Major currency pair hedging
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major currency pair hedging
    Major currency pairs per trading jab aap kartay hain to hedging aap ko karni chahiye major currency pairs per trading karni chiay is tara hhamara account save raita hai or hamain forex trading main chiay kay ham major currency pairs ki ranging Market condition main trading karain to hamain hamesha hedging karna chiay kiun kay marMar main jab aap hedging karain gay to aap ka account bonus wala wwash bhi nahi ho ga or trading main aap ko kafi acha profit bhi hasil ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Major currency pair hedging

    Hedging karna koi achi techniques nahi hoti hai. lekin us waqt achi hoti hai jab ap bad mai koi acha sa analysis kar lain tu ap hedging kar k trade k profit loss ko lock kar daity hian tu phir acha sa waqt daikh kar ik trade ko close kar daity hain profit wali ko or phir loss wali ko recover honay pay chor daity hian. lekin koshish karian start se he achi trade or proper stop loss laga dain tu ap ko zarorat nahi paray gi .
    • #3 Collapse

      Re: Major currency pair hedging

      Ap hedging se profit kamate ho bari bata hai, mujhe to hamesha hedging se loss hi hua hai, to mujhe khas pasand nhi hai, hedge ko torna kafi complicated hota hai. bilkul strong skill honi chahiye is ko use karne k liye.
       
      • #4 Collapse

        Re: Major currency pair hedging

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
        Ap hedging se profit kamate ho bari bata hai, mujhe to hamesha hedging se loss hi hua hai, to mujhe khas pasand nhi hai, hedge ko torna kafi complicated hota hai. bilkul strong skill honi chahiye is ko use karne k liye.
        Dear Hedging karna asan hai lekin hedging ko khatam karna bara mushkil hai jab tak ap hedging nahi karty hain ap k pas chance hota hai ap ik acha analysis bana kar us ki base pay hedging ka plan karain lekin ik bar hedging kar li tu ap kay loss kay chances kafi zaida ho jaty hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Major currency pair hedging

          Well bro hedging ek achi Technic hai per jab ap ko market ki achi samajh hogi tab hi ap hedging ho ache se kar pae ge, khas kar ke new trader ko hedging ko thora avoid karna chahiye qk hedge ko torne ke liye ek acha aur strong market analysis karna hota hai.
           
          • #6 Collapse

            Re: Major currency pair hedging

            Sami Bhai Mere khayal mein to yeh sab kuch market ki condition par hi depend karta he agar apke pas aik acha trend dekhne ko araha hey to mere khayal mein to apko hedging ki bajaye us trend ke sath hi chalna chahiye aur agar aap ko hedging mein experince ziada he to phir aap usko usy strategy ke sath hi work karen yeh bhi kafi ziada faida mand sabit hota hey.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Major currency pair hedging

              G dear koi apne paur ma work karta hai tu hum us ko heding ma bhe use kar ka acha prodit kama sakhta hai us leay huma cheya ka sahi work bhe hum sirf flrex say kama sakhta hai jesa huma acha profit bhe hum kama sakhta hai
              • #8 Collapse

                Re: Major currency pair hedging

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AzaharBhai پيغام ديکھيے
                G dear koi apne paur ma work karta hai tu hum us ko heding ma bhe use kar ka acha prodit kama sakhta hai us leay huma cheya ka sahi work bhe hum sirf flrex say kama sakhta hai jesa huma acha profit bhe hum kama sakhta hai
                Ap ager hedging karna cha rahy hai tu zarori nahi har major currencies pair pay achi hedging ap kar sakty hian. jin pair ki movement taiz hoti hai like usd/nzd in pair pay hedging karna itna asan nahi hia. hedging main tu ap trade open kar kay us ki hedge kar dain gy lekin jab ap hedging open karain gy or ap kay analysis achy na howay tu ap ko kafi zaida loss ka samna karna parh sakta hai eurusd pay hedging karna aik asan kam or acha decision be hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Major currency pair hedging

                  g han bhai jan hedging aik bhot secure treeqa hai hamry apny account ko wash hony sy bachany kaily.kun k kuch log jab multi ples trades open ker dety hain to unka account wash ho jata hai.istrah wash hony sy bachny kaily ham ahesta tares sy nikal aty hain klakin hamra aacount safe ho jata hai.islye hamen chye k ham apna account safe rhkny kaily hedge kerna bhi seehk len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Major currency pair hedging

