Too much trading karna be mistake hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Too much trading karna be mistake hay

    G han friend ap ki bt bilkal durst hy forex m jb ham trading krty han to hamy aista or thori thori trading krni chaiy thori trades open krni chaiy ap k liay ye to zrori ni k aik trade ap ko profit dy gi to dosri b ap ko profit dy gi ho skta hy dosri trade ap ko profit k bjaiy itna loss dy k ap ka agla profit b khtam ho jaiy ye trading m hmari sb sy bari mistake hoti hy jo hmary loss ka sbab bnti hy hamy asi mistakes ni krni chaiy hamy anylyses ko study kr k market k up down ko dakh k trade open krni chaiy ta k ap ko sirf profit ho dosri sorat m sirf loss ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Too much trading karna be mistake hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k jab hum log maximum trading karty han to tab bi loss hota ha q k har waqat online reh k hum thak jaty han jis ki waja sy humy loss hota ha hum trading main ziada tawaja ni da sakty han is k ley humy apny mind ko relax karna chae ha har waqat trading ni karni chae ha balky analysis karny chae han us k hesab sy trading chae ha pending trade lagani ha instant order lagana laga k stop loss or take profit laga lan phr rest karny enjoy karny phr har waqat us k Sammy bethny ki zarort ni ha ap apny or kam kar sakty han or jab 2 sy 3 ganty guazareny to phr dakh lan ya phr jis time farme main trade lagai ha us k hessab sy dakhen ta k ap ko maximum profit ho or ap bi fit rahen or loss bi na ho
      • #18 Collapse

        Re: Too much trading karna be mistake hay

        Too much trading ya over trading aisay he hai kay trader apnay account kay free margin kay saath saath margins ko bhi risk mai daal laitay hain. aisa kabhi bhi nahi kerna chaiye kay pehlay say 2 trades open ho,unka spread bhi ziada ho aur phir koi aur trade bhi open ker li jaey. Aksar traders aisa kertay hain kay 2 traders open hoti hain unn mai say aik profit mai aati hai tou wo aik tesri trade open ker laitay hain. Halakaay pehlay jo trade profit mai ho usay close kerna zaroori hota hai. profit mai close honay waali trade balance mai izafa kerti hai jiss say margin mai bhi izafa hota hai aur uss kay baad new trade open kernay kay liye free margin bhi barh jata hai. Agar tarde close nahi hoto wo profit bhi floating he hota hai aur kamm ya total loss mai bhi jaa sakta hai. isis liye too much trading kerna aik intihai wrong approach aur strategy hai
        • #19 Collapse

          Re: Too much trading karna be mistake hay

          Gee han kuch trader aisay hote hai wo too much trading karte hai matlab boht zaida trade laga laite hai jab kuch trade profit main jaty hai or b zaida trade laga laite hai samjhte hai yeh b profit main jay gi yeh boht big mistake hai agar aap pro trader nai hai normal trader hai phir b kisi time aap ko high loss ho sakta hai jis ka aap ko boht dukh ho ga phir aqal aay gi is liay profit ka zaida na soch forex sikhnay ka socho
          • #20 Collapse

            Re: Too much trading karna be mistake hay

            Too much trading B agar koi trader Karta Hai To usko yah confirm Nahin Hota keva every trade Mein profit Hasil kar sakta hai too much trading karne Ko Main big mistake hi samajhta hun profit k satarge achievement AC jitni Jyada trading ki Jaaye to baat samajh mein Aati Hai Magar single day main profit target score complete karne ke bad Bhi Agar bahut Jyada trading Kaise traders ki taraf se ki Jaati Hai lekin ismein jo Banda acche tarike se trading karta hai use bahut jyada fayda hota hai Kyunki trading acchi Karenge to fayda bhi achcha Hoga reading karne se pahle Hamen banning Karni Hogi Jo Ham planning Karke trading Karenge To Ham Kamyab Hona Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Too much trading karna be mistake hay

              to much trading karne se zeyda tar loss ho jata ha jub aik bar loss hota ha tu next time trading karne ke liey aur loss ko recover karne ke liey capital bhi boht kam hota ha

              to much trades open karne ki waja se loss aisa hota ha ke baz oukat market ki movement aik jaisi hoti ha agr market usd ki waja se movement ayi ha tu wo har use majors pairs me same movement ho gi yeni usd strong howa ha tu usdjpy and usdchf up jaye gay eurusd gbpusd down ajaye gay agr ap in 4th pairs me 4th trades open kar de gay tu same movement ki waja se aik trades loss me Jane se sub loss me ja sakti hain kyuke traders ne baz dafa aik dosre ke against trade open ki hoti hain fake signal per isliey at a time agr aik trade hi open ki jaye tu ap ke liey faiday mand sabit ho ga jo har traders ko aisa 1 trade open karne ka rules apnana chahie
              • #22 Collapse

                Re: Too much trading karna be mistake hay

                Dear members excess of everything is bad isi formulae per Amal karte hue aapane trading karni hai Jab aap live trading kar rahe hote Hain to usmein har trade aapko suit nahin kar rahi hoti balke aapane selective trade Karni hoti Hai jinke bare mein aapko knowledge hota hai ki unki movement kitni fast aur violet ho sakti hai. Agar aap zyada se ziada trade lagate Hain aur jald close kar dete hain to use Surat mein aapko ziada profit Nahin Mil sakta balke agar aap Din mein do se char acchi tradeplace Karen aur zyada time ke liye hold karke aap accha profit Le sakte hain. Yah chote chote tips tamam traders ko pata hote hain lekin implement ham log nahin kar paate is vajah se hamen apni trading account mein nuqsan hota Hai. Isliye hamesha excess of trade se avoid Karen aur best selective trades Karen.
                • #23 Collapse

