Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

    basic knowledge hasil karna har aik kay liye lazmi hota hay kun kay knowledge kay bgyr hum market main loss hi karty hain jaisy kay koi b kam hota hay us ko phlyt study karna hota hay kay is main kai kuch hay basic tools kay bary main jana hota hay agr to hum is main hard woork karty hain or trade ko practice karty hain or demo ka use karty hain to kam karna humary liye asan ho sakat hay magr humain market tools ko b sikhna ho ga is main humain pairs ka use karna sikhna ho ga is kay sath sath market mai nenter poiin or exit point kay bary main maloomat hasil karna ho gi agr to hum indicator ka use karty hain to kam karna or b asan ho sakta hay anlaysis kar kay indicator ki help lay kar humain market main kam karna kafi profitable sabit ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

      market main kam karny kay liye is main basic leraning hasil karna kafi zrori hota hay kun kay learning kay bgyr market main hum kam nai kar sakty learning ho gi to hi humain earning haisl ho sakti hay basic learning main ye ata hay kay kay humain pairs ka use karna or price ki movement kay bary main dykhna hota hay is main humain kafi achy say analysis kar kay kam karna ho ga kun kay lot ko set karty hain to is main risk factor barhta hay lot ka use karna humain sikhna ho ga or hard work kar kay practice say kam karna ho ga demo ko use karty hain to demo main achi practice mil sakti hay market main agr ziada learning karni hay or practice karna hay to is main sab say ziada best demo ka account hota hay jis main real account ki tara trade karny ko milti hay
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

        Jitna Bada Hamara Paas knowledge Hoga Itna Hai Jyada Hum Logo Ko fayda Hoga isliye Hum logo ko sabse Pehle Apne knowledge ko increase karna chahiye Tera Hum logo ko train nahi karni chahiye Phir Hum Log ka CA Chartered bana sakte hain
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          New trades key ley first step jo key us ki learning key ley important step hota hay wo hay basic knowledge hasil karna, basic knowledge hasil karna traders ko perfect trader banny me khas ehmeyat rakta hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jaiza lety hey.

          1. Trading ki practice demo account me karna
          2. terminal key tools se traders ki wakfeeyat
          3. indicators ko use karny ka tareeqa
          4. trade ko open aur close key kia jata hay
          5. take profit aur stop loss kesy place key jaty hey aur running orders me kesy take profit aur stop loss ki positions ko change kia ja sakta hay.
          Forex trading karne ke liye sabse pahle Hum logo ko Uske bache ko Jana Chahiye Kyunki Itna Jyada Hamare Paas iska knowledge Hoga Hum Log itna hi Zyada trading kar sakte hain isliye Hum logo ko basic Ko Dekhkar trading Karni chahiye Phir Hum Logon Ko fayda Hoga Aur Hum Log achha profit bana sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

            Ambe trading kab Karni chahiye Jab Hamen hundred percent yakin Ho ke Hamare trading profit Mein Hi Jayenge Hamein Aise time pe trading Nahin Karni chahiye Jab market bahut Hasi Hasi Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders co trading pakela SPI ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho toh trading Karen
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              New trades key ley first step jo key us ki learning key ley important step hota hay wo hay basic knowledge hasil karna, basic knowledge hasil karna traders ko perfect trader banny me khas ehmeyat rakta hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jaiza lety hey.

              1. Trading ki practice demo account me karna
              2. terminal key tools se traders ki wakfeeyat
              3. indicators ko use karny ka tareeqa
              4. trade ko open aur close key kia jata hay
              5. take profit aur stop loss kesy place key jaty hey aur running orders me kesy take profit aur stop loss ki positions ko change kia ja sakta hay.
              Yah forex main jab tak new anay walay traders k pass forex ka basic knowledge nahe ho ga to wo kabhe bhe us main successful trader nahe ban peay ga humean forex main jo bhe new member aey us ko us k basic knowledge hasil kernay ka mashwara dina chay our wo kesay hasil lker sagty hain us ko guide bhe kerna chahay
              main to yahe kahoun ga k us main ager wo Demo account open instaforex main ker leta hai our us main practice kerta hai to baki ka basic use of mt4 wo use main he siekh lay ga us main us ko meta trader 4 k tools ka use kerna aa jeay ga our pher us ko pata chal jeay ga k trade kesay open ya close khud kesay kerni hai our ya pher us ko ye samjh laga jeay gee k stop loss or take profit use ager kerty hain to us k use ka kia faida hai ouir us say kesay hum acha profit baghar PC pay bethy ker sagty hain ye sab chezoun ka use us ko bad main real account trading main boht faida day ga
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                New trades key ley first step jo key us ki learning key ley important step hota hay wo hay basic knowledge hasil karna, basic knowledge hasil karna traders ko perfect trader banny me khas ehmeyat rakta hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jaiza lety hey.

