market ko analysis karna chaye aur kesi be working day me order place karny se profit hony key chances zeyda ho sakty hey, traders ko days par depend karna ghalti ho sakti hay apni analyzing par hi kesi be din trades ka open karna us ko faida de sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Tradding kab karni chaheye?

                dear trading ek best business ha or trading mein ap 5 din matlb monday ko start ho kar friday tak ap kisi bhe time trading kar sakty hein or is liye forex mein ap apni trading kay zariye bohat he achi earning kar sakty hein or forex ek life time business ha or ap is mein agar experience or knowledge kay sath work kareen to ap behtar or acha profit earn kar sakty hein is liye market kay sath touch rehna bohat he zarori ha or ap baqi din bhe kisi bhe din news pay agar ap behtar trading lern kar lein to ap behtar earning kar sakty hein or acha profit earn kar sakty hein or forex mein ap indicators use kareen to ap behtar trading daily kar sakty hein or short term trading or achy experience kay sath ap profit he profit earn kar sakty hein or apni life change earning hasil kar sakty hein so hard work to get success daily in forex market or apki daily achi win trad apki life change kar sakti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Tradding kab karni chaheye?

                  Bhai jan ap k sawal ka apko simple jawab don k trading ap saturday aur sunday k ilawa kisi bhi time kar sakty hain 24 hrs market open rehti ha ap kisi bhi pair p trading kar sakty hain aur saturday aur sunday ko bittcoin p bhi kar sakty hain jab market close hogi tu apki koi trade open ya close ni gi. Han market kis time fast hoti hai aur kis time slow hoti hai ye apko khayal rakhna hoga k market jab weekend k bd open hoti ha tu fast hoti ha aur jab news ati hai us time bhi market kafi fast hoti ha aur apko agar experience ni ha tu news k time trading ni karni chahye kyun k news k time market ki movement bht fast hoti ha aur account wash hony ka khatra hota ha lekin kuch trader news k time trading kar k acha profit bhi kama lety hain lekin un k pass experience zayada hota ha aur wo news any se pehly pending ordrs laga dety hain kyun k kis taraf market jaye gi ye pata ni hota tu both side p pending orders laga dety hain aur market jis side p move karti ha auto p trade open ho jati ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Tradding kab karni chaheye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan95 پيغام ديکھيے
                    Dear friends main tradding main new aya hoon and mujhy theek conferm nahee hy k tradding ham kab Karain. Matllab k hafty ko and itwaar matllab saturfay and sunday ko to nahee kar skty so, aor konsa day hamary liye best hota hy for tradding. Wesy main kuch members sa suna hy k tradding k week end mattlab k friday and week k start matllab k monday ko bhi tradding nahee karni chaheye. So, main thora confious hoon and please senior members mujhy btain k main kab start karoon taa k mujhy faida ho jaisa k har tradders chajta hy k us ko tradding main sa faida ho. Plz help me.
                    Hame trading kab Karni chahiye Jab Hame market se hundred percent profit banane ki Umeed Ho Kyunki Agar Hum Na pura mind Bana kar ke din nahi kar Sakenge to Amritsar Thakur trade nahi laga Denge aur Jab Hum hundred percent profit wali bread Karenge to Hame process Jarur hoga it's liye acche time ka wait kare aur achi trading karne ke liye good time of threading bhi bahut Zaroori Hota Hai
                     
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        Re: Tradding kab karni chaheye?

                        Trading news key bad karni chaye ya jo traders candles stick ka knowledge aur information rakty hey un ko market reversal indicate deny waly candles se market key buy ya sell hony ka andaza lagana chaye, news time ki trading ka me bilkul be mashwara nahi don ga jo traders news time me trades ki placement karty hey mery khayal me wo bahot hi zeyda risk le kar trading kar rahy hoty hey, news key bad candles ki movement ko be understand karna easy ho jata hay esi trading ko successful trading hi kaha jata hay jo key proper plan key mutabeq ki jaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Tradding kab karni chaheye?

                          Forex trading aik aisa business ha jo 24 ghantay chalt rehta h aur market open rehti ha jis ma different currency pair ki trading hoti hain, ab trading karnay ka time aur trading k usoolon ko lazmi zehn ma rakhna chahye is k baghair ham forex ma asha profit ni kama saktay hain like
                          == Jis currency pair ko ap ne trading k lye chuna ha os k trading session k baray pata hona chahye jaisay EURUSD pair ma trading EUR session aur US session ma theek tarah trading ki opportunity ho gi aur yeh pair theek move karay ga
                          == Hamesha trend ko follow kar k hi sell aur buy ki trade karain, sideway trend ma trade bilkul bhi na karain
                          == trading signal ka wait karain, trade lagany ma jaldi na karain, jab tak signal na milay chaye aik din 2 din baad signal milay to os waqt trade karain
                          == Monday aur Friday closing time pe trade se parhaiz karain
                          == News pe trading karna risk ha is risk se bachna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Tradding kab karni chaheye?

                            forex market main trading kab kerni chahye. tamam traders ka apna apna time hota hay. kuch log trading us time kertay hain jab market main sakoon hota hay jesay tokyo session kay start kay bad marke main move boht kam ho jati hay aur us time trader scalping ya koe robot istamaal ker kay apna target pora ker letay hain. aur phir jab market tez ho jati hay to wo trading nahi kertay.
                            jab kay dosri taraf kuch wo log hian jo market ki tezi main trading kerna boht pasan kertay hain. wo apnay ap ko market say door rakhtay hain jab hi market main koe trade kernay ka idea milta hay to wo usi mani enter ho kay kuch hi hours main trade ko profit main close ker kay apna profit kama letay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tradding kab karni chaheye?

                              Forex trading mai days ke itne importance nai ha . forex trading mai importance achi trading opportunity ke hoti hai jis din app ko achi opportunity mil rahi ho tu app iss din zaroor trading Karin.

                              din daikh kar trading karnay ya na karny ka faisla karna munsib nai rehta hai. Friday aur Monday ya ksi b aur din trading karna say rokna danishmandi nai hai. lakin bas kuch factors hoty hain jin ke waja say in dino mai market mai trend clear nai hota hai aur trading ziada risky ho jate hai. traders ko apni trading in dino mai stop tu nai karna chaiye lakin , sirf achi trading opportunity milny per he trade open karna behtar rehy ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X