Jaiza: trading Signals
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading Signals
    Trading Signals:
    Salam everyone trading signals ko follow karke hum trading ki kaafi area cover kar sakte hain jis se hum logo ko trade karne mein help mil sakti hai ke aj market kis side jayegi konsi currency trend pe hai konsi currency ki value high hai ya low signal ek kism ke symbols hote hain jo ek trader ke liye bohat zaroori hote hain ke bina kisi signals ya analysis ke koi bhi trader apni trade nahi kar sakte kyun ke jab us ko pata nahi ke konsi currency ki value ziada kis waqt kam hai ya ziada to in cheezon ko made nazar rakhte hue hi hum logo ko trade order lagana chaye ke jis se hum logo ko loss ka kam se kam chance ho and profit bhi gain ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: trading Signals

    Dear jaisy k ap ko pata hai k ais market mai bahot sary log hai jo ais mai kaam kar rahy hai aor ais market mai se paisa kaama rahy hai agar hum aun ko dekhy to hum ko pata chaly ga k ais market mai hum ko time k sath sath samjh aati jati hai k ais mai market ka trend kai hai aor ab market ne kis taraf jana hai agar hum ne kisi se signal le k kaam karna hai to hum ko aus pairs par khud bhi analysis kar leny chaye aus k baad jab market mai enter ho to small lot k sath enter hona chaye ta k ap apny account par kam se kam risk ley ais mai ye hai k jab ap account par risk kam le k kaam karty hai to aus mai ap ko ye pata hota hai k ais market mai ap ne apna account safe kar lia hai ni to ais market mai account wash hona to masla hi ni hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: trading Signals

      G han bilkul trading signals ko importance dena chaye, market ki analyzing indicators hi behtar kar sakty hey, kesi expert traders se market ko analysis karny me ghalti ho sakti hay magar indicators se kesi kisam ki koi mistake nahi ho sakti, indicators ko agar multiple time frames me es key signals ka jaiza leya jaye to ye signals zeyda reliable result de sakty hey, kesi 1 time frame me indicators kabi be market ka acha jazia leny me kamyab nahi ho sakty es key ley zarori hay key traders different type key indicators signals multiple time frame me hasil kary es se long term key traders ko be faida ho sakta hay aur short term key base par trading karny me be profit ko earn kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: trading Signals

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
        Trading Signals:
        Salam everyone trading signals ko follow karke hum trading ki kaafi area cover kar sakte hain jis se hum logo ko trade karne mein help mil sakti hai ke aj market kis side jayegi konsi currency trend pe hai konsi currency ki value high hai ya low signal ek kism ke symbols hote hain jo ek trader ke liye bohat zaroori hote hain ke bina kisi signals ya analysis ke koi bhi trader apni trade nahi kar sakte kyun ke jab us ko pata nahi ke konsi currency ki value ziada kis waqt kam hai ya ziada to in cheezon ko made nazar rakhte hue hi hum logo ko trade order lagana chaye ke jis se hum logo ko loss ka kam se kam chance ho and profit bhi gain ho.
        Trading signals in medical Mein To useful nahi hote main kuch time trading signals to use Karke trading ki thi usne mujhe ek do baar to profit Hua lekin Phir consistently loss hone lag gaya tha Agar Hum Ho day trading Kare aur manual trading Kare aur Market course sambhal kar trading Kare to hum Forex trading market machi trading kar sakte hain aur successful bhi ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading Signals

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
          Trading Signals:
          Salam everyone trading signals ko follow karke hum trading ki kaafi area cover kar sakte hain jis se hum logo ko trade karne mein help mil sakti hai ke aj market kis side jayegi konsi currency trend pe hai konsi currency ki value high hai ya low signal ek kism ke symbols hote hain jo ek trader ke liye bohat zaroori hote hain ke bina kisi signals ya analysis ke koi bhi trader apni trade nahi kar sakte kyun ke jab us ko pata nahi ke konsi currency ki value ziada kis waqt kam hai ya ziada to in cheezon ko made nazar rakhte hue hi hum logo ko trade order lagana chaye ke jis se hum logo ko loss ka kam se kam chance ho and profit bhi gain ho.
          Assalamualaikum bhaijaan Forex trading mein Forex k signals bahut jyada zaroori Hote Hain lekin aaj kal Forex chatting ko bahut jyada Teri se log join kar rahe hai Jiski wajah se aapko bahut jyada fake signal be online Mil Rahe Hain isliye main Yeh Kehna Chahun ga ke agar aap signal per trade kar rahe hain to aapko Apne analyse ke mutabik yeah check karna hoga ke aap jo humse signal le rahe hain Woh sahi hai ya fake hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading Signals

            G han Technical indicators se market ki moving conditions ka andaza lagaya ja sakta hay, indicators different types key hoty hey agar indicators types ko understand kar leya jaye to traders es se behtar positive results hasil karny me success hasil kar sakty hey, trend indicators jo key market key main trend key sath market key new trend ki finding key ley use kia jata hay ko use kar leya jaye to traders ko different new trades daily find kar key de sakty hey es key sath Volume indicators hey jes key base par market price ki volume calculation past/current time me karny key ley important samjy jaty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: trading Signals