                1. Trading ki practice demo account me karna
                2. terminal key tools se traders ki wakfeeyat
                3. indicators ko use karny ka tareeqa
                4. trade ko open aur close key kia jata hay
                5. take profit aur stop loss kesy place key jaty hey aur running orders me kesy take profit aur stop loss ki positions ko change kia ja sakta hay.
                Main nay bhe dosto jab forex ko join kia tha to mujhey bilkul bhe idea nahe tha k forex main instaforex k andar account kesay open kerna ha our us main attach kesay kerna hia our pher us main trades kesy leni hain ya mujhey forum say insta live k oper bonus jab milay ga to main kesy trade looon geen close kesay karoun gee our us main mujey pher kesay profit ya loss ho ga our kesay sl ya tp dina hai ye sab main nay aik to seniors say seikha un ki guide line the our us main demo account join kia us main practice ke our pher he mujhey us main malloom hoa k order kia hai ksay lena hia our us main stop loss our take profit kia kesay use kerty hain our us main mt4 k baki tools trend line horizental line cross over fibo ka use our channel ka use main nay demo main kaam krnay say siekha hai main to yahi koin gee k basic knowledge k bagheer app kabhe bhe forex main success gain nahe ker sagty hain her member ko khas toor pay new ko forex ki basic education hasil kerna hoo gee pher he professional trader ban pain gay
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

                  Forex trading aik important online business hay yeh bohat ziada profitable kay sath sath bohat ziada risky bhi hay is business main kafi mehnat kay bad profit bhi hasil kia jata hay lakin others business ki nisbat bohat kam time main is main kam kar kay zida profit hasil kia ja sakta hay others business ki taran Forex trading bhi without knowledge start nahen kia ja sakta Forex trading start karnay say pehlay buniadi knowledge hasil karna traders kay liay bohat zarori hay jo trader poori learning kay bad aor Forex kay basic knowledge again karnay kay bad trading karta hay woh trading main zaror kamyab hota hay aor trading say ziada say ziada profit earn karta hay basic knowledge main trading yeh janta hay k Forex hay kia isay kab aor kaisay start kia jay ga is main account ko kaisay manege kia jata hay trading account main trading kay doran kis taran indicators ko samjha jata hay aor kis taran in ko use kia jata hay stop loss and take profit kia han aor in ko kaisay use kia jata hay risks kaisay manege kiay jatay han market ki movement kia hoti hay aor isay kaisay judge kia jata hay trade kab aor kis time lagani faida mand sabit ho sakti hay yeh sab chezan basic knowledge main aati han jo k Forex trading kay liay bohat aehm han
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main knowledge ki both ziada importance ha jtna ap k pass knowledge or experience ho ga ap utny juldi successful hon
                    AP forex trading k bary main knowledge apny dostun sy Jo expect hon trading main hasil Kar sakty han or ziada sy ziada apna experience gain Kar sakty Han
                    Is k alawa ap forex trading ka knowledge demo account main practice Kar k bi hasil Kar sakty han jtni ziada practice karny gy utna he experience hasil ho ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

                      Basic forex trading knowledge he asal mai forex trading ki starting hota hai. Forex trading mai basic aur fundamental knowledge he trader kay liye importance bhi rakhta hai. Kiyu kay basic aur fundamental knowledge kay baghair traders agay barh he Mahi sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading mai traders ko step by step knowledge gain kerna hota hai. Jiss say traders say koi bhi cheez miss nahi hoti hai. Forex mai step by step trading seekhnay ka faida yeh hota hai kay koi bhi cheez miss nahi hoti aur proper tareekay say sub kuch seekha jaa sakta hai. Basic trading knowledge mai trading kay fundamentals seekhnay hotay hain. Demo trading account mai practice kernay say experience gain hota hai kiyu kay demo trading mai traders apni trading ko improve kertay hain jiss say real trading mai bohat faida hota hai. Aur traders ko kaamyabi bhi basic knowledge say he milti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Basic Forex knowledge ki ehmeyat

                        Ji han bilkul Forex trading ka basic knowledge Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Forex trading ke related basic knowledge maujud Na Ho To aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte to isliye sabse pahle Forex trading ko acchi Tarah Se samjhi aur Forex trading co Janki ismein Kaise kam Kiya Ja sakta hai aur usse Kaise acchi earning ki Ja sakti hai to isliye Forex trading co Ek Behtar aur Achcha business samajhkar ismein apni trader per Karen jisse aap Kamyab aur Behtar profit Hasil kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X