Chart me bahot zeyda indicators ka use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart me bahot zeyda indicators ka use karna
    Jo traders kesi pair key chart me bahot zeyda indicators key use karny ko apny ley necessary samjty hey esy traders kesi be 1 indicators key signals se faida nahi le sakty, bahot zeyda indicators ko use karna bilkul be market ko analysis karny me help nahi de sakty, 1 hi acha indicator use karna achi trading key ley bahot hota hay,

    agar 4 ya es se be zeyda indicator 1 hi chart me open hey to market ki na to movement ko samja ja sakta hay aur ye be ho sakta hay key ye indicators different direction (buy sell) ka indication de, bahot se traders ki nakami ki waja 1 se zeyda indicators ko use karny ki be ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum ji Bhaijaan main aap ki baat se Mukammal Tomar Pagli Karta Hoon Jab Hum Forex chat par Jyada indicators Lagate Hain Toh Humein Sahi signal nahi aa sakte bol ke hum double main ho Jate Hain bahut jyada indicator use karna market Mein Hame help nahi de sakta bol ke Hamare mind ko double minded ki taraf Le jata hai agar aap multiple indicators ka use karna chahte hain to aapko chahiye aap sirf ok 3 indicators 1st sem result Hasil karne ke baad Apne trade go open kare agar aap bahut Sare indicators open the Lenge Ye aapki nuksaan ki wajah Ban Jayegi aur aap ko lost ka Samna karna padega
    • #3 Collapse

      Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Jo traders kesi pair key chart me bahot zeyda indicators key use karny ko apny ley necessary samjty hey esy traders kesi be 1 indicators key signals se faida nahi le sakty, bahot zeyda indicators ko use karna bilkul be market ko analysis karny me help nahi de sakty, 1 hi acha indicator use karna achi trading key ley bahot hota hay,

      agar 4 ya es se be zeyda indicator 1 hi chart me open hey to market ki na to movement ko samja ja sakta hay aur ye be ho sakta hay key ye indicators different direction (buy sell) ka indication de, bahot se traders ki nakami ki waja 1 se zeyda indicators ko use karny ki be ho sakti hay.
      raisins 95 ke saath hai ek aata hai indicator ko Lagaye Agar wo Apne Chat Pe Sada indicators lagayenge tovo double minded ho jayenge aur achi trading nahi kar Sakenge isliye Jyada indicators Chhat Par Na Lage 68 reading acchi nahi hogi aur lost Agencies increase ho jayenge traders ko chahiye kya ek hi indicator at a time Lagaye
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

        G han dear chart mein agar ap zyada indicators ko use kareen kay to market ko achi tarha say judge karna bohat he mushkil hoga is liye market mein agar ap mt4 pay zyada chart ka use kareen gay to ap chart mein pura ghar jaye ga indicators ki wja say chart ka pta bhe nahi chaly ga is liye jabhi ap market mein chart oepn kareen mt4 mein to is mein sirf 2 ya 4 indicadtors ka usse kareen kiyon kay zyada indicators ko use karna behtar nahi or behtar indicators ka inskhab karene jesy kay rsi mcad billinger band jesy indicators ka istamal karna behtar ha jis ki help say achi earning ki ja sakti ha
        • #5 Collapse

          Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

          Assalamualaikum ji haan bhai aapne bilkul theek baat ki hai main aap ki baat se Puri Tarah agri Hoon ke hum logo ko Zyada indicator use nahi karna chahiye Banke Hame apni Samajh Ke Kabhi Jyada Se Jyada istemal karna chahiye
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

            je ap ne bohat hi ashi baat ki ha hamain chart ma bohat ziadah indicators ni laganay chahye is k boht ziadah nuqsanaat hotay hian jaisay
            == market ko analyse karnay ma mushkil hoti ha
            == Trend ko identify karnay ma bhot ziadah confusion ka samna karna padta h
            == order place karnay ma hesitation hoti ha k order kis indicator ko dekh kar lagana ha k ni,
            == order ko close karnay k waqt mushkil hoti hai
            is lye hamain chart pe sirf aik ya do indicators ko use karna chahye ta k behtar results hasil kar sakain,
            examples:
            moving averages + stochestic Oscillator these two idicators kafi hain trading karnay k lye
            to hamain zaidah indicators ko laga kar chart ko mazeed complicate ni karna chaye, ap ka trading chart jitna simple ho ga utna ap trading asani se kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

              g han bhai jan apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat krta hun forex trading main indicators ko use karna aik sahi amal hai laken aghr hum aik sath boht se indicators ko use kar rahy hain tu apko jo best indicator aik bhi hai wo bhi apki trading achi nahi kar skta hai tu sub se pahly tu hmain chahye k ayse factor ko apni trading main add he nahi krna chahye jis main risk hota hai q k risk se he apko trading main loss hota hai aghr tu indicator ko use krna hai tu aik chart main aik he indiactors ko use karen jis se apko loss na ho or ap apni trading ko bahtr kar k proftable bna saken trading aik risky business hai es main risk ko mange kar k he hum loss se bach skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                app na bilkul theek kaha hay k ager eik say zeyada indicators laga ker koie trede ki jaya gi to is ko manage kerna main mushkil ho gi oar hum is trade ko is tarah control ni ker saktain hain jis tarah say kisi trade ko control kerna k huq hota hay wasay bhi market kay behavior ko samnay raktay hoya indecator ko lagaya jaya to who kisi bhi trade k liya achi sabit ho sakti hay is say humay trade ko control kerna bhi aasa ho ga oar market per nazer rakhna bhi aasan ho ga oar jub market hummay nazer aaya gi to is per profit lana bhi aasan ho jata hay is liya eik he indicators eik he time per use kerna chaya
                • #9 Collapse

