Jaiza: News Trading Strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: News Trading Strategy
    News Trading strategy

    Forex financial market jo key news event se influenced (mutaser) ho sakti hay esy events se na siraf profit limits ko increase kia ja sakta hay traders ko ye be advantage mil sakta hay key wo expensive mistakes ko control kar saken,

    Economic news reports se market short term key base par move kar sakti hay market me up down (Central bank ki policies agar change ho jaye, Interest rates, export aur unemployment rates ka kam ya zeyda) ye news event par hi depend karta hay, market ki har move hi news event par focus karti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: News Trading Strategy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    News Trading strategy

    Forex financial market jo key news event se influenced (mutaser) ho sakti hay esy events se na siraf profit limits ko increase kia ja sakta hay traders ko ye be advantage mil sakta hay key wo expensive mistakes ko control kar saken,

    Economic news reports se market short term key base par move kar sakti hay market me up down (Central bank ki policies agar change ho jaye, Interest rates, export aur unemployment rates ka kam ya zeyda) ye news event par hi depend karta hay, market ki har move hi news event par focus karti hay.
    Assalamualaikum ji bhaijaan bilkul sahi Baat kahi hai aapne Forex trading news bahut jyada main rakhti hai agar Hum Apne property limits Ko Badhana Jate Hain aur Forex trading ke poore advantage Hasi karna chahte hain to Hame proper news par Nazar Rakhna Hogi some countries economic news reports a market short term ke base par maaf kar sakti hai market Mein up down Central Bank policies ki wajah se Aata Hai for aapko chahiye ke aap international news ke liye Apna ek time table bana le aur zaroor Forex trading ki news Dekhe Taj aapke Forex trading business mein experience ho aur aapki trade Hamesha profit mein ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: News Trading Strategy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      News Trading strategy

      Forex financial market jo key news event se influenced (mutaser) ho sakti hay esy events se na siraf profit limits ko increase kia ja sakta hay traders ko ye be advantage mil sakta hay key wo expensive mistakes ko control kar saken,

      Economic news reports se market short term key base par move kar sakti hay market me up down (Central bank ki policies agar change ho jaye, Interest rates, export aur unemployment rates ka kam ya zeyda) ye news event par hi depend karta hay, market ki har move hi news event par focus karti hay.
      news ke time pe trading karna bahut jyada risky hota hai aur news ke impact so jana se bahut jyada Mushkil hota hai bahut sara traders aur senior traders Zee News ke time pe trading karne se Rokne Hain Agar traders news ke time pe trading karna chahte hain koun ke paas trading ka bahut jyada experience Hona bahut jaroori Hai new traders photo bilkul bhi trading nahi karni chahiye news ke time par qk is time market bahut jyada risky Hui Hui hoti hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: News Trading Strategy

        Assalamualaikum Bhai aap number counting baat ki hai hame trading strategy ke baare mein information hona chahiye aur Agar Hum logo ko aur trading strategy ke baare mein information Hai To Hame trading karna bahut easy ho jata hai
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: News Trading Strategy

          Je News pe trading fundamental trading ma ata ha q k forex market ma News ka bohat bada kirdar ha to Trading kartay waqt hamain din bhar ki news ka bhi khyal rakhna chahye k konsi currency pair ki news arahi ha aur os ka impact kia ho ga os currency pair pe, to hamain news ki actual aur forecast pe bhi nazar rakhni chhaye agar high profile news ho to hamain trade ni karni chaye news k guzarnay k wait kar lena chahye q k news pe trade karana bohat hi risky ho jata ha is lye jab news guzar jaye aur market stable ho jaye aur trend clear ho jaye to os waqt hamain trading signal ka wait kar k market ma entry leni chaye otherwise hamain order ni lagana chahye aur agar news pe trading karna hi ha to hamain pending orders lagana chahye lakin small lot k sath trade karni chhaye is se risk kam ho jatah ha aur ziadah loss ki tension ni rehti ha is lye news pe kam se kam trading karni chahye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: News Trading Strategy

            dear forex traeder asslam ao alikum umeed karta hoon kay ap kheriyat say hon gy theak kaha ap nay news ke time pe trading karna bahut jyada risky hota hai aur news ke impact so jana se bahut jyada Mushkil hota hai bahut sara traders aur senior traders Zee News ke time pe trading karne se Rokne Hain Agar traders news ke time pe trading karna chahte hain koun ke paas trading ka bahut jyada experience Hona bahut jaroori Hai new traders photo bilkul bhi trading nahi karni chahiye news ke time par qk is time market bahut jyada risky Hui Hui hoti hai
            is liay hamen ecconomical news ko mziada say ziada importance daini chahiay jis ki wahja say ham kafi ziada faida hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: News Trading Strategy

