Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi
    Ghalti (Mistake) :

    Har wo kam jo us khas time per na kerna ho aur wo ho jaye to us ko ghalti yani mistake kaha jata hay. koe kam kisi aur kam ki jaga per ker dena ghalti kehlata hay. is main kuch kam Time kay lehaz say ghalat ho saktay hain aur kuch kam khud ghalat hotay hain jin say bachna chahye.

    Ghalti ki wajah :

    Forex market ki ager bat ki jaye to ghalti ki main waja trader kay ilam ka kam hona hota hay. que kay jab tak trader ko kisi cheez ka ilam kam ho ga ya ho ga nahi to wo yaqeenan ghalti keray ga. Ghalti ki waja kam ilam kay sath sath kam practice bhi ho sakti hay.

    Kamyab Trading :

    Kamyab trading ki taraf pehala kadam ghaltion ki nishan dahi ker kay un ko remo kernay kay liye iqdamaat kerna hota. Ager kisi trader say koe ghalti ho jati hay to wo us ko pehlay nishan dah keray aur us ko khatam kernay kay liye study ya practice jo us kay liye mozoon ho keray.
    Jab koe trader apni ghaltion ko is tarika say khatam kerna shoro ker day ga to wo kamyab trading ki traf safar shoro ker dey ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

    Trading me mistakes (ghaltiu) ko remove kar dena hi Forex traders ki kamyabi samji jati hay, past ki trading bahot se esy lessons de sakty hey jo key other sources se esy lessons ka milna possible nahi hota, past trading ka record me esi ghaltiu ko search karna aur us ko define karny se traders ki future ki trading performance behtar ho sakit hay, 90% traders key fail hony ki waja yahi hoti hay key wo apni ghaltiu ko avoid ya ignore kar dety hey aur es ko business ka part samaj kar bohl jaty hey magar esi ghaltiu ko remove kar dena hi traders ki kamyabi ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

      Assalamualaikum bhai aapne Jo Baat Ki Hai Wo bilkul theek baat ki Hai Jab Kabhi Kabhi Aisa Hota Hai Ke Humne Koi Aur posting Karni hoti hai koi reply karna hota hai lekin usme Thodi mistake ho jati haiaur Firoz ki wajah se kam Hamari posting ko delete kar diya Jata Hai Lekin Mere Khayal Se Tum Koshish Karne Walon Ko Na Chahe Kabhi Kabhityping ki wajah se bhi thodi bahut mistake ho jati hai isliye hai on hai post delete Karne Se Pehle usko ek baarrevised kar lena chahiye
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

        Forex trading business mein koi bhi trader us waqt tak kaamyaab trader nhi ban sakta jab tak wo apni mistake ko cover nhi karta kiok jab bhi forex trading business mein loss hota hy tu kise galti se hi hota hy aur Koi bhi trader apni Marzi se galti nhi karta kiok galti bhi tab hoti hy jab hum ko forex trading business ki achi learning na ho aur forex trading business ka knewledge aur experience na ho aur agr hum ko forex trading business mein apni mistake ko cover karna hy tu hum ko forex trading business ko sekhna ho ga aur aur forex trading business ka acha knewledge aur experience hasil karna ho ga agr knewledge aur experience ho ga tu hum apni galti ko dekh saktay han aur us ko cover kar saktay han aur agr hum apni galti ko cover nhi karain gay aur us galti ko js ki waja se loss hota hy us ko bar bar kartay han tu is traha loss hi hota rehta hy aur kabhi bhi profitable trading nhi kar saktay hum trading mein tab hi profit earn kar saktay han jab hum forex trading business mein knewledge aur experience hasil karain aur is knewledge aur experience se apni mistake ko cover karain mistake ko cover karna zaroori hy mistake ko cover kar k hi profit earn kar saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
          Ghalti (Mistake) :

          Har wo kam jo us khas time per na kerna ho aur wo ho jaye to us ko ghalti yani mistake kaha jata hay. koe kam kisi aur kam ki jaga per ker dena ghalti kehlata hay. is main kuch kam Time kay lehaz say ghalat ho saktay hain aur kuch kam khud ghalat hotay hain jin say bachna chahye.

          Ghalti ki wajah :

          Forex market ki ager bat ki jaye to ghalti ki main waja trader kay ilam ka kam hona hota hay. que kay jab tak trader ko kisi cheez ka ilam kam ho ga ya ho ga nahi to wo yaqeenan ghalti keray ga. Ghalti ki waja kam ilam kay sath sath kam practice bhi ho sakti hay.

