forex k profit per, news ka aser
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k profit per, news ka aser
    kisi bi country ki ecominy per is country k halat bhi aser andas hotay hain or who asser is country ka tamam business per bi hotay hain oar forex to assa business hay jis per news bahot he assr keti hay
    koie bhi news ap ki loss wali trade ko profit main or profit wali trade ko loss main change ker dati hay .is liya kaha jata hay ka jub bi ap koie bhi trade lagaye to jahan or chazoo ko dekhtay hain whoha he news per bi nazar dal lain
    kaha jata hay ka eik achi trade lagana k liya market ko dekhna ,is main market ki movement ko dekhna ,is pair ko dekhna ,jis main ap trade laga rahay hoon .apna bouns ko dekhna ka jis pair per ap trade laga rahay hain is main ap k bonus theek rahay ga
    is he tarah news per nazer rakhna bi eik achi trader ki neshani hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex k profit per, news ka aser

    forex kay profit ka news ka asar to boht parta hay.zahir hay kay jab dunya ke super powers kay andar koe problem paida hota hay khawh wo siasi ho ya moashi ho to ek dafa to wo pura mulk preshani say do char to ho jata hay aur jab koe boht achi khabar ho to pury mulk main khushi ke lehar dor jati hay to jab koe achi khabar ho to forex market main tezi aa jati hay aur agar koe buri khabar ho to market main susti ho jati ha aur log trading karny say ghabra jaty hain. Preshan kun khabron say market par bura asar parta hay aur traders karobar main dilchaspi ni lety aur profit ke ration khatarnak had tak kam ho jati hay aur agar koe khushi ke khabar ho to market main trader yakdam tez ho jaty hain aur karobar ka hujam barh jata hay aur sath he munafa ke ratio main bhi khatir khawh izafa ho jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: forex k profit per, news ka aser

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
      kisi bi country ki ecominy per is country k halat bhi aser andas hotay hain or who asser is country ka tamam business per bi hotay hain oar forex to assa business hay jis per news bahot he assr keti hay
      koie bhi news ap ki loss wali trade ko profit main or profit wali trade ko loss main change ker dati hay .is liya kaha jata hay ka jub bi ap koie bhi trade lagaye to jahan or chazoo ko dekhtay hain whoha he news per bi nazar dal lain
      kaha jata hay ka eik achi trade lagana k liya market ko dekhna ,is main market ki movement ko dekhna ,is pair ko dekhna ,jis main ap trade laga rahay hoon .apna bouns ko dekhna ka jis pair per ap trade laga rahay hain is main ap k bonus theek rahay ga
      is he tarah news per nazer rakhna bi eik achi trader ki neshani hay
      Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading main use both Jada Asar karti hai agar Hum Ek accha profit Hasil karna chahte hain Toh Humein proper news dekhna Hogi UK news Hai Hame Pata chalega ki market he said remove kar rahi hai agar Hame Hua Kyuki movement ke baad mein proper information mil Jayegi Toh Hum accha profit Hassan kar sakte hain profit Hasil karne ke liye aur ek bachi Tel lagaane ke liye news karna Zaroori Hota Hai news aapko online internet par aasani Se Mil jati hai aur aap ko TV channel se bhi Haseen ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex k profit per, news ka aser

        Forex market par asaar andaz hony waly news countries ki economies aur us key halaat par depend karty hey, countries ki production value us ki currency ko positive effect kar sakti hay other halat country key jes level key hoty hey us ki currency par positive key sath negative asaar kar sakty hey, news ka release hona es bat ka indication deta hay key market prices me changing a sakti hey, hamary bahot se trades jo profit se loss me convert ho jaye hey es ki main waja agar koi ho sakta hay to wo news ka release hona hi ho sakta hay esi news hamary position trade par negative asraat dalty hey.
        • #5 Collapse