                  Re: Too much trading karna be mistake hay

                  Bihar main aapki baat se sahmat hun Jyada training karna bhi nahin chahie ya na hokar Apne Har account mein aap Bar Bar trading Karte jaen aur tu Kabhi Lagate Jaaye lekin trading karne ka TRAI Yahi Hona chahie ki aap ki ek Din Mein Ek trade hi Honi chahie aur vah trade Aisi honi chahie Jisko aap hundred percent when kar Sakun to isliye Soch samajhkar market ko analyse karte hue market ko acchi Tarah Se read karte hue train Karenge to aap use trade se Kamyab ho sakte hain aur use trade Se Accha profit Hasil kar sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Too much trading karna be mistake hay

                    8 ye mere dost aapane bilkul theek hai ki Jyada tight Karne Se nuksan Hota Hai vah sare log Aise Hote Hain Jo daily basis per bahut jyada trade Lagate Hain Magar Mujhko Khata fayda Nahin Hota Kyunki Unka unke property recover ho jata hai isliye behtar hai ki aap ek he treat Karen Agar vah minut vate Karen Jiske andar aapko profit Ho daily basis Mein karne se bhi aapko profitability Mein Kami hoti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Too much trading karna be mistake hay

                      g bhai ap nay theek kaha hai kai is market main too much trading karna buhat nuksaan day hai because market buhat zaida volatile hai aur volatility ki waja say movement buhat taiz hoti hai aur agar ap nay aik waqt main zaida trades open ki hon gi tu hum panic ho jayn gay aur apni trades ko sahi tarhan say treat nai kar payn gay aur mostly chances hain kai hum loss hi karwa bahithain gay aur loss kai sath sath hum apna account bhi wash karwa bhaitain gay. zaida trades aik waqt main dalanay ki waja say masla yeh hota hai kai jab market main aik dam say volatility ati hai tu humay samajh nai ati kon si trade ko open rakahain aur kon si trade ko close karain aur isi chakar mainhum achi oppurtunity ko miss kar bhaithtay hain aur panic ho kar galat trade ko close aur open rehnay daitay hain. humay chahiyay kai hamesha aik waqt main aik hi trade ko open rakahin us ka faida yeh hota hai kai agar humari koi trade negative chali bhi jati hai tu hum us kai wapis anay ka intazar kar saktay hain due to available backup in equitylakin is kam kai liyay humaray andar patience ka hona buhat hi zaroori hota hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Too much trading karna be mistake hay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
                        Ji Bhai Jaan aap bilkul theek kah rahe hain force trading business Ek bahut hi Achcha business hai agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen bahut hi Soch samajhkar kam karna hoga aur jab tak Hamen market ka acche tarike se pata nahin chal Jata Ham trade na lagaen aur demo account per Jyada Se Jyada kam Karen Kyunki demo account hi ek hi aisi place Hai Jahan se Ham Forex trading business ka bahut hi Achcha knowledge or experience Hasil kar sakte hain sabse Jyada Jaruri hota hai ki Jab aap Forex trading ki basic knowledge ko Hasil kar len to aap ek plan banaen aur use plan Mein ko follow karte hue kam karen to bhi aap acchi earn Hasil kar sakte hain Forex trading Jaise critical business se
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • #27 Collapse

                          Re: Too much trading karna be mistake hay

                          trader ko chahiye ke wo apne capital ko dekh ke trade kare jada trade nahi kare limited trade kare aur market ke news ko follow kare aur trading ke time mind ko fresh rakhe koi tention me ho to trade nahi kare warna loss ke chance bhi ho sakte hai.l
                          • #28 Collapse

                            Re: Too much trading karna be mistake hay

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
                            Traders AP bahut badi mistake karte hain bahut jyada profit Hasil karne ke liye overtraining karte hain aur waha time trading Karte rahte hain lekin unko profit ke Bajaye nuksan hota hai traders ko Apne mind Mein Ek baat Rakh leni chahie ke har time trading karne ke liye Achcha Nahin Hota Achha time kahan Hamen wait karna padta hai Jab Hamen trading karne ke liye acchi position mil rahi ho to aise time per trading karna best Hota Hai isliye Hamen overtrading Nahin Karni chahie aur Naam Ki Har time trading Karte Rahana chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: Too much trading karna be mistake hay

                              Traders AP bahut badi mistake Karte Hain ki vah bahut jyada profit Hasil karne ke liye overtraining karte hain aur vah Har time trading Karte rahte hain lekin unko profit ke Baje nuksan hota hai traders ko Apne mind Mein Ek baat rakhni chahie Ki Har time trading karne ke liye Achcha Nahin Hota Achcha time ka Hamen vate karna padta hai Jab Hamen trading karne ke liye acchi position mil rahi ho to aise time per trading karna best Hota Hai isliye Hamen overtrading Nahin Karni chahie aur na Hi Har time trading Karte Rahana chahie
                               
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Too much trading karna be mistake hay

                                Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
                                Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai main aapki baat se aagrah karta hun doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain ki agar Ham over trading Karenge To Hamen loss ho sakta hai to doston Hamen is platform per mehnat se aur Sabra se kam karna chahie aur sirf utani hi post Karni chahie Jitna Hamara schedule Banaya Gaya Hai Taki Ham focus aur active hokar kam kar sake ji han doston Hamen too much trading Nahin karne chahie isase Hamen nuksan ho sakta hai Hamen sirf Apne schedule ke mutabik kam karna chahie Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake doston Ham Yahan per isliye kam Karte Hain Ke.hmein Achcha profit Hasil kar sake aur Agar Hamari Kisi mistake ki vajah se too much trading Ho Jaati Hai To Ham loss Mein Ja sakte hain aur Hamen Achcha profit Hasil Nahin ho sakta.THANKX

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X