Jaiza; Save capital with good money management.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Save capital with good money management.
    Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
    Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
    Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
    Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
    Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Save capital with good money management.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha Agar Hame Forex trading market Mein Zinda Rehna Hai To Hame iske liye bahut jyada hard working karna padegi aur apne analyses ko bada karna hoga Jab Bhi aap se Lagaye usse Pehle Apne technical or fundamental analysis score acche tarike se check Karle aur aapko forum se jo capital Hasil Hota Hai usko bahut hi dard ke sath istemal Kare Kyunki Yeh aap ki ek mahine Ki Main usse Aap Ko Milta hai agar aap apne kisi bewakoofi ki wajah se usko ja ja kar dete Hain To aapko phir se 1 month Tak iska wait karna hoga isliye aapko chahiye ke apne capital ko saaf karne ke liye Forex mein maujood aur Dekhe tools Jinke mother Se Hum Apne dost ko kam kar sakte hain unko acche tarike Se learn kar sake usko Hame istemal karne ki samajh aa jaye aur money management Jaise to LKO Hum istemal kar sake agar aap without proper information or proper knowledge Kisi bi tool ko istemal Karte Hai To usse loss bhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Save capital with good money management.

      Long term mai traders ke kamyabi money management kay bahgir mumkin nai ho sakti hai. Traders ager achi money management kar sakty hon tu woh apny trading account ko kafi mehfooz rakh kar trading kar sakty hain. Iss liye jis trah say app nay suggest kiya hai ke traders kay liye bohot lazmi hai ke woh apni trading kay doran lot size apni greed kay mutabiq select na kiya Karin balky traders ko chaiye ke woh apny capital kay mutabiq apny liye aik short sa money mangement plan bana kar iss kay mutabiq trading Karin. aur trade mai lot size b apny money management plan kay mutabiq he set karny say trading account mehfooz rah sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Save capital with good money management.

        gee han dear aap nay boht achi baat ki haai ky her trader ka pehly to capital ko save rakhna boht zaroori hai aor mary khayal main ager capital hoo ga to aap market mai kuch kar sakien gy aor ais ky liye boht zaroori hai ky money management ki jaye apny capital ky hisaab sy he lot size ko choose karna chahyee aor ager lalaach karin gy to phir aap ko apna capital bhi loss karwana par sakta hai ais liye humin cahyee ky money management ky saath apny account ko chalaeen aor market kahien bhi nahin ja rahee aap kisi bhi wakt achi opportunity sy faida utha sakty hia ager aap ky pass capital hoo ais liye apny capital ko save rakhana bhi profit ky saath saath zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Save capital with good money management.

          g han dear ap nay bohat he achi bat ki ha agar ap apny capital ko save kareen gay tabhi ap agay barh sakty hein is liye market mein wait karna boht he zaorri ha is liye hamesha market mein achi earning kay liye hard work or acha experience bohat he zarori ha agar ap trading start karty hein to trading kay darmeyan ap market mein wait kareen or sath acha backup ly kar work kareen then ap acha profit earn kar sakty hein kiyon kay jitna ap kay pass acha balance backup hoga itni he achi earning ki ja sakti ha is liye hard work or acha experience apki life change kar sakta ha so hard work to get success easy in forex or forex mein agar ap market mein experience or knowledge lay kar us kay sa th ap acha capital rakhty hein to ap kamyab earning hasil kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein is liye hamesha hard work bohat he zarori ha or acha capital bohat he zrori ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Save capital with good money management.

            Capital ki safety good money management key sath risk management se be ho sakti hay, agar risk ko mange kia jaye to automatically money manage karna be asaan ho jata hay, aur agar traders risk ki management me kamyab nahi hoty to mera expernice hay key wo kabi be trading me money management me be successful nahi ho sakty, es ley zarori hay key risk ko manage karny par work kia jaye, risk trading tools se kabi be manage nahi ho sakta hay es key ley traders ki planing hi kam ati hay agar stop loss ko risk management tool kaha jaye to ye tab tak work nahi karta jab tak traders ki trading planing achi nahi ho gi.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Save capital with good money management.

              jesa k hum sub janty hain k jub hum apni trading karty hain tu hmari trading ka sara daromadar hmary capital par hota hai jis ko hum account balnce bhi kah skty hain or capital bhi kah skty hain san lfzon main hum yah akh skty hain k jitna bara account hoga hum otni he achi trading kar skty hain or capital ko save rahty howe he hum apny capital ko bara kar skty hain or achi trading kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading es trha karen k har loss hony waly factrs ko avoide karen or apni trading main amoney mangmnt k sath trading karen ta k hmain loss na ho or hum apny capital ko save rakh saken har acha trador apny capital ko save rakhty howe trading krta hai or risk ko mange karnya expiernce hona bhi boht zarori hai jis se hmara account nahi chota hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                Ap agar apny bonus bachana chahty hai to us k liye zroori hai k ap money management kary agar ap money manage nahi kary gy to ap apna capital safe nahi rakh pao gy ap ko Capital ko save karny k liye zroori hai k ap sab manage kary k kitni trades karni hai or har trade ka lot size kya hoga or jab trading ho jaye to withdraw kab lgana hai or kitna lgana hai daily kitni earning k baad trading bs kar deni hai or agar kabhi loss ho jaye to wo kesy recover karna hai or agar recover ho jaye to us k baad lot size kaya hoga agar ap ye sab manage karo gy or trading analysis k baad karo gy to ap ka account or capital save rahy ga or ap ki trading b achi hogi trading achi hi discipline sy hoti hai or agar ap apna account or money manage karo gy to ap zroor achy trader bano gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
                  Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
                  Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
                  Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
                  Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.