          Kamyab Trading :

          Kamyab trading ki taraf pehala kadam ghaltion ki nishan dahi ker kay un ko remo kernay kay liye iqdamaat kerna hota. Ager kisi trader say koe ghalti ho jati hay to wo us ko pehlay nishan dah keray aur us ko khatam kernay kay liye study ya practice jo us kay liye mozoon ho keray.
          Jab koe trader apni ghaltion ko is tarika say khatam kerna shoro ker day ga to wo kamyab trading ki traf safar shoro ker dey ga.
          Assalamualaikum bhai apni Galti kohi Maan lena Sabse Badi Baat hoti hai aur Galti Ho Ke Nishan nahi kar ke in ko remove karne ke liye Hame struggle karna chahiye Agar Kisi Ki Train Se Koi Galti Ho Jati Hai To Uske Pehle nishandehi Kare aur usko Khatam karne ke liye uske liye jaby trader apni Galti Ho is tarike se Khatam karna Shuru kar dega to Kamyab trading ki taraf Safar karna Shuru kar dega Ek accha trader apni galtiyo ko
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

            Ager him log jasa ky ap NY kha ha forex market ma ghltiya krty ha to Phir logo ko loss ho skta ha is Leya him logo ko ghlatio ko remove krna Chaya kau ky ager him log ghlatio kor remove krty ha to him logo ko bhot fida hota ha or him log kamyabi hasil Krny ma Kamyab hoty ha is tra sy him log acha profit bna skty ha forex market ma
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

              aik bara mashhoor maqoola hay kay "To err is human." kay ghalti insan ka khasa hay.Jis say ghalti sarzad na ho wo insan hi ni hy.ghalti kar kay us ka idrak kar lena aur osy tasleem kar lena insan ka kam hay aur ghalti na manna to shaitan ka kam hay. ghalti kar kay osy tasleem kar kay phir us ghalti ko kabhi na dohrana ek boht he achy insan ke nishani hoti hay.forex kay karobar main wohi admi hamesha ek mahir aur kamyab trader ban sakta hay jo forex main hony wali apni ghaltiyon ko dhond saky aur phir un ki islah kar skay aur future main dobara wesi ghalti kabhi bhi na dohraay. Jo bhi trader darj bala baton par amal kar leta hay fr kamyabi us ka muqaddar ban jati hay aur wo kabhi bhi nakam ni hota.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                market main bhot say log kam karty hain is main trade ki jati hay magr market main kam karny kay liye humain mistake ko avoid karna ho ga kun kay ye aik aysa business hay jis main humain mistake nai karna ho gi is main active ho kar kam karna hota hay jab b hum market main order ko place karty hain to humain sb say phly market ko learn karna hoga cahrt ko read karna ho ga phir analysis kar kay planing kar kay or indicators ki help say market main order ko place karna ho ga agr phir b hum sy koi mistke ho jati hay to humani apni mistake ko again read karna ho ga or us ko lesson bana kar is kay bary main demo main practice karna ho ga ta kay again us tara ki mistake na ho sakay is main hard work karna ho ga ta kay market ko understand karna asan ho sakay loss km say km ho sakay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                  galtion ko revmo karna ya wakiye hi kamyabi hoti hay is kay bary main agr detail say baty karty hain to humain maloom parta hay kay market main boht say log trade karty time mistake karty hain jaisy kay lot size ko lagty time mistake karna or pairs ki selection main mistake ho sakti hay is kay ilawa sab say bari mistake jo hay stratyg ka weak hona or planing ka weak hona jis say market main kam karna humay liye loss ka sbab ban sakta hay so humain apni choti mistake ho ya phir bare mistake ho is ko remove karna ho ga or market main achy say kam karna ho ga kun kay humain sikhny say ho trade main achi knowledge mil sakti hay or to hi hum market ko understand kar sakty hain high risk main hum jab kam karty hain to b trade kafi risky ho sakta hay so har point ko sikhna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                    market main boht say log kam karty hain is main kuch log seniour hoty hain or kuch log juniour hoty hain jo log market main kafi loss kar sakty hain kun kay loss tab hi hota hay jab mistake karty hain mistake karny ko hum nay lesson bana ho ga or is ko read karna ho ga ta kay market main stay karna humary liye asan ho sakay humain demo account main kafi practice karna ho ga or is main ye hota hay hum real account ki tara hi kam karna hota hay humain account ko understand kar kay is main pairs ko dykhty hoye humain planing kar kay stratgy ka use kar kay order ko place karna hota hay kun kay market main boht say log mistake karny say b loss karty hain so humain apni learning ko ziada karna ho ga or achi knowledge ko best kar kay market main kam karna ho g
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                      Ghaltian wahan hoti hain jahan kàam ho or inhi ghaltion se tajurba milta ha. Mistakes kar k jis tarah seekha ja sakta wo waisy nahi kiun k yaad rehta ha k wo ghalti maine ki thi jo ab dobara nahi karni.

