Learning ya pher Earning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ya pher Earning
    Apke pass is mein learning hain to ap is mein earn kar sakte hain aur is mein apko earning se learning par dhiyan dena chahye aur is mein apko zada expriences hasil karna chahe tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning ya pher Earning

    Forex maen wohi trader kamyaab hota Hy fosyoyjo k learning k oper apna Sara focus rakhta hy hum us maen ache earning jb humeri learning ache ho gee to pher automatically hoo jaey get but reallity us k khuch baracs Hy us maen chahy koi forum members bonus k sath trade real account maen ker Raha hoo ya pher kise bhe trader ki apni personal investment hoo humeri thinking khuch our hote Hy jb hum trade lar rahy hoty Hain to us time loss ka bhe nahe souchty balkay sirf lot size bhe big profit leny k leay use kerty haen our hum ache earning ki tawaka ker k market maen trade enter kerty haen our us py pher stop out hoty haen ya emotional feeling ki what say khud he us ko loss maen close ker dety haen
    Meet dosto forex itna zeaay mushkil business nahe Hy hum ager step wise learning kerny k bad us ko karean gy to pher humery achy knowledge our experience k bad araam say ache earning ker laen gy
    • #3 Collapse

      Re: Learning ya pher Earning

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bossking پيغام ديکھيے
      Apke pass is mein learning hain to ap is mein earn kar sakte hain aur is mein apko earning se learning par dhiyan dena chahye aur is mein apko zada expriences hasil karna chahe tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain
      Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aap ko bahut jyada minute Ki Zaroorat hoti hai agar aap ek achi earning karna chahte hain to aapko Ek accha learner Bana hoga Jab Hamari learning achi Hogi toh hum automatically earning via Chi kar lenge Hame chahiye ke hum forum par acche se acche trade related thread ko share Kare aur accha bonus Hasil kare bonus account ke saath saath mein chahiye ke hum apna personal account be Banaye Jisme Khush investment karne ke baad hum Apne trading business ko bana sakte hain aur Hamesha Hame big size Ladka nahi sochna chahiye bulk a small lot par kaam karna chahiye jisse Hum trading business mein jyada der tak Rahe sake
      • #4 Collapse

        Re: Learning ya pher Earning

        Learning agar ki jaye to earning ka advantage kesi be time ki trading se hasil kia ja sakta hay, mera self decision ye hay key earning se zeyda learning par focus karna chaye, without learning key kabi be achi earning ka traders soch be nahi rak sakty es ley learning bahot hi achi karni zarori hay es se traders apny weakness ko khatam kar sakty hey aur traders ki trading me mazeed es time behtri ajati hay jab traders advance learning key stage me ponch jaty hey jes me (strategies ki learning, trading planing) include ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Learning ya pher Earning

          Learning ya Earning :

          Kabi bhi koe kam kernay say phelay pehlay us ko seekha jata hay aur phir is kam ko kia jata hay.

          Pehlay Learning :

          Trader ko chahye kay wo pehlay forex trading ko seekhay aur achi trah sya seekhnay kay bad us ko demo account per practice keray aur jab tak wo demo account main ye clear na ker lay kay trader trading main kamyab hay ya nahi tab tak wo live trading ko shoro na karay. jab us ko pata chal jaye kay wo demo main kamyab hay to phir wo live trading ko usi lehaz say keray jis trah say wo demo main ker raha tha.

          Ab Earning :

          Jab trader apnay ap ko is level per lay aye ga kay ab wo acha learn ker chuka hay aur apnay ap ko demo account main azma chuka ha to wo live trading ko start keray aur us say apnay liye earning karay.
          Last edited by ; 24-02-2019, 09:58 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Learning ya pher Earning

            Dear forex ek world best business ha is liye is mein acha experience ka hona bohat he zarori ha kiyon kay is mein achi practice hogi tabhi is mein kamyani hasil ki ja sakti ha jesy kay rules business ha ya

            tajurba

            forex mein kam karnay kay liye pehjly tajurba hona bohat he zarori ha kiyon kay forex ek ahca or kamyab business ha is liye agar is mein apko forex kay bary mein pta he na hoga to ap is mein kesy acha work kar sakeen gay is liye pehly apko forex mein acha tajurba hona zarori ha jo kay forex forum or demo practice say hasil hoga

            kamyabi
            kioyn kay forex aysa work ha jnis mein ap jitni marzi income earn kar sakty hein or forex online ka wo wahid work ha jis mein ap ek trad say bhe bohat he acha profit earn kar sakty hein or ye aysa work ha jo kisi bhe insan ko rich bna sakta ha agar wo forex mein acha experience rakhta ho to wo is say bohat he fast or achi earning kar sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Learning ya pher Earning

              Assalamu alaikum bhai aap ne Jo question Kiya Hai Main aapko Uske baare mein Yeh advise Dena Chahoonga ke hum logo ko learning Hasil karna chahiye ya area in Dono ko Hasil karne ke liye Jo most important hai woh Yeh Hai Ke apke Paas ke baare me knowledge experience Hona bahut hi jyada important hai
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Learning ya pher Earning

