Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

    forex ko sihk kar he is mai kam kiya ja sakta hain hamy acha knolwedge or experience hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey hamy demo account mai roz practice karne chahey is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik bohat bara business hain hum internet py babypips py be forex mai kam karny ky learning hasial kar sakty hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum pasia kama saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

      yah forex trading ko siekhnay k lehaz say jo app nsay humery sath knowledge our experience share kia hai main us say agree kerta hon forex mnain hum jitne mehnat say phelay basic knowledge lain gay our pher us main demo practice jitne ache hoo geay our pher us k bad real pay kam krean gay to pher he us say acha profit hum earn ker piang ay our kamyaab hoon gay
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

        dear jis tarha aap nay achay aur barri wazahat say apni post main new traders k liye hidayat aur baat ko samjhaya hay aaj tak na koi smjha payega aur shayed aaj tak tak aisay kisi nay kisi ko samjhya hoga mairay khayal say yahi tareeka sab say better hay apni baat ko samjhanay ka,new traders k liye apnay apnay knowledge say sabhi samjhanay ki koshish krtay hain laikin agay new traders pay bhi depend krta hay k wo kaisay baat ko samjh saktay hain koi traders demo say hasil honay walay knowledge ko bahut jaldi say samjh jatay hain kuch ka mined aisa hota hay k wo real main thori bahut invest krnay say jaldi samjhtay haiin is liye agar koi teacher hay to sab say pehlay usay apnay new anay walay learner k mined ko samjhna bhi zaruri hay k wo kaisay kii tarha jaldi samjhnay main success hotay hain phir usi hisaab say agara samjhya jaye to mairay khayal say teacher aur students ki problems bahut jaldi solve ho sakty hain.
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

          ji haan mere Bhai agar aap forex menu hai to aapko sabse pahle iske bare mein Sara kuchh sikhana hoga kyunki iski agar aapke pass experience nahin hai to aap is samay profit hasil nahin kar sakte balki loss mein jaenge isiliye ismein aane se pahle aap ko jyada se jyada iske bare mein likhna hota hai aur experiences karna hota hai experience hasil karne ke liye aapko form sabse best hai is mein logon ki post aur experience share hota hai abhi Street karke ek achcha tasviriske alava aap kisi expert Kar bhi follow kar sakte hain aur usse bhi knowledge hasil kar sakte hain aur aapko dam account per jyada se jyada kam karna chahie jitna jyada aap demo account per kam karenge utna hi aapka experience jyada hoga aur aap isko Sikh sakte hain jitna jyada aap isko sikhenge utna Dada aap parade mein profit asha karenge utna hi jyada aap ismein successful honge
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

            Forex business ko samjny key ley zeyda time nahi lagta agar koi trader step by step learning karna start kar dey, Forex business ko join karna aur trading karna sab se zeyda asaan hay magar learning proper step by step karni hoti hay, bahot se traders key ley learning karna bahot hi asaan hota hay es ki waja ye hoti hay key esy traders sab se pehly Forex ka basic knowledge aur us key bad demo account, advance knowledge ko tarjeeh dety hey esi tarha agar proper planing key sath learnin be ki jaye to es business ko samjna asaan ho sakta hay.
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

              Dear trader aap ne both outstanding post creat ki Hai aur aap ki baat se main ittefaq karta hun ke Forex trading ki learning step by step hasil hoti hai agar aap chahe ke is ko jald se jald aap Sikh len to aisa hona mushkil ho jata hai. Jab aap trading kar rahy hoty hain to basic terms ka aap ko pata hona chahiy uske bad aap trading platform per demo practice Karen Jab aap aisa karenge to aapka knowledge increase ho jaega. Yahi knowledge aap ko real trading account mein bahut faydemand ho ga. Pakistan Forex forum also ek bahut acha zariya hai learning hasil karne ka is liye traders ki post ko share Karen aur learning hasil Karen.
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

                Forex trading business ko sikhne ka behtreen Tarika demo account pay ziyda say ziyda practices hai jitna ziyda hum Demo account say apna experience build karain gye humre knowledge increase ho gi or humain trading lagne may asaani ho gi demo account pay hum forex ki tamaam information or learning knowledge ko practically use karty hoe trade lagty hain is tarha bar bar practice karty hain or market ki up and down ki movements ko analyze karty hoe profitable trade select karty hain jis say acha profit milta hai forex ko sikhne say phaly humain forex trading business ki tamaam information hona bohat zarori hai hai begaar know how Kay hum kabi bhi forex ko nahi sikh sakty is Kay sath sath humain chahye Kay hum apne knowledge or experience ko gain karty rahain or strategies ko develop karty hoe trade order lagain is say hota yah hai Kay humian idea hota hai Kay hum kis tarha apni skills ko use karty hoe forex ko behtr tariky say sikhty hain...
                • #38 Collapse

                  Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

                  Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy forex ko sekhny k liay hamy sb sy phly forex ka basic knowledge hasil krna zrori hota hy basic knowledge mtlb trading kasy ki jati hy is m kon kon sy pairs istamal hoty han market k up down ko smjna hota hy anylyes ko study kasy kia jaiy ye sekha jata hy rules k mutabiq trading sekhi jati hy agr ham basic knowledge hasil krty han to agy bahrny m hamy madad milti hy basic knowledge k bad hamy demo account m practice krni hoti hy jo k km az km 2 sal tk practice krni hoti hy hamy achy stertgy bna kr achi planning k sath trading ki jaiy to successful trader bnty han
                  • #39 Collapse

                    Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

                    Forex trading ko seekhnay kay liye her trader apnay apnay hisaab say approach banata hai, Kiyu kay her aik ka trading kernay ka tareeka bohat acha aur uss ki apni asaani kay mutabiq he hota hai. Koi tarder jab baghair planning kay seekhnay ki koshish karey wo bohat ziada masaail mai bhi ajata hai. Kiyu kay jab tak forex ko aik tarteeb say nahi seekha jaey tou pehlay seekhnay waali cheezain reh jaati hai aur baad waali cheezain jin ka fori faida nahi hota un pay timebohat lagg jata hain. Agar ye tarteeb bana li jaey tou achay tareekay say forexko seekha jaa sakta hai:-

                    1. Forex ki Learning aur knowledge
                    2. Forex ki demo pay training
                    3. Mt4 aur instaforex account ka acha usage
                    4. Mt4 terminal kay supporting tools
                    5. Real trading account mai cautions aur precautions ki list
                    6. over trading say bachaao
                    7. strategies aur plans ki development
                    8. Trades ki executions
                    9. Withdrawal methods ka knowledge
                    10. News aur signals ki education
                    11. trend aur analysis ka process

                    Agar traders apni learning aur knowledge ko poitns bana kay khud ko prepare ker lia karain tou forex mai bohat long time tak successful reh saktay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Jaiza : Forex ko seekhnay ka tarika

                      g ap nay bohut he achi post share ki hai forex ko learning karny ky lea ap ko bohat say procejure say guzrna parta hai jiss ky bad eh ap ko success milti hai pehla step forex main learning karna hota hai jab ap ki learning complete ho jati ha tu us ky bad ap ko uss ki learning ki demo account main practice karny ki need hoti ha jab ap practice karty hain tu tab he ap ko real market ka experience hota hai jiss ky bd he ap forex main earn karny ka kabil banty hain aur uss ky bad ap ko aik acha plan kar ky trade karni parti hai kyon ky jab tak ap ki trading maiin lan nahi ho ga ap ki trade success nahi ho g es lea forex main jitny bhi rules hoty hain un ko apply karna zrori hai aik bhi rules ko miss karny say ap ko bhari nuksan uthana parta ha es lea forex main itna hard work kaarain ky galti ki koi jaga na ho phir ap ap ko kamyabi mily ge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X