                  Yes dear ap ne bahot hi achi baat ki hai ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ais mai money management k sath kaam karna parta hai agar hum ais mai aisy hi kaam kary gay to ho sakta hai k ais market mai loss kar ley ais liay agar ais market mai ap ne kaam karna ho to ais mai her time ap ne money management k hisab se kaam karna hai kun k ais market mai jab ap kaam karty hai to ais mai ap ko ye ni pata hota k ais mai 100% faida ho ga ais liay ap ais mai jab bhi koi trade banaty ho to ap ko ais mai stop loss lagana parta hai kun k ais mai ap ko confrom to hota ni hai ais liay agar hum ne ais mai apne balance safe rakhna hai to lot kam lagye agar hum ais mai lot bari lagaty hai to ais mai hum ko ho sakta hai k loss ho jaye ais liay ais mai ap ne jo bhi trade lagani hai stop loss aor take profit k sath aor lot apni trading stratgy k hisab se lagani hai jab ap ais mai aik plan se enter ho gay to ap ko ais mai faida ho jaye ga.
                  Dear agar ap ne ais mai money management k hisab se kaam na kia to ho sakta hai k ap ko ais mai kuch din profit hota rahy agar ap ais mai khud kaam karo gay to ap ko ais mai profit aor loss hota rehta hai magar ap ko over all profit mai rehna hota hai magar jab bari lot hoti hai aor loss hota hai to aus time ap ais mai kafi loss karty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                    bhai main apki bat se agree krta hun forex trading main capital ko save rakhna boht zarori hai q k jub tak hmara capiatl acha nahi hoga hum tab tak apni trdaing ko profitable nahi bna skty hain es k liye zarori hai k hum apni trdaing main maoney mangmnent k sath rahty howe trading karen ta k hmain loss na ho or hmara capital save rahy es liye sub se pahly tu main bat karunga riks factor ki q k jub tak hmari trdaing main boht risk hoga hmain loss bhi otna he hoga es lye jitna hos kay risk ko kam rakhen ani trdaing main q k profot kam hona mattr karta hai laken loss nai hona chahye es liye tradrs kiya karty hain bari lot k sath bara profit chahaty hain jis se un ko loss ho jata hai or un ka capital bhi small ho jata hai es liye jitna pa pany capital ko ange kar k apni trdaing karengy otna he apko es main faida hga or ap apny account ko kafi time k liye use bhi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                      Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
                      Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
                      Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
                      Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
                      Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.
                      successful trading karne ke liye money management bahut jyada important Hoti Hai money management Kis Liye bhi important hai agar money management Karke trading nahi karenge toh hame nahi pata Hoga Humne Apne train Mein Kitna balance lagana hai aur Kitna balance Jankari Hona isliye ke management krna seekhain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                        Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
                        Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
                        Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
                        Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
                        Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.
                        Trading karne ke liye money management bahut jyada important Hoti Hai money management is liye bhi important hai Keh De Agar on money management Karke trading nahi karenge To Humne apni trade Mein Kitna Hai Aur Kitna balance marginfree chhod na isliye management quota isliye traders ko chahiye ke money management karna hoga zaroor sikhe
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                          Yes dear forex trader ap nay bilkul sahi kaha main apk ki baat say agree karta hon hamen apnay capital ko save karna chahiay baaz dafa ham lalach main aa jaatay hain aur trade siza bahut barha kar kay laga datay hain jis say hamara pora account loss ya wash ho sakta hy traders kay liye bohot lazmi hai ke woh apni trading kay doran lot size apni greed kay mutabiq select na kiya Karin balky traders ko chaiye ke woh apny capital kay mutabiq apny liye aik short sa money mangement plan bana kar iss kay mutabiq trading Karin.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                            Agar Hum logo ko Apne kya Telco save Karna Hai To Phir iske liye Hum logo ko sabse Pehle Apne account Ka Mat Karna Hoga Jitna Zyada Hum Log Apne account ka minutes Karte Hai Itna Hai Jyada Hum logo ko iska fayda ho sakta hai
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Save capital with good money management.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                              Dear friends mery khayal mein ziyada profit se behter hai market mein zinda rehna. Ziyada profit ky chaker mein ager ap ka account wash ho jata hai to is ka koi faida nahi hai. To aj hum money management per baat kerty hain ky hum money management ky sath apny account ko kasy safe ker sakty hain.
                              Sab se pehly to ye ky money management hai kiya cheez?
                              Dear money management ye hai ky ap ky pass kitna balance hai aur ap us ko kasy use kerty hain.
                              Ager ap ky pass balance kam hai to ap ko chaye ky ap ziyada se ziyada 2 trade hi open kerein. Is se ziyada na kerein. Acha to yahi hai ky ap 1 trade hi open kerien. Trade open kerty waqt lot size kam rakhein. Ta ky ager loss hota bhi hai to itna na ho ky ap ka account wash ho jaye. Ap ka market mein live rehna sab se ahm hai. Q ky jab tak ap market mein live rahein gy to kuch ker pain ge. Ager account wash ho giya to phir koi faida nahi hai.
                              Thory thory profit aur monthly bonus ky sath pehly apny account ko mazboot bana lein to ye baad mein ap ko profit de sakta hai.
                              Hum Logon Ko agar aap na capital ko save Karna Hai To Phir iske liye Hum logo ko money management Karni Hoti Hai Jab Hum log money management kar lete hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X