                    Currencies koi b ho ap us ki hedging jab karty hain tu phir sub se khas bat yeh hoti hai kay us hedgin se kaisy nikalan ha hedging lagana tu asan hai lekin us se bahir ana he khas bt hoti hai. ap apny analysis achy rahkin proper stop los dain tu hedging ki zarorat nahi ati hai es tarha ap ka stop loss hit ho jaye no problem lekin future main ap acha trade kar sakty hian achy analysis kar saktyu hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Major currency pair hedging

                      trading main hedging krna galt hai or es se account b ban ho skta hai.hmain simple trade krni chye or dekhna chye k kis pair se hmain acha profit a rha hai.us main kaam kr k earning krni chye.market main grip ho to ksi b pair ya commodity main hm easily trade kr k revnue generate kr skty hain.bs learning krna important hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Major currency pair hedging

                        Dear friends hedging achi cheez hy karni chaye lakin mery khayal ma hedging us waqt karni chaye jab hedging ke zaroorat ho and jab.market trend ma move kar rahe ho to us waqt trend ka sath he trading karni chaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Major currency pair hedging

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                          Major currency pairs per trading jab aap kartay hain to hedging aap ko karni chahiye major currency pairs per trading karni chiay is tara hhamara account save raita hai or hamain forex trading main chiay kay ham major currency pairs ki ranging Market condition main trading karain to hamain hamesha hedging karna chiay kiun kay marMar main jab aap hedging karain gay to aap ka account bonus wala wwash bhi nahi ho ga or trading main aap ko kafi acha profit bhi hasil ho ga
                          Hedging Karke aapko market ke friend Ka Pata Chalta Hai Ya Ve traders ki ek acchi hoti hai aur is trading strategy ko bhi bahut jyada log use karte hain lekin Mere Khyal mein agar ham is trading strategy ki jagah Puri planning Karke kam karen to jyada vyast ho sakta hai Kyunki agar aap Is Tarah karo aur Jis side se aap trade open karo Agar market Usi side per Jaane shuru ho gaye to trading acchi Nahin Hogi
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Major currency pair hedging

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                            Major currency pairs per trading jab aap kartay hain to hedging aap ko karni chahiye major currency pairs per trading karni chiay is tara hhamara account save raita hai or hamain forex trading main chiay kay ham major currency pairs ki ranging Market condition main trading karain to hamain hamesha hedging karna chiay kiun kay marMar main jab aap hedging karain gay to aap ka account bonus wala wwash bhi nahi ho ga or trading main aap ko kafi acha profit bhi hasil ho ga
                            Currency pairs per kam Karke Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain currency pairs mein market bahut jyada fast move nahin Karte isliye currency pairs mein bahut jyada risk bhi nahin Hota Hai new traders yah Thode experience wale traders ko currency pairs Mein kam karna chahie Kyunki commodity ki market bahut fast move karti hai aur usmein risk bhi bahut jyada Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Major currency pair hedging

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MRIZWANCHK پيغام ديکھيے
                              Dear friends hedging achi cheez hy karni chaye lakin mery khayal ma hedging us waqt karni chaye jab hedging ke zaroorat ho and jab.market trend ma move kar rahe ho to us waqt trend ka sath he trading karni chaye
                              ap hedging kar sakty hain. bus yeh hai kay major pair pay hedging ki movement kafi zaida hoti hai or normal pair ki movement kam ho jati hai esleye koshish karain ap major pair mai se choice karain. es se ap ko faida yeh hoga kay ap ki trading b achi hogi or ap hediging be achi se kar sakain gay ap ko stop loss or us mai istamal honay walay sub tools ka achi tarha se pata ho khas kar ap ko time frame ki setting ka idea ho ga tu ap es ko achi trha deal kar saky gay.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X