Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

    Demo account par hum Jo trading kartay han wo forex ki learning knewledge aur experience hasil karne k liye hoti hy demo account par practice kartay han aur is par investment fake hoti hy is liye is mein loss aur profit ka dar nahin hota aur aur demo account ki trading mein emotions greed aur jald bazi kuch Nahin hota is liye demo account par trading aasan hoti hy aur real account mein trading is liye mushkil hoti hy k real account mein hum investment khud kartay han js se profit aur loss bhi hota hy aur real account mein emotional trading greedy trading aur jald bazi se trading kartay han tu is se Bhi loss hota hy is liye demo account ki trading real account ki trading see aasan hai aur real account ki trading mushkil ho jati hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

      Dear demo account me app ki trading performance etni achi es waja se hoti hay key app risk free trading kar rahy hoty hey app ko kesi kisam ka loss face karny ki tension nahi hoti app formality key sath market ko analysis karty ho aur app double minded be nahi hoty esi trading kamyab ho sakti hay magar real trading account me trading karna bikul be different hota hay, real trading account me risk free trading nahi hoti hamy dar ye hota hay key agar ham se 1 be mistake ho gai to hamari real money loss ho sakti hay es waja se hamari trading performance demo account key muqably me real account me koch achi nahi hoti hay.
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

        dear demo trading karty hoay ap ko kisi bhi qism adar nahi hota hai ky ap ko loss ho jay ga ya ap ka account wash ho jay ga jab bhi ap demo trade karty hain tu ap ky emotions bhi thek hoty hain jiss ki waja say ap ki demo trading main bohut profit milta hai es main kisi wism ki tention bhi nahi hoti hai ky ap ko loss ho jay ga jab ky real trading main es ky ulat hota hai jesy he ap real acoutn main kam akrty hain tu sab sy pehly ap ko yeh dar hota hai ky ap ko loss na ho jay aur jiss wjaa sya hamri trading main totle hamry emotions shamil ho jaty hain jiss waja say hamain trading main nuksan hona shuru ho jata hai ager hum real trading bhi dmeo ki tara bgair kisi fear ky karain gay tu ham forex main success ho sakty hain bohut he.
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

          Demo trading account or real trading account mein sab se bara aur buniyadi farq human emotions Ka hota Hai. Jab Ham demo trading account per trading karte hain to hamare mind mein yah baat hoti hai ki is mein jo bhi capital hai vah agar lose bhi ho jaaye to hamen Koi Fark Nahin parta aur ham confidently apni trades place karte hain iske alava hamare trading account mein kabhi bhi hamara account wash out Nahin hota kyun ki piche bahut bari amount rehti hai. Lekin real trading account mein sabse bari vajah yah hai ki hamare pass capital bahut hi kam hota hai aur ham Jab trade lagate Hain to woh revers Ho jaaye to us Surat mein hamara account bahut jald Wash out ho jata hai Jab ke demo account mein 10,000 Tak capital hota hai isliye usko wash hone Ka dar Nahin hota. Isi vajah se Ham apna confidence lose karte hain aur ham Jo trade lagate Hain vah zyada acchi Nahin hoti aur hamen loss a jata hai.
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

            demo trading main profit hony ki reason
            demo trading main logon logon ko profit es lea hota hai kyon ky ky jab bhi wo demo account main kam karty hain tu un ko koi bhi loss hony ka dar nahi hota na he account khali hony ka dar hota ha aur sab sy bari bat demo trading boht he relax ho kar log karty hain jiss waja say wo trade ziada winning rehti hai aur har trade tuky wali bhi success hoti hai aur profit daiti hai es lea logon ko demo account main profit hota hai.
            Real trading main loss hony ki reason
            ab ham bat karty hain real trading ki real trading main jesy he ham enter hoty hain hamy sab sy pehly hamry mind main he bat ajati hai ky ham ko loss na ho jay jesy he ap ky mind main yeh bat ati hai tu ap analysis karty time confuse ho jaty hain jiss say ap ko loss hona shuru ho jata ha es lea ager demo account ko real samjh kar aur real account ko demo samjh kar proper rules ky sath karain gay tu kabhi ap ko loss nahi ho ga.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza; Demo ki nisbat real per trading mushkil Q?

              Demo trading account aur real trading account mai trading mai koi difference nahi hai. Real trading account mai real money invest hoti hai ya phir pak forex forum ki taraf say milnay wala bonus trading mai use hota hai. Iss liye traders ye samajhtay hain kay real trading mushkil hai kiyu kay loss aur profit bhi real amount ka he ho raha hota hai. Jab kay Dusri taraf demo trading kertay huay virtual money use hoti hai jiss mai traders ko ziada darr nahi hota kay Agar loss Hua bhi tou apni personal investment ka nahi hoga. New aur junior traders ki ye thinking he unki practice ko acha nahi honay daiti kiyu kay jab tak traders demo trading account ko real trading account samajh kay practice nahi karengay tab tak demo say achi learning bhi haasil kerna mumkin nahi ho sakta hai. Demo aur real trading same trading terminal aur same tareeka kaar say he hoti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X