              jab b order ko place karty hain to is main kafi chezon k khyal rakha jata hay jis main news ka b hota hay kun kay market main jb b order lagty hain to is main news ka time avoid kar kay kam karty hain to ziada best hota hay is say ye hota hay kay jab b news ati hay to market main kafi movement fast ho sakti hay agr to profit hota hay to kafi profit hasil ho sakta hay or agr market favor main nai hoti hay or loss ki trf move karty hain to is say ye b ho sakta hay kay ziada loss ho sakta hay or market main loss ho sakta hay may possible trade kay loss ki waja say account wash b ho jaye tto humain trading karty time is main achi se stratgy b ana kar kay kam karna ho ga or news ki help say b or trends ki help say b kam karna ho ga ta kay market main km time main ziada acha profit hasil ho sakay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: News Trading Strategy

                trading main kam karny kay liye huma in stratgy ka bana kar kam karna ziada aham samjha jata hay kun kay har aik kam karny kay kuch asool hoty hain jin ko follow kar kay market main kam karana hota hay isi tra trade main kam karny kay liye asool hoty hain jaisy kay humain kamyab trading karny kay liye is main stratgy ka bana hota hay kay achi stratgy ho gi to hi trade main achi earning hasil ho sakti hay isi tra trade karty htime humain news ka b khyal rkhna hota hay is say ye hota hay kay news any say market main kafi movment hoti hay kbhi to market favor main move kar jati hay or kabhi to market loss ki taraf move kar jati hay so humain active ho kar kam karna ho ga or news say b faida lay kar humain market main acha profit gain karny ki koshish karna ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: News Trading Strategy

                  market main news ka kafi aham role hota hay kun kay market main jab news ati hay to is say market ki movement kafi fast hoti hay so market main kam karny kay liye humain active ho kar achy say kam karna ho ga jis say trade karna huamry liye best ho sakta hay is main news ki helps say kam karna b best hay jaisy jab hum dykhty hain kay market main news a chuki hay market main itni ups and downs nai hay to tab b trends ki help say kam karny say acha profit hasil ho sakat hay so humain active ho kar achy say kam karna ho ga ta kay market main kam karna profitable ho sakay is main agr cahrt ko read karty hain or is main stop loss ka use karty hain to ziada loss nai hota hay profit hasil karny kay liye take profit ka b use karna aik limit fraham kar dyta hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: News Trading Strategy

                    G ap ny sahi kaha hai lekin me ye new traders sy kehna chahta hu k news par trading na kary q k new k doran market ki movement bohat fast hoti hai agar ap us doran trading kary gy to ap ka account wash b ho sakta hai is liye ap ko chahiye k ap news k waqt market sy door hi rahy.
                    Or jo traders average hai ya seniors hai ab un ko chahiye k news k bary me dekhty rahy or analysis karty rahy q k agar news k bary me ap ko pata lag gya or ap ko smjh agai to ap achi earning kr sakty hai lekin news trading hai mushkil lekin agar ap seekhy gy to ap ko trading ajaye gi or news trading par jitna profit hota hai utna loss b ho sakta hai is liye soch or smajh kar trading kary news k doran.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: News Trading Strategy

                      Agar Hum Log forex market main Zyada Se Zyada hard work Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut fayda hota hai uske sath Hum logo ko achi se achi new planning Karni chahiye tha Ke Hum Log apni planning ko Kamyab kar sake aur usse Hum logo ko Kafi fayda Hoga Aur Hum Log Isa kaafi accha profit hassil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: News Trading Strategy

                        Forex trading business International online worldwide business hai isiliye Forex trading business Mein currency ki tree Lagaye Jati Hai Forex trading business Mein trade order Lagane se pahle Hamen news ka analysis karna chahie aur Hamen news trading strategies code wala karna chahie ya Ne Hamen news ko Dekhte Hue start jisse ko develop karna chahie aur use per implement karte hue trade order lagana chahie kabhi bhi without start this news trade order Nahin Lagana chahie news bahut jyada effect Katti Hai Hamari trade Ko Hamari currency ko isiliye koshish karen ki news ko Dekhen aur Market ki apan down situations ko Dekhte Hue hi trade order lagaen aur strategies 12 Karen market ki up and down situations ko Dekhte Hue apni start Jisko bhi change karte Rahana chahie Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake Shukriya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: News Trading Strategy

                          Trading market pay news ka bohat impact hota hai. International news analysts her waqt aisi news ko monitor ker rahey hotay hain jo kisi bhi kisam ki economy say related news ko fori tore pay observe bhi kertay hain aur saath mai uss pay analysis bhi ker kay traders ko update kertay rehtay hain. Aisi news say Tarders ko bohat faida hota hai kiyu kay news say Tarders ko apni future trading kay liye planning kernay ka acha idea mill Jata hai. News kay sath trading kernay kay liye Tarders ko khud bhi home zarur kerna chaiye kiyu kay news fake bhi ho sakti hain. Tarders ko chaiye kay news ko parh kay aur samajh kay terminal pay big time frames mai khud bhi trends daikha karain aur analysis ker Lia Karey uss kay bad trade open kia karain. News ko verify kerna bhi bohat zaruri hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X