                      Mistakes ki waja baaz dafa laluch or jald bazi hoti ha. Misaal k taor pe apko pata hota h k ye time acha nahi ha trade k liay phir bhi aap order open kar laity hain. Sabar se kaam nahi lety.
                      Ghalti to sab se hoti ha is liay ye baat new nahi ha, eham baat ghalti ko darust kar lena ha, remove karna ha. Is k liay apko apni aqal or zahanat se kaam lena hota ha.
                      Phir bhi agar aap correction karne mai koi masla ya curieho to seniors or experts se ya kissi dost se madad le is sakti ha. Ghalti ka khatma bahut zaroori ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab tak apni galtiun ko khatam ni karny gy to successfull ni ho sakty han is ley jab hum apni galtien khatam karny k ley nashani dahe karny gy to hum kamyabi ki tarif jany gy is ley jab bi loss ho to AP ko dakhna chae ha k hum Kya galti kar rehe han analysis karny samjny Kya galti ho rehe ha jab samj aa jay to is ko khatam karny ki koisish karny ta k ap ye galti dobra na karny or successful hon forex trading main bi hum tab he successful hon gy k hum galtiun sy seeken gy is ley ap ko knowledge or experience hasil Karna ho tab he ap seek sakeny gy is ley jtna ho saky ap learning karny or forex trading main successful hon
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                          Forex trading main agar trading kartay waqt Forex kay rules and regulation ka khial na rakhtay howay tarding na ki jay ya phir wrong trade lag jay jis say loss ho jay to yeh sab mistakes kehlati han mistakes ki sab say bari waja Forex kay knowledge ki kami ya nahona hay jab trader ko Forex ka ilam na ho ga aor woh trading karay ga to us say bohat sari mistakes hon gi jis say usay bohat bara loss ho ga is liay usay forex ka knowledge learn karna chahiay aor trading ko achi taran sekhna chahiay aor apni ki gai mistakes ko analysis kar kay remove karna chahiay is say trader kamyabi say trading karay ga jo k trader kay liay best hay trading main ghaltion ko remove na karna trading kay liay khatra hay aor nakami hay lehaza ghaltion ko remove kar kay kamyabi hasil ki ja sakti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
                            Ghalti (Mistake) :

                            Har wo kam jo us khas time per na kerna ho aur wo ho jaye to us ko ghalti yani mistake kaha jata hay. koe kam kisi aur kam ki jaga per ker dena ghalti kehlata hay. is main kuch kam Time kay lehaz say ghalat ho saktay hain aur kuch kam khud ghalat hotay hain jin say bachna chahye.

                            Ghalti ki wajah :

                            Forex market ki ager bat ki jaye to ghalti ki main waja trader kay ilam ka kam hona hota hay. que kay jab tak trader ko kisi cheez ka ilam kam ho ga ya ho ga nahi to wo yaqeenan ghalti keray ga. Ghalti ki waja kam ilam kay sath sath kam practice bhi ho sakti hay.

                            Kamyab Trading :

                            Kamyab trading ki taraf pehala kadam ghaltion ki nishan dahi ker kay un ko remo kernay kay liye iqdamaat kerna hota. Ager kisi trader say koe ghalti ho jati hay to wo us ko pehlay nishan dah keray aur us ko khatam kernay kay liye study ya practice jo us kay liye mozoon ho keray.
                            Jab koe trader apni ghaltion ko is tarika say khatam kerna shoro ker day ga to wo kamyab trading ki traf safar shoro ker dey ga.
                            Assalamualaikum ji bilkul bhai main aap ki baat se hundred percent Ittefaq Karti Hoon Par Hum Apni galti se sikhate hain aur Hamein apni galtiyon se sikhna chahiye is Baat Mein Koi shak nahi hai ki Insaan dusro se itni jaldi aur Itna achha Nahin sector Jitna keva apni galtiyon se Sikha hai Insaan apni galti se bahut jaldi aur bahut acche se Sikha hai urwa apni galtiyon se jo sikhta hai wo FIR usko Kabhi Nahin bhoolta lekin apni Galti Mujhse se Itna Itna Aasan Nahi Hota Agar Hum Apni galtiyon se sikhna Chahte Hain To uske liye sabse pahle Hame Hamare galtiyo ko dhoondhne jaruri hai Unhe Tasleem karna jaruri hai kabhi Hum Unhe improve karne ki koshish kar sakte hain is Baat Mein Koi shak Nahi Hoon ke ki Kamyab Insan wahi hota hai jo apni Galti HO se sakta hai Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

                              bhai ap ny boht achi posts ki hai jis main ap ny hmain apni galtiuon ko kesy khtm kar skty hain share kiya hai jesa k har trador apni trdaing main loss ko face krta hai or boht se tradors ko loss un ki apni glati se he hota hai es liye sub ko chahye k loss aghr un ko apni glati ki wjah se howa hai tu wo apni os galti ko sub se pahly remove karen or kosish karen k wo os galti ko dobar reapet na karen q k aghr hum apni glatiun se he sikhty jaen tu hum apni glatiun se he kafdi had tak sikh skty hain es liye hmain sub se pahly gilti ko dhundhna chahye os k bad os galti ki leraning karny k bad osko remove krna chahye or dobara osko apni trdaing se door rkhna hai ayse ap apni galtiun se he boht achi trdaing sikh skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X