          Re: forex k profit per, news ka aser

          Forex se related koi bhi major news traders ki trades and analysis par asar andaz ho sakti hain. Is ki waja ye ha k market mein trading currencies ya commodities par ki jati ha, ab agar kisi bhi currency ya commodity se positive/negative correlation wali news ati ha to ye currency ki country ki economy ko show karti ha. Agar economy strong ho rahi ha to news ka impact positive hoga or agar economy weak perform kar rahi ha to news ka asar bhi negative hoga. News trading se ziyada tar opened trades walay traders suffer hotay hain because new trades walay traders k pas market ko dekh k trade open karnay ka moqa hota ha magar opened trades ko market k sath modify karna mushkil hota ha.
          • #6 Collapse

            Re: forex k profit per, news ka aser

            Assam alaikum bhai aapne Jo question Kiya Hai Uske baare me answer karna chahata hoon Ke Mere Khayal Se Jahan Tak Mujhe Uske baare mein knowledge hai news ka profit pr asar padta hai Zahid si Baat Hai Jab market Mein body movement Hogi Phir Wo Chahe last moment half yearly profit movement no nothing padta hai
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: forex k profit per, news ka aser

              Jib him logo news ko follow kar ky trading krty ha to is Waqt him logo ko profit sy koi nhi rk skta ha is Leya him logo ko news ko follow karna chahiye news ke motabik ager him logo ko bhot hi Zayed fuda hota ha or him logo ko bhot hi Zayed profit Milta ha or him logo ko kamyabi milti hai
              • #8 Collapse

                Re: forex k profit per, news ka aser

                News bahut effect karti hain trading ko. News markeet ki moves pe achanak se hamla karti hain or Markeet ki direction ko change kar deti hain.

                Country k political and economical conditions ka currency pe bahut assar hota ha. Kissi bhi mulk ke IMPORTS or EXPORTS currency ko value ya devalue karti hain. Or ye ups and downs ka pata sirf or sirf news se chalta ha.

                Forex aik electronic markeet ha his main trillion dollars ka lain dain hota ha daily. Or trading hoti ha poora hafta. Is main har Lamha charts reading k sath sath news awareness bhi rakhi jati ha ta k UNEXPECTED loss se bacha ja sakta.

                News se economy ki strength or weakness show ho jati ha. Or easily andaza laga sakte hain k sell order lagana ha ya buy.

                Yahi waja ha k international or world trade news se touch rehna forex world mai stable rehnayk liay bahut zaroori ha.
                Last edited by ; 24-04-2019, 10:04 AM.
                • #9 Collapse

                  Re: forex k profit per, news ka aser

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
                  kisi bi country ki ecominy per is country k halat bhi aser andas hotay hain or who asser is country ka tamam business per bi hotay hain oar forex to assa business hay jis per news bahot he assr keti hay
                  koie bhi news ap ki loss wali trade ko profit main or profit wali trade ko loss main change ker dati hay .is liya kaha jata hay ka jub bi ap koie bhi trade lagaye to jahan or chazoo ko dekhtay hain whoha he news per bi nazar dal lain
                  kaha jata hay ka eik achi trade lagana k liya market ko dekhna ,is main market ki movement ko dekhna ,is pair ko dekhna ,jis main ap trade laga rahay hoon .apna bouns ko dekhna ka jis pair per ap trade laga rahay hain is main ap k bonus theek rahay ga
                  is he tarah news per nazer rakhna bi eik achi trader ki neshani hay
                  Assalamualaikum ji bilkul bhai agar aap Chahte Hain ki aap ko jo bhi product Mein profit Ho double Ho Jaaye aur hundred percent sure ho jaaye to uske liye aapko Forex key newspaper Amal karna hoga US News ko follow karna hoga jo news aati ho bilkul through hoti hai aur uske according Olympiad Lagaye to Hamein bahut jyada profit hota hai lekin Agar Hum usko ignore kar ke trade open karne Ja aapne usko avoid Karke trade raid open karne to obviously Hamare loss ke chances bahut jyada ho Jate Hain Jo log news ko bolo nahin karta hai kya Jo log apni Marzi se phone kar dete Hain Unhe jyadatar Dekhne Mein Aaya Hai Ke nuksan Hota Hai lekin jo log news ko follow kar lete hain wah Forex ke profit Mai bahut jyada change dekhte hain Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: forex k profit per, news ka aser

