Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?
    Ap main se koun koun trading ky doran just usi pay focus karty han
    or koun say hain jo sath mai baqi activities be kar rahy hoty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?

    mein to bs ek waqt pe ek kaam hi concentrate krtaa huuuu aur wese bhiii ek waqt pe insan ek hi cheex koo concentrate hokay kre kaamm usmein mind apka pura rehta haaiii aur ye hi acha hai kaam kay waqt kaam ko tarjii deni chiye bs handsfree mein music lga lee it will be best !
    • #3 Collapse

      Re: Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?

      Main tu trading karnay kay doran boht say kam karta hon.. kyon kay trading karna aisa tu nahen kay ap har waqat chart daikhtay rahay. trade kay lea ap ka experience hona boht zarori hai. ager ap experience trader nahen hain tu ap loss utha saktay hain chahay ap trading kay doran koi kam karain ya na akrain.
      • #4 Collapse

        Re: Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Eard1957 پيغام ديکھيے
        Main tu trading karnay kay doran boht say kam karta hon.. kyon kay trading karna aisa tu nahen kay ap har waqat chart daikhtay rahay. trade kay lea ap ka experience hona boht zarori hai. ager ap experience trader nahen hain tu ap loss utha saktay hain chahay ap trading kay doran koi kam karain ya na akrain.
        main trading kay doran boht say or bhi kam daikh raha hota hon kyon kay jab ap nay trading main kafi time laga lea ho tu ap aram say dosaray kam bhi kar saktay hain lakin ager ap naye hain tu ap ka pura focus trading chart par hona chaye kyon kay zara se ghalti ap ko nuqsan phoncha sakti hai or zara say ghalti ap ko aik achay profit say door kar sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
          Ap main se koun koun trading ky doran just usi pay focus karty hanor koun say hain jo sath mai baqi activities be kar rahy hoty hain?
          Mein trading ke doran dosre kam avoid karta ho, qk main sara time hi trading nhi karta balke din main srf 4 se 5 ghnty hi karta ho to ful tawajha ke sath karte ho, per agar wo log jo sara din computer ke samne rah ke trading hi karte rahte hai un ke liye to behter hai ke sath koe kuch na kuch karte rahe.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Koun Koun Trading Kay Doran kisi or kaam mai interfere nahi karty ?

            G ha ya ap ka question bohat acha h gha ma to trending ka darmiyan kisi or kam ma interfere nahi karta

            اب آن لائن

            Working...
            X