                  Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                  G bhai Jan asslam o alaikum I hope you will be good and dear Pakistan forex forum members main apko btana chahta hoon k trading krna har member k bass ki baat nahee hy. Ya bahot hi zyada complicated , hard work hy. And rahee bat chart main 5.6 indicators ka use karna to its not good. Is sa pahli baat ya hy k admi pahly to loss main hi jay ga. Doesri baat ya hy k aged ham zyada indicators ka use karain to signal bilkul damdge halat main ain gy. Mery khiyal main hamain just aik hi indicator ka use karna chaheye and aged koi zyada karna chahta hy to us ko chaheye k wo zyada sa zyada 2 indicators ko use karai. Any way aik ka use karna bahot zyada best hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                    Han g yah bat to theak hai k forex aik riksy kam hai or ham us time tak is se earning nahe kar skty jab tak ham is risk ko kam na karin or risk ko kam karny k lai ham ko different statigy use karna party hai . is lai baz log chart per differnert indicator use karty hai. jiss se chart boaht complicated ho jata hai. jo her bandy ko samjh nahe ata is agr ap new ho to chart ko atna zyda complex na banain. main b just support and resistance and different pattern ko use krta ho . per chart readable rahta hai. yani zyda complex nahe banata
                    • #11 Collapse

                      Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                      dear forex trader asslam o alikum umed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon ap nay sahi kaha kay jab bhi ham ziada say ziada indicators ko use karen gy utna crital halat ban jy gi n Jab Hum Forex chat par zyada indicators Lagate Hain Toh Humein Sahi signal nahi aa sakte bol ke hum double main ho Jate Hain bahut zyada indicator use karna market Mein Hame help nahi de sakta bol ke Hamare mind ko double minded ki taraf Le jata hai agar aap multiple indicators ka use karna chahte hain to aapko chahiye aap sirf ok 2 indicators 1st sem result Hasil karne ke baad Apne trade go open kare agar aap bahut Sare indicators open the Lenge Ye aapki nuksaan ki wajah Ban Jayegi aur aap ko lost ka Samna karna parhy ga is liay hamen kam say kam indicators ko use karna chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                        Hum logo ko indicator isko istemal karna chahiye jisse Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain isliye Hum Logon Ko Dakota ko istemal Kar Ke accha profit banana chahiye face Ke Liye Hum Logon Ko Kafi hai ki kamyabi milegi Hum Log Kafi achha bana sakte hain aur hum logon ko bahut sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                          Lalas traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab lalaj Karte Hain To traders Kanpur office bhaina laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada project banane ki grid na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                            Jo traders kesi pair key chart me bahot zeyda indicators key use karny ko apny ley necessary samjty hey esy traders kesi be 1 indicators key signals se faida nahi le sakty, bahot zeyda indicators ko use karna bilkul be market ko analysis karny me help nahi de sakty, 1 hi acha indicator use karna achi trading key ley bahot hota hay,

                            agar 4 ya es se be zeyda indicator 1 hi chart me open hey to market ki na to movement ko samja ja sakta hay aur ye be ho sakta hay key ye indicators different direction (buy sell) ka indication de, bahot se traders ki nakami ki waja 1 se zeyda indicators ko use karny ki be ho sakti hay.
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main candles chart main humy kam sy kam or simple indicator use karny chae han main simple moving average or RSI use karta hon in ki movement sy hum market ki movement ka andaza laga han or in ki help sy hum ache trading kar sakty han
                            Forex trading main successful hony k liay humy proper learning or practice karni ho ge indicator ko samjny k ley is sy hum indicator ko bi seek sakeny gy or ziada sy ziada knowledge or experience bi hasil Kar saken gy or behtar life bana sakeny gy jtna ziada hum seekeny ki try karny gy hum forex trading main utny he kamyab hon is ley humy proper or simple indicator istamal karna zarori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chart me bahot zeyda indicators ka use karna

                              Wsie tu trading karny ke indicators ke bohot zaroorat parhti hai . indicators traders kay liye kafi faidamand b sabit hoty hain kion ke inke madad say traders kay liye market ko undersitand karna b asan rehta ha aur sab sy bari baat yeh ke traders ko jaldi market ko samjhny mai madad daite hain.
                              Ziada tar achy traders 2 say lay ka r 3 tak indicators ka use karty hain. kion ke ager bohot he ziada indicators ka use Karin tu phir iss say sab say bara problem yeh ho jata ha key yeh aksar traders ko decision kay time per confuse b kar sakty hain aur ziada indicators ke waja say traders ko trading decision karny mai kafi time lag sakta aur kafi mushkil paish aa sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X