                    Dear agar aap Chahte Hain Ki aapko bhi product Mein profit Ho double Ho Jaaye aur hundred percent Shor Ho Jaaye uske liye aapko Forex ke newspaper Amal karna Hoga US News ko follow karna hoga Jo news aati ho bilkul route hoti hai aur uske lagaen To Hamen bahut jyada profit hota hai agar Ham usko ignore Karen To Hamen loss bhi ho sakta hai Forex a electronic market hai yahi vajah hai ki International aur World Trade news se touch Rehana Forex word mein stable Rahane ke ke liye bahut jaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: forex k profit per, news ka aser

                      Forex trading mein market ko anslsyse Karny me commonly do methods use hote Hain jin msin se ek Ko technical analysis kaha jata hai aur dusre ko fundamental analysis kahate Hain. Trading news media briefing bank statements aur tamam trading related issues ki news ko fundamental analysis may consider Kiya jata hai. Trading news ka trading ki market per bahut gehra asar hota hai aur iski wajah se a bahut fast and rapid change aata Hai jo ke normally market mein Nahin a sakta. Agar ek trader apne analysis mein technical point of view ko shamil karta hai lekin fundamental issues ko avoid karta Hai to vah kisi bhi Surat mein kamyabi Hasil nahin kar sakta kyunki aapko news ki awareness hamesha rakhni parati hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex k profit per, news ka aser

                        Forex traders kay profits per news ka bohat asar hota hai kiyu kay trading market fundamental kay sath saath news ka bhi bohat impact laiti hai aur news ki wajah say market ki situations he badal jaati hain. News ki wajah say trading markets bilkul totally behavior change ker jaati hain. Forex trading taqreebun her country ki economy kay saath juri hui hai. Jab kisi mulk ki koi bhi aisi news jo waha kay business say related ho, import export say related ho, interest rates say ya job rates say related ho tou uss ka Forex market pay acha ya bura asar uss ki wajah say zarur ata hai. Kaamyabi aisi soorat e haal mai unn traders ko he milti hai jo kay news ko pehlay say judge ker laitay hain aur apnay steps pehlay say he news aur experts kay analysis say Co ordinate ker laitay hain. News ka profits aur loss dono pay he bohat asar hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex k profit per, news ka aser

                          Har important news hi market key pairs key price me upward ya per downward ki waja banti hey, esi news jo key currency par impact kary ye other pairs ki prices ko be change kar sakti hay, 1 trader ki nazar esi hi important news key release hony par aur high impact karny wali news par honi chaye, news calendar me esi news ham daily es ka jaiza le sakty hey aur es ko follow karny ka market me hamy chance be milta hay zarorat es bat ki hay key traders fundamental analysis ki learning karen ta key har important news ko understand aur es ko follow karny me asani mehsoos kar saken.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex k profit per, news ka aser

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex se related koi bhi major news traders ki trades and analysis Parishram Das ho sakti Hai Iski vajah yah hai ki market Mein trading currencies ya commodities per ki Jaati Hai Ab Agar Kisi bhi currency yah commodity se positive negative correction wali news Aati Hai To yah currency ki countary ki kramank Osho karti hai agar economy strong ho rahi hai to news ka impact positive Hoga aur Agar economy week perform kar rahi hai tu news Ka Asar be negative Hoga news trading Se Jyada Dar open trade wale traders Safal hote hain Vikas newtrade wale traders ke paas market Ko Dekhkar trade open karne ka mauka Hota Hai Magar open trade Co market ke sath modify karna Mushkil Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhout sy traders aisy hain jo ap ko just fundamental news pay trade karty howy milty hain. Ap ko cheye kay ap ko ager technical analysis ya long terms trade ka masla rehta hai tu ap apny major pairs kay hisab sy trade kar sakty hain. Un ki news daikh lain jo high impact wali news hai ap us ko follow kar kay apni trade ko behtar bana sakty hain or achi tarha ap us mai trade kar kay earning kar sakty hain. Ap apni trade ko achy sy manage karny kay leye zarori hai kay trade ko behtar bana kar earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X