Tradding kab karni chaheye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Tradding kab karni chaheye?

    Trading mery friend dins k oper depend nahe kerti hai hafty our itiwar ko normal market to close hoti hai us main sirf BTC open hota hia jes ka spread boht zeada hai hum choty account pay trade nahe ker sagty hain to monday ya friday ko main nay bhe suna tha k trade nahe kerni chahy but ease koi baat nahe hai app ko session wise diekhna chahy k kab trade kerni hai kb nahe kerni hai app forex main monday say lay k friday tak ksii bhe time trade ker sagty hain us main monday ko app early morning main trade na kaerin balkay app us main London session open honay ka wait karien oiur phr US session our london k oper lap ka time khatm hnay taka app trade kisi bhe set up k oper ker sagty hain technical analysis k mutabik jab bhe app ko trade mil rahi hoo to pher app trade ker k profit forex say ker sagty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Tradding kab karni chaheye?

      Asi koi bat nahin ha k trading kch khaas din e kii jaye yaa koi khaas din htaa ha jisdn profit ziada hotaa ho asi koi bt nahi ha Saturday aur Sunday ko tw trading allow nahi ha International markets bndd hoti hain par baqi 5 din jis din mrzii trading krlien ismy koi khaas din muqarar naii ha k is din achi trade jayegi yaa profit ziada hogaa International market ka koi pta nahi hta k kis din achi entry mil jaye gii ksi din b achi entry mil skti ha iska koi confirm nahi ha k monday ko achi milygii yaa friday ko agr hmy aik week mn monday ko ziada profit milta ha tw hum is bhrosy rhien k agly mondy tak trading nahi krien aur monday k wait mn bethy rhien tw hskta ha k hum is beech mn bht c achi achi entries miss kr jain jinsy hum bht profit kama skty aur monday k bhrosy bethy rhien aur aagy sy phr monday ko achi trade mily e nai yaa hum trade lgain aur wo trade loss hjaye tw hum is beech mn bhot sy profit sy hath dho bethengy aur bht pachtaengy
      • #18 Collapse

        Re: Tradding kab karni chaheye?

        Trading kernay kay logo kay mukhtalif tarikay hain. Jesa kay :-

        Scalpers :

        kuch log forex trading tab kertay hain jab market main move kam hoti hay aur wo bari c lot laga kay chand pip move kay bad close ker kay apna trading profit pora kertay hain aur jab market move kerti hay tab trading nahi kertay.

        Short Term Traders :

        Kuch trader aisay hotay hain jo short term ki trading kertay hian wo scalper ki trah 5 say 10 pip tak nahi letay un kay target thoray say baray hotay hain. short trading kernay walao kay target zayda say zayda one hundred pip tak ho saktay hain. is liye wo trading tab kertay hain jab market main kuch movement ho rahi hoti hay.

        Long Term Traders :

        Long trader forex trading main apni trading ko kai kai ghanto say lay ker dino tak bhi open rakhtay hain. in kay per trade kay pip target minimum 3 hundred say shoro hotay hain. aur ye market ko side per beth ker dekhtay rehtay hain aur jab entry ka acha time hota hay tab market main enter hotay hain. aur in ki entry kay kuch der bad hi market tez move kerti hay. usn ka entry point boht hi sahi hota hay.

        Is liye jis trader ko jo time acha lagta ha wo us main trade ker sakta hay. Pakistan kay time kay mutabiq market zayada ter 12 pm say lay ker 10 pm tak move kerti hay is main newyork aur london session over lap ho rahy hotay hain is liye market ki move achi ho rahi hotihay aur log us say fida lay rahay hotay hain.
        • #19 Collapse

          Re: Tradding kab karni chaheye?