                Dunya ma koi bhi business bagair learning k koi bhi insan kamyab ni ho sakta ha is lye forex trading ma jo learn ni karta ha woh earn ni kar sakta ha, is lye forex ma learning boht zaruri ha q k forex boht is complicated sa kaam ha is ko samajhay bagair ham kamyab ni ho sakta ha, to kis expert trader se knowledge hasil karna chahye
                Practice: learning k baad practice bhi boht zaruri ha, demo pe practice kye bagair learning ka koi faidah ni ha, is lye learning k sath practice boht zaruri ha
                Learning+practice= success
                is lye dono chezain boht zarui ha aik successful trader bannay k lye, to jam ashay se learn karain gay ashay sa earn karain gay to hamain learning pe ziadah tawajah deni chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Learning ya pher Earning

                  forex trading jub k aik eraning business hai es main humain eraning se pahly leraning karni hoti hai q k jub tak hum leraning nahi karty hain tu hmain apni trading main kbhi bhi eraning nahi mil skti hai tu aysa kbhi nhi krna chahye ayse ap apni trading main risk ka factor increase karty hain jis k bad apko apki trading main loss hota hai profit nahi hota hai forex trading aik aysa business hai jis main aghr tu eraning ka khwab hai tu hmain es main pahly apni trading skill;s ko groom karna hota hai q k jub apki trading skills grom ho jati hai tu apko apki trading main eraning bhi definately mil jati hai tu pahly apko leraning karni chaye os k bad trading karni chaye ta k hmain loss na ho jo hmra khwab hai wo pora ho jay
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning ya pher Earning

                    forex eik assa business hay jis main ap ko theek tarah say market ki samajh nai ati hay to ap trade main loss ker datay hain kisi bhi trade ko laganay say phalay mager ko achi tarah say study kerna bahot zaroori hay or is k liya ap ko forex ko samajhna bahot zaoori hay ka kasay is business main kaam hota hay kasay marker chalti hay kasay trede lagahe jati hay or kasay profit hasil kiya jata hay oar in sub malomat kay liya ap ko is business ko samajhna k liya learnd kerna ho ga ager to ap an theek tarah say forex ko learnd ker liya hay to ap ab earning k liya tayar ho chukay hain
                    maray khyaal hay learning ka bad he theek earning hoti hay ager hummari learning theek ho gi to he humari earning theek ho gi
                    new aana walay phalay is liya he nakaam hotay hain k un ko is business k baray main theek tarah say maloomat nai hoti hay who market kay behavoir ko theek tarah say samajh nai saktain hain is liya un ko start main loss hota hay phir jub who forex ko time datay hain to is main profit earn kerna lagtain hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning ya pher Earning

                      Asslam o alaikum dear Pakistan forex forum. I hope you will be good and dear brother main apki baton sa full agree krta hoon and ap ko btana chahta hoon k traders nanny m liye jitna zyada learn kiya jay utna hi kam hy. Q k forex forum poori world ki number 1 online business website hi kah skty hain. To jaisa k baat hy k learning ya earning. To ya achi baat hy and ya bhi hy k ager ap forex main success hona chahty hain to ap zyada sa zyada learn karain. Q k Jo experts hoty hain wo kuch days main nahee kuch months main bhi nahee balky wo salon mai experts Banty hain. Tabhi wo month ka lakhon earn kr lyty hain. So hamain bhi bahot zyada learn karna chaheye hamain zyada sa zyada mehnat karni chaheye. And jab ham fully learned ho jain gy tab hamain earning achi ana start ho jay gi. So hamain mehnat and sabar sa kaam.laina chaheye. And learning k liye kisi expert ya senior k pass Jana chaheye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning ya pher Earning

                        dear forex ek aha or kamyab work ha is liye agar is mein acha work karna ha to first is mein acha experience or knowledge ka hona bohat he zarori ha jesa kay har business mein hota ha kiyon kay business forex ek online world wide business ha is liye is mein bhe is mein yehi karta rha is liye new user or newbiz sabhi kay liye yehi advice ha kay forex itna easy work nahi ha kay is mein deposit kiya or earning start kardi aysa bilkul nahi ha forex kay bary mein proper knowledge experience ka hona bohat he zarori ha kiyon kay is mein log sabhi work karty hein to is mein acha profit earn kar sakty hein so hard work or achy experience kay sath is mein life change work kiya ja sakta ha or hard work he apko kamyab bna dyta ha earning bhe bad mein he hoti ha agar acha experience hoga to ap life time acha profit earn kar sakty hein or success hasil kar sakty hien so first learning and then earning in forex
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning ya pher Earning

                          Agar hum forex k is business mein earning krnaa chhtai hain tO us k liye hmaiin phlai hmaiin learning krne hOge tb he hmain earning hoge learning k bghair earning mushkil haii.....aur agar hum minimum.learning k sath kaam kraiin gy tO yeh bht he mushkill hOgaa .....hamain is bss nuqsan he Hogaa
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning ya pher Earning

                            Dear forex trading ek aisa business hai jis mein aap bina kisi proper knowledge bina kisi proper guidance bina kisi proper experience and bina kisi proper analysis ke kabhi bhi kamyab nahi kyun trading mein aap ko trade se related jo bhi basic and advanced tools and knowledge uske baare main pata hona laazmi hai before placing trading order aap ne ek ek point and ek ek cheez ki analysis karni hoti hai ke wo market ke according fit hoti hai ya nahi agar humari trade market ke against chali jaati hai to hum trade mein loss le ke beth jaate hain to earning forex trading tab hi possible ho sakti hai jab humare trading ki knowledge hasil nahi hoti hai and ek acha earning wala trader tab hi ban paata hai jab us ke pas enough amount of experience ho us ki trading pe achi grip and skills ho tab certain time ke baad usko trade main acha profit gain hota and loss ke chances decrease hote hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning ya pher Earning

                              earning learning k sath munsalik ha. forex market aik bht bara plateform ha. is me kam krne k lia emotions ko control me rakhna kam ko samjna or phr is ko step by step krna intahai ahmiat rakhta ha. kam knowledge k sath agr ap bra risk len gay to nuqsaan uthain gay. jitni knowledge based effort krain gay wo utna he acha result day gi. agr aik trader demo account ki practice janta ho or trading tools k sath market fluctuation ko samjta ho to bhtr trading kr sakta ha. in short jtna ap forex ko seekhain gay utna e bhtr nataij hasak kr sakain gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X