              Forex maen aik trader signals k oper tb to relay kerta Hy jb to wo khud forex ko learn nahe kerta leta Hy but Bhae forex maen better to ye hoo gak hum khud forex ko seikhain our jb humery pass us ka acha knowledge AA jaey to pher khud us k analysis karean our pher he hum analysis kise bhe pair k achy say ker k to pher market maen enter Hoon gy to pher he humean us maen acha profit Mily ga pher he knowledge base hum achy signals generate ker paen gy market daily base py achy signals candle stick maen dete Hy Jes py trade ker k acha profit kiaja sagta hy
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trading Signals

                forex trading bunaydi tor par darust maloolmat or tajziay pr depend krti ha. trading signals currencies k pairs k mutaliq hote hain. aik makhsoos waqt men currencies k pair ki market me jo price hoti ha ha us k mutakiq trading signals subscribers ko diay jate hain in signals ko made nazar rakhte huay agay trading ki jati ha ye signals subscribers tak pohanchane k liay robots be istemal kiay jate hain or manualy bi provide kia jate hain. in signals me sab se important cheez mkhsoos waqt or qeemat hoti ha us k mutabir trading ki jati ha time k sath sath ye change hote rehte hain. Market me tabdeeli k sath signals tabdeel hote rehte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trading Signals

                  Dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon kayvap kgeriyat say hoon gay main apki baaat say agree karta hoon trading hamari kamiyab trading signals ki waja say bhi ho hay is ki madad say ham bahut sa area cover kar sakty hain Trading signals in medical Mein To useful nahi hote main kuch time trading signals to use Karke trading ki thi usne mujhe ek do baar to profit Hua lekin Phir consistently loss hone lag gaya tha Agar Hum Ho day trading Kare aur manual trading Kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trading Signals

                    Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya Hai audio information Hamare Saath share Ki Hai Wo bahut hi acchi aur knowledge wali information hai aur trading signals bahut hi jyada important hai agar aapko follow karte hain tabiyat Ban sakte hain
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trading Signals

                      forex trading main aghr trading sisgnals par ho tu os k aik maqsad hota hai k hmain trading nahi ati hai jub k hmain trading k liye signlas ki zarort hoti hai jub k trading k signals tu hmain boht se jagun se mil jaty hain jub k experts bhi hmain yah facility dety hain k hum signals ko follow kar k trading kar skty hain ayse trading karny main masla tu koi nahi hota hai laken yah hai k ap trading signals tak he mahdod ho kar rah jaty hain q k jub ap ayse karty hain tu apka jo leraning par focus hota hai wo kam ho jata hai q k es main apko mahnt nahi krna parhti hai apko signals mil jaty hain ap osi signals ko folow kar k trading kar lety hain jis se apki trading ability kam ho jati hai jis se ap trading main boht pechy ho jaty hain jis main hum laerning nahi kar paty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trading Signals

                        Salam every person buying and selling alerts ko observe karke hum trading ki kaafi region cover kar sakte hain jis se hum logo ko change karne mein help mil sakti hai ke aj marketplace kis aspect jayegi konsi currency fashion pe hai konsi forex ki fee excessive hai ya low signal ek kism ke symbols hote hain jo ek dealer ke liye bohat zaroori hote hain ke bina kisi alerts ya evaluation ke koi bhi trader apni change nahi kar sakte kyun ke jab us ko pata nahi ke konsi forex ki value ziada kis waqt kam hai ya ziada to in cheezon ko made nazar rakhte hue hello hum brand ko exchange order lagana chaye ke jis se hum emblem ko loss ka kam se kam hazard ho and profit bhi advantage ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading Signals

                          ager to dost signal service lety hean jes main app ksi bhe professional ko join kerty hain to us main do tarha k app ko millty ahin us main aik to short signal hoty hain our dosra us main long hoty hain app us main dono k oper apny account capital k mutabik trade lay sagty hean us main app ko bus hard work kerna ho ga our us ko as a business lay k chalna hai to us international business ko khud say learn kerna ho ga pher he us main app kamayab trader ban sagty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trading Signals

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                            Trading Signals:
                            Salam everyone trading signals ko follow karke hum trading ki kaafi area cover kar sakte hain jis se hum logo ko trade karne mein help mil sakti hai ke aj market kis side jayegi konsi currency trend pe hai konsi currency ki value high hai ya low signal ek kism ke symbols hote hain jo ek trader ke liye bohat zaroori hote hain ke bina kisi signals ya analysis ke koi bhi trader apni trade nahi kar sakte kyun ke jab us ko pata nahi ke konsi currency ki value ziada kis waqt kam hai ya ziada to in cheezon ko made nazar rakhte hue hi hum logo ko trade order lagana chaye ke jis se hum logo ko loss ka kam se kam chance ho and profit bhi gain ho.
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi trading karny to is sy pehly ache tahra analysis karny market is trend ko dakheny or is k alawa indicator ko dakhen wo Kya kehty han is k baad humy trade open karni chae ha is tahra humy loss k chance both kam hon gy or profit k chance both ziada hon gy humy ache useful indicator use karny or achy analysis k bad trading karny or jab bi trade open karny to proper money management or risk management k sath trading karny jab hum proper money management or risk management k sath trading karny gy to humy loss k chance both kam hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trading Signals

                              forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain forex mai hum singlas py be trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hum is mai mahnet kary gy to he hum kam kar ky pasia kama saky gy hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qsur nahi hota forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex agar hum forex mai new hain to hamy singlas py trading nahi karne chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X