dear forex members jeesa ka hum janty hia ky bara capital kafi had tak humari trade ko secure kar daita hia ager hum bary capital main kuch trading ki ghaltian bhi kar laity hia to us ko recover kiya ja sakta hia aor humin chahyee ky apna capital barhaeen albata bonus account main ye thoora mushkil hai likin namumkin nahin
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим