Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

    bhai ap ki bat sahi hai forex tading main boht se tradors ko loss un ki apni galti ki wjah se hota hai q k jub tak ap apni galtuin se sikhty nahi hain tab tak ap apni trading ko bahtr nahi kar skty hain es liye har trdaor ko chahye k jub un ko trdaing main loss ho tu sub se pahly loss hony ki wjah ko talash karen or os k bad os ki leraning karen q k jub apko apni galti k point ka pta chlta hai tu oski leraning zarori hoti hai os k bad he apki galti khtm hoti hai leraning k bad apko apki trdaing main loss hony k chances kam ho jaty hain or es k bad apko apni trading main un galtuin ko dohrna nahi chahye q k jub ap apni galtiun ko nahi manty nahi hain tu ap kbhi bhi apni galtiun se sikh nahi skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

      dear forex trading mein agar achi earning karna chahty hein to hard work bohat he zarori ha jsi say ap bohat he achi erning kar sakty hein i think yeh galtiyon say learn karnay wala he ek acha trader ha jo kay apni galtiyon say learning kar pata ha wohi ek acha or kamyanb trader banta ha is liye first jo bhe mistake say loss ko usko samajh kar us say door raheen fir ap is mein kamyab earning kar sakty hein or easy success hasil kar sakty hein is liye friends hamesha hard work or acha experience he apko apni forex trading mein agay barhata ha is liye risk ko kam kar kay trading tools ko use kar kay work karna bohat he zarori ha jo kay apki kamyabi ja raaz ha
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

        swal hy ji ghaltion ko remove karna kamyabi hy ji belkul baat aesy hi hy keh jo insan jub koe bhi kaam shuroe karta hy to us main us ko sub sy pehly us kaam ko karny ka tariqah sikhna parhta hy ab us ko abhi us kaam ky karny ka pta hi ni hy to jub woh shuroe shuroe main us kaam ko karna sikhna shuroe kary ga to us kaam ky karny main us ki kuch ghaltion samny aen gi or kuch kaam us ka darust ho ga to jaesy jaesy woh us karobar main hony wali ghaltion ko door karta jae ga or woh ghaltion khatam hoti jaen gi to woh banda us kaam main us karobar main ahesta ahesta kaamyab hota chala jae ga agr woh ghaltion ko door ni kary ga khatum ni kary ga to pher woh us karobar main kaamyab hony wala ni hy bulkeh woh apna nuqsan kiey ja raha hy naffah ni kma raha
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

          Forex aik risky business ha jis ma expert traders bhi mistakes kar jatay hian lakin kamyab trai kaders woh hotay hian jo apni mistakes se kuch sabaq seekhtay hian aur phr on ghaltyon ko revise ni kartay hian lakin forex trading ma zaidah tar traders phr unhi ghaltion ko dohratay hian is lye agar ap forex trading ma kamayab hona chahtay hain to ap ko apni mistakes ko janana zaruri hota , phr on mistakes ko sudharanay ki koshish krni chaye k dobara yeh ghalti na ho jis se loss hota ha, tab ap forex ma asha profit earn kar skatay hain aur loss se bach saktay hain agar baar baar wohi ghalt karain gay to ap aik professional trader ni ban saktay hian
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

            Dear friend, main ap ki bat say pori tarah say mutfiq hon. que kay jesay kay apnay abtaya kay ghaltion say khud ko azad kerna hi trader ka liye bari kamyabi hoti hay. que kay ager wohi ghaltian bar bar hon jo kuch maha pehlay ya years pehlay ho rahi thi to meray khayal main trader nay kuch hasil hi nahi kia. jesay aik trader trading kay doran aik major ghalti kerta hay wo bari lot laga deta hay aur risk manage nahi kerta to wo kabi bhi tab tak kamyab nahi ho sakata jab tak wo us ghalti ko khatam nahi kerta chahye wo forex main jitnay years bhi guzar dey.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Ghaltion ko remove kerna Kamyabi

              Dear aap nay bohat achay tareekay sey wazahat ki hai.Agar hum apni ghaltioo ki nishandehi kerna seekh lain to hum zindagi mai bohat kaamyab ho saktay hai.Forex trading business bhi aik aisa business hai jaha aik choti si ghalti humey bohat ziada loss dey jaati hai.Agar hum forex mai loss mai janey wali apni trades ko aik baar daikh lia karey or agli dafa wo ghalti na dohraey to humarey profit mai izafa ho sakta hai.Forex trading mai jo ziada ter hum sey ghalti hoti hai wo take profit ka tool use nahi kerna hai.Mai samajhta hu kay jab hum stop loss lagatey hai or apnay loss ko kam sey kam kernay ki koshish kertay hai to saath saath humey apnay profit ko bhi aik mehfooz limit mai secure or safe kernay ki pehlay sey mansooba bandi ker laini chaiye.Aksar aisa ho jata hai kay hum koi trade laga kay usay full time monitor nahi ker paatey or wo trade aik baar profit mai janey kay baad dobara loss ki taraf ajati hai jis ka humey baad mai afsoos hota rehta hai.

              Issi tarah ki or bhi choti choti ghaltiaa mil kay humey bara loss daiti hai jo agar majmoomi tor pay daikha jaey to hamrey mahana munafay sey bhi ziada ban jata hai.Trading mai apni ghaltioo pay qaabu panay ka matlab kaamyabi hai jo hamara yaha kaam kernay kay asal maqsad bhi hai.Tamam members apni ghaltioo ko zaroor daikhay or ye ehad karey kay aik baar ki janey wali ghalti dobara nahi dohraen gay

              اب آن لائن

              Working...
              X