          Dear jab ap ais market mai analysis karty hai aor ap ko pata chalta hai k ais time market mai koi trade ni hai to aus time ap market se leave kar jaye aor kuch time k baad try kary kun k ais market mai jab ap bar bar trade karo gay aor market mai ap ko achi trade ni mil rahe hoti to aus time ap ais mai apna loss karty ho agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai agar ap ne achi trades nikalni hai to aus k liay ap ko wait karna parta hai agar ais market mai ap ne acha result lena hai to ap ais mai sirf aik time table bana ley aor aus k hisab se kaam kary kun k ais market mai ap ki trading strtaegy k hisab se kaam karny par ap ko faida ho ga agar ap ais mai aisy hi kaam karo gay to ap ko ho sakta hai k ais market mai loss ho jaye kun k ais market mai jab ap kaam karty ho to ap ko ais mai kam ki samjh aaty hoye time lagta hai aor ap ais mai apna loss kar lety hai ais liay agar ap ne dekha ho to kuch log sirh thory se pairs ai kaam karty hai aor aus k sath aun ko pata hota hai k kon se session mai best result mily ga ain pairs ka ausi time trade lagaty hai.
          • #20 Collapse

            Re: Tradding kab karni chaheye?

            brother ager aap nay aik achi se trade open karni hay to sab say pehlay uss tarde kay liye aik acha sa entry point chahiye hota hay or achay entry point per aik achi entry lenay kay liye yaani correct entry lenay kay liye aap kay paas forex ka knowledge hona bohat zaroori hay iss kay liye zaroori ay kay aap nay forex ki proper learning kee ho aap kay paas forex ka knowledge mojood ho is kay liye zaroori hay kay aap kay paas porper experience ho takay aap aik acha sa analysis ker sakain or us analysis ki base per aap aik achi entry ley lain to yeh sab kuch achay entry point aik achi opportunity or aap kay trading experience kay oper dependant hay kay aap trader kis type kay hain or aap ki trading skills kesi hain.
            • #21 Collapse

              Re: Tradding kab karni chaheye?

              trading ka koi khas time nai hy kisi b time ap trading kr skty hyn us ka koi b issue nai hy market har time move kr ri hoti hy but news time thori ziada move krti hy to jb b trading kryn to apny mind ko skoon rkhyn r ap aram sy trading kryn kisi b time koi issue nai hy.
              • #22 Collapse

                Re: Tradding kab karni chaheye?

                bhai hum forex trading main sunday or saturdy ko trading nahi kar skty hain q k en dayes main market close hoti hai or possible nahi hota hai hmari trading ka es liye hmain monday till friady har din 24 gahnty milty hain trading k liye hmary apss jub time mily tab he hum trading kar skty hain or aghr hum market k vortile yah pher fast moving main trading karny ki bat karen tu yah aik online trading buniess hai jis main hmain risk ko mange karty howe tading karni hoti hai or yah hmari apni trdaing baility par depend hota hai k hum market ko kitna cha follow karty hain es liye hmain apni trading grip ko strong karty howe trading karni chahye ta k hmain loss na ho or trading hmaisha market k trend k according karni chahye jis main hmain faida mily
                • #23 Collapse

                  Re: Tradding kab karni chaheye?

                  Assalamualaikum dear Forex trading members market Mein trading start karne se pahle risk factors ko identify karna understand karna bahut zaroori hai multiple Strategies and skills use karte hue aapko Forex trading mein trading start Karni chahiye tools and indicators perfectly at the spot with quick decision power without fear of loss with confidence and maturity mind freshness and free time must be used for Forex trading knowledge and experience is very important Jab aap market ko fundamentally technically and sentimentally understand kar lo tab apko market Mein trading start Karni chahiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Tradding kab karni chaheye?

                    Mere Khayal mei to trading strategy or trading plan Mein Kuch Khaas defence nahi hota Franklin aur secretary Hui hoti hai jo tere se chatting karne ke liye Lagte Hain threading karne ke liye banaya jata Hai Kisi Se chatting karne ke liyedifferent style use karte hain Kuch Dil Tujko scalping karna pasand hai scalping trading ke Woh Ladki Hai Jise main status small profit Bana kar Apne trade co karte karte hain aur woh send address long term trading karte hain Iske Alawa kuch status short term trading kay karte huye Apne experience ke hisab se karta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Tradding kab karni chaheye?

                      Hum logo ko us Waqt trade karne chahiye Jab Hum logo ko hundred percent confirm ho jaye ke trade is Waqt Aap Hamare profit Mein Jayegi us Waqt Jab Hum trade karte hain toh phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi Kushal kar sakte hain
                      Removed by Moderator.
                      • #26 Collapse

                        Re: Tradding kab karni chaheye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan95 پيغام ديکھيے
                        Dear friends main tradding main new aya hoon and mujhy theek conferm nahee hy k tradding ham kab Karain. Matllab k hafty ko and itwaar matllab saturfay and sunday ko to nahee kar skty so, aor konsa day hamary liye best hota hy for tradding. Wesy main kuch members sa suna hy k tradding k week end mattlab k friday and week k start matllab k monday ko bhi tradding nahee karni chaheye. So, main thora confious hoon and please senior members mujhy btain k main kab start karoon taa k mujhy faida ho jaisa k har tradders chajta hy k us ko tradding main sa faida ho. Plz help me.
                        Jab Hum logo ko 100% Yakeen Hoga Ab market Ki Maut Matka Hum Logo Ko Pata Chal Gaya Hai Uss Waqt Hum logo ko trading Karni chahiye is Waqt Hum Log trading Karke kaafi accha profit Banakar nikal sakte hain uska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi kuch hassil kar sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Tradding kab karni chaheye?

                          jab hamary pass kam karny ka knowledge or experience bohat acha ho to hamy aik time table bana kar forex mai trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik world wide business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                          • #28 Collapse

                            Re: Tradding kab karni chaheye?

                            Assalam o alaikum dear members.Umeed hai aap bohat achay hongay.Dear aap nay bohat ahi baat ki hai or aap ka sawal bilkul sahi point hai dusrey new members kay liye kay kisi bhi waqt agar koi confusion hoto usay poochnay mai koi shyness nahi honi chaiye.Abb aap kay sawaal ki taraf atey hain kay forex trading kab kerni chaiye tou dear iss ka sub say short or direct jawaab yehi hai kay jabb aap ko profit milnay ki ziada umeed hoto aap ko trading ker laini chaiye.Iss mai din ki koi pabandi nahi hai or na he trading kernay ka koi makhsoos waqt hai.Aap ko simply ye chaiye kay aap kay account mai balance mojud ho or aap mt4 terminal open ker kay aik ya do pairs ki movement daikhtay rahey iss tarah aap jab daikhay kay ab aap agar trade open karey tou aap ko bhi profit ho jaey ga or ye bhi smajh agai hai kay trade sell mai open kerni hai ya buy mai tou usi waqt trade open karey.her waqt ya jaldi jaldi trading nahi karey iss tarah ziada confusion ho jati hai or loss kay he chances hotay hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Tradding kab karni chaheye?

                              Sab se pehle to trading aap tab hi karen jab aap ne proper se analysis karli ho trading ki risk management ko low risk main manage karen and lot size ko low pe rakhen us se aap ko profit hoga but loss ka chance low hoga baaki market humesha move karti hai to uska aap ko confirm maloom nahi hota hai to aap ko recent time ki update pe dekh ke kaam karna chaye ke iss waqt buy ki value kitna hai and sell ki trade tab hii lagao jab buy value low ho to buy ka order laga do and sell rate high pe ho to order selling ka lagao best profit tab hi aata hai aap logo ko so market news se touch main rehna chaye agar acha profit hasil karna hai to.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Tradding kab karni chaheye?

                                Yeh aapne Ek accha Kiya Hai Kya Main Yahan Par trading Forex trading kab Karni chahiye isliye aapko Jyada confused hone ki jarurat nahi hoti hai aap logo ko chahiye kya Jab market Mein movement jyada ho rahi hoti hai aur Yahan Par Jab investment market mein jyada jati hai to aap Log Yahan Par FIR investment Karen aur Market ka accha laga Laga technical analysis nikale aur